Anisha death track

2.8K 119 7
                                    


Story starts from the scene where police arrests Kairav and takes him to the police station, Goenkas follow them Suhasini stays back at home and she informs Kaira about the situation. In the police station Goenkas and Birlas are fighting. Suddenly Anand receives a   call from an unknown number. It is Kaira.

Anand: Hello

Kaira: Anand Birla tumne apni beti ki galti ko chupane ke liye Kairav Goenka ko fasake accha nahi kiya. Aur Manish Goenka ko tumne joh thappad maara hai uski keemat tumhe chukhani padegi. Behtar yahi hoga agar tum apna case wapas lelo.

Anand: Kon ho tum aur dhamki deni ki tumhari himmat kaise hui. Mein case wapas nahi lunga.

Kaira:Mein aur kya kuch karsakti hoon yeh aap soch bhi nahi sakte. Aapko apne kiye ki bahut badi keemat chukhani padegi.

She calls a Senior Officer of the Police Station. By mistake he puts the call on speaker.

S.O: Hello.

Kaira: 5 minute ke andar Kairav Goenka jail se bahar hona chahiye. Agar aisa nahi hua toh main tumhari vardi utharwadungi. Tumhare kaale karnamo ki puri list hai mere pas.

Goenkas get happy knowing that Kairav will soon be out of jail but Birlas get angry.

S.O: What the hell. Ek on-duty officer ko blackmail karne ki aapki himmat kaise hui. Who the hell are you?

Kaira: KG, yeh introduction kaafi hai ya aur du.

Senior Officer gets shocked and scared hearing KG's name. He knows that KG is a very dangerous businesswoman. She is very much feared of in the business world.

S.O: Don't worry mam Kairav Goenka ko abhi jail se nikaldenge aur uspe hum koi case bhi nahi karenge. ( He tells the constable to go bring Kairav Goenka out).

Kaira: Better.

Anand: What the hell KG aap humari investor hain aapko hume support karna chahiye par aap Goenkas ko support kar rahi hai. Aap jante kaise hai inn Goenkas ko.

Kaira: Aapko lagta hai ki mein family ka saath chodke baharwalo ka saath dungi kabhi nahi. Kairav Goenka mera chota bhai hai aur jis Manish Goenka ko apne thappad mara tha woh mere dadu hain. Uss thappad ki keemat toh aapko bahut mehangi padegi.

Constable comes with Kairav.

S.O: Mam hamne Kairav Goenka ko free karwadiya hai aur unke upar koi case bhi nahi rakha.

Kaira: Very good.

She cuts the call and tells Manish to take everyone and go home they are coming back to Udaipur

After some time
At Goenka Villa
Kaira Kabir enter G V. Akshara is with Goenkas. Mahima threw Akshara out of the house for supporting Kairav.

Kaira along with Manish and Kairav and Akshara went to Birla House.

At Birla House.

All 4 of them enter inside.

Birlas are seated in the hall when they see them.

Mahima: Tum sabki himmat kaise hui yaha aane ki. Aur Akshara tumhe maine ghar se nikaldiya tha. Phir mooh uthake chali aayi.

Kaira goes and slaps Mahima 3 times.

Kaira (roars): ENOUGH MAHIMA BIRLA. JISS KAIRAV PAR HUMARE MUMMA PAPA NE AAJTAK CHILLAYA BHI NAHI USS KAIRAV KO TUMNE 3 THEEN THAPPAD MARE YEH THAPPAD JOH TUMHE PADE HAIN NA YEH USKA RETURN GIFT HAI. AUR MEIN BHI DEKHTI HOON KI KAUN USSE ISS GHAR SE NIKALTA HAI.

She goes and slaps Anand very hard.

Anand: HOW DARE YOU.

He raises his hand to slap her but she catches his hand and twists it.

Manish: Anand Birla tumhari himmat kaise hui meri K par haath uthane ki koshish karne ki.

Kaira (roars): HOW DARE YOU. TUMNE MERE DADU PAR HAATH UTHAYA THA. APNE FATHER KI AGE KE AADMI PAR HAATH UTHATE HUE TUMHE SHARAM NAHI AAYI.

Anand: Yeh Manish Goenka yeh meri beti Anisha ke baare me bakwas kar rahe te to maine inhe thappad maara.

Kaira: Arey toh isme galat kya kaha mere dadu ne . Tumhari beti thi characterless. Ek shaadi shuda aadmi ke saath affair hone ke baad woh mere bhai se shaadi karke uski zindagi barbaad karna chahti thi.

Mahima: How dare you Kaira Goenka meri beti ko characterless kehne ki. Tum ek aurat hoke meri beti ko justice dilwane ke bajaye apne us guneghar bhai ka saath derahi ho.

Kaira: Tumhari beti? Joh ladki tumhe bardaash nahi hoti thi jab woh zinda thi tab toh usse beti maante se inkaar kar diya aaj uske marne ke baad suddenly tumhari dil me uske liye maa ki mamta jagayi.

Mahima: Tumhe kya pata hoga beti khone ka dard.

A lone tear escapes Kaira's eyes.

Kaira: Mujhse behtar kon jaanta hai beti khone ka dard. Mein aap sabko aapke beti ki karname dikhati hoon.

She shows them all the proofs that prove that Anisha was having a affair and a video showing that Anisha slipped accidentally from the terrace and Kairav trying to save her.

Kaira: Abhimanyu mein jaanti hoon ki tum Akshi se bahut pyaar karte hoon lekin I am sorry mein Akshi ko ese ghar mein nahi rehne desakti kaha uski koi respect na ho. Agar tumhe Akshi ke saath apni zindagi jeeni hai toh Tumhe Birla House chodna hoga. Tum apne maa aur bhai ko saath lejasakte ho lekin kisi aur ghar mein. Faisla tumhara hai.

Abhimanyu left Birla House with manjari, neil and akshara as he knew kaira was right. They moved to Jaipur where he started his own hospital. And they lived happily ever after.

OS Completed.
Hope you'll like it.
Please vote and comment.

YRRKH OS BookDonde viven las historias. Descúbrelo ahora