CHAPTER TWO

1.8K 159 14
                                    

Bondita got ready and had her breakfast.......

ani : chalo bondita batuk main tum dono ko school chod deta hoon uske baad main court chala jaunga.......

bon : nahi patibabu aap jaiye hum chale jayenge.......waise bhi humare dost humari raah dekh rahe honge......

ani : thik hai.....

bon : ksj hum chalte hai.....

kaka : thik hai bahu apna dhyaan rakhna......

batuk : main bhi toh hu kaka......

kaka : jo tere saath ho usse apna dhyaan rakhne ki zarurat hai......

everybody giggled while batuk frowned.......

all left for their works.......

At afternoon.......anirudh was in in his cabin......

ani : aaj saara kaam jaldi khatam ho gaya hai ek kaam karta hu aaj bondita ko school se lene chala jaata hu ussi bahane thoda waqt bhi bita paunga uske saath warna school aur ghar ke chakkar mein hume saath mein waqt hi nahi milta......

he blushed and went to school to pick her.......

he reached school waiting for her near gate......bell ranged.....all the students came out one by one......he was getting impatient to see her.......he saw her coming out......he smiled but soon his smile faded when he saw a boy with her.......they were laughing and giggling.......bondita smacked his head while laughing and he pulled her cheeks......she puffed her cheeks and he poked it.......seeing all this anirudh clenched his fist.......he was burning in jealousy........bondita saw anirudh.......

bon : patibabu.....!!!!

She was shocked yet happy seeing him.......

bon : patibabu aap yaha.....?

ani : haa woh aaj kaam jaldi khatam ho gaya tha toh socha tumhe aur batuk ko school se lete hua chalu.....waise yeh kon hai......?

bon : arey haa patibabu yeh raj hai........yaha tulsipur mein naya hai abhi abhi culcutta se aaya hai........meri hi class mein hai......

ani : ohhh......

bon : aur raj yeh mere pati......

anirudh felt nice when she addressed him as her husband.......

raj : ohh.....nice to meet you sir......aap anirudh roy choudhary hai naa......the famous barrister......!!!

he nodded.....

raj : maine bohot suna hai aapke baare mein infact main aapse bohot inspired bhi hu......aapne jo womens ke liye kiya hai uska koi jawab nahi hai......bondi you are very lucky to have him.......

bondita blushed slightly while anirudh frowned........

ani(mind) : aaj tak maine kabhi apni bondita ko bondi nahi bulaya toh yeh hota kon hai meri bondita ko aise bulane wala.......

ani : thank you......bondita batuk kaha hai der ho rahi hai......?

bon : patibabu woh batuk aaj school ke baad apne kisi dost ke yaha jaane wala hai......woh baad mein ghar aa jayega......

ani : thik hai tum chalo.....

bon : haa patibabu ek minute.....raj tumhari book main tumhe kal laa kar de dungi aur tumhara bohot bohot shukriya woh book main dhund rahi thi par mujhe kahi mil hi nahi rahi thi......

raj : bondi hum dost hai.....aur dosti mein no sorry and no thank you......tumhe woh book jab tak rakhni hai rakho.......

bon : thankyou......

both smiles at each other.......anirudh was controlling himself.......raj was really testing his patience.....

ani : bondita chale ab.....!!!

bon : haa bye raj....

raj : bye.....!!!!

they sat in car and left for home......

In car.....

ani : bondita tumhe koi book chahiye thi toh mujhe batana chahiye tha naa......main lekar aata raj se lene ki kya zarurat thi......

bon : patibabu woh book aapki study mein maine dhundi par mujhe mili nahi bazaar mein bhi dhunda par mujhe book kahi nahi mili phir pata chala woh book bohot ho rare hai aasani se nahi milti........woh na ek bohot acchi novel hai.....historic drama par based hai......humare school ke ek professor ne mujhe suggest ki thi usme bohot saare acche morals bhi hai......raj ke pass mil gayi toh maine le li......

ani : thik hai par agli baar tumhe kuch bhi chahiye ho toh mujhse kehna......

bon : ji.....

ani : kulfi khaogi bondita.....

bon : maine kabhi kulfi khane ke liye mana kiya hai kya.....

he smiled and took her to the market.......they purchased kulfi......

ani : bondita ek kaam karte hai aaj nadi kinaare chalte hai itne din ho gaye.......

she nodded......

they went near riverside......the place wad deserted........only few womens were there washing clothes......they were far away from there......they sat under a tree......they were enjoying kulfi......

ani : bondita tumne mujhe kabhi raj ke baare mein nahi bataya......

bondita was baffled listening his question.......

bon : woh patibabu kuch dino pehle hi usne school join kiya hai abhi do din pehle hi humari dosti hui hai......

ani : accha......

bon : accha patibabu mujhe aapse kuch puchna tha.....

ani : haa bolo......

bon : woh patibabu.....do din baad hume 2 hafto ki chutti milne wali hai humse neechi kaksha walo ki pariksha hai na isiliye......toh main krishnanagar jaa sakti hu.......

ani(mind) : bondita ke bina 2 hafte kaise rahunga.......

ani : bondita uske baad turant tumhari bhi toh pariksha hai na agar tum krishnanagar jaogi toh padhai ka kya.....

bon : patibabu main waha padhai kar lungi......yaha padhu ya waha baat toh ek hi hai naa.....

ani(mind) : tum toh waha reh logi par mera kya hoga.....

ani : nahi bondita pariksha ke baad jaana.......main khud tumhe le jaunga......

bon : please patibabu.......mera bohot mann hai jaane ka......bohot din ho gaye main maa aur thakuma se mili hi nahi hu......jaane dijiye na......main aapse wada karti hu main apni padhai ka pura dhyaan rakhungi aapko koi shikayat ka koi mauka nahi dungi......

ani : ek baar keh diya na bondita nahi matlab nahi ek baar mein samajh kyu nahi aata tumhe........tum nahi jaogi bass......har baat mein zidd karne ki aadat ho gayi hai......(angrily)

bondita flinched.......she had tears in her eyes but quickly wiped it......

bon : sorry patibabu.....ab nahi karungi zidd......

ani(mind) : oh shit.....!!! yeh kya kiya maine......

before he can say anything.....

bon : ghar chalte hai ksj intezaar kar rahe honge......

she stood up and went towards car leaving a guilty anirudh behind......

Anidita : Match Made In HeavenWhere stories live. Discover now