CHAPTER TWENTY SIX

978 143 17
                                    

In evening anirudh and somnath returned from their works.......they gave them water......

ani : exam kaisi rahi tum tino ki.....

bon : bohot acchi rahi easy tha paper.......

they saw some nervousness on their face......

som : aap dono itne nervous kyu lag rahe ho koi baat hai......

bon : nahi toh dada aisa kuch nahi hai.......

som : pakka na.....

aas : haa.......aap dono jaake haath muh dho lijiye hum khana lagate hai.......

they ran away......

ani : yeh dono kuch ajib bartaav nahi kar rahe......

som : haa chehre par nervousness saaf dikh rahi thi........

ani : khana kha lete hai phir dono se baat karenge.......

he nodded.......

they went to their rooms.......

In kitchen......

they were working when batuk entered......

batuk : aap dono agar aise nervous rahoge toh dada ko shak ho jayega......

aas : chup raho tum yeh sab tumhari wajah se hi ho raha hai aur upar se hume sikh de rahe ho......

bon : tum jao yaha se warna issi chulhe mein daal denge tumhe.......

he got scared and left......

Anirudh and somnath opened their cupboards to take their night clothes when they found that romantic novels there.....they were shocked would be an understatement.......anirudh fumed in anger.......he left the room in anger.......he was going to kitchen when he saw somnath with romantic novels......

ani : yeh novels.....?

som : almari mein mili dada......

ani : mujhe bhi.......yakin nahi ho raha hai ki yeh dono.......

som : main wahi baat karne jaa raha tha......

ani : chalo.....!!!

they went down and saw them near dining table and went to them......

bon : aaiye patibabu khana taiyar hai......

ani : woh sab chodo aur humare sawal ka jawab do......

bon : kya hua patibabu......?

they banged the novels on dining table in anger.......

ani : yeh hua hai......(loudly)

they got shocked........everybody came out listening his voice........batuk was shocked to see his novels there........he was scared that if his brothers got to know about him reading romantic novels what they will do.....

kaka : kya hua anirudh kyu itna chilla raha hai......?

som : kaka yeh aap apni pyari bahuon se puchiye unhe acchi tarah se pata hai hum kyu chilla rahe hai......

kaka : kya hua koi hume kuch bataiyega......

ani : kaka main aapko baad mein samjhata hu bondita aashita jawab do yeh tumhari hai.......

bon : patibabu woh.....

ani : haa ya naa bondita aur koi safai nahi.......

som : baudi aashita jawab dijiye.......

they were hell scared.......if they took batuk's name god knows what they will do with him........

ani : jawab do bondita.......

bon : haa patibabu yeh humari hai.......

aashita also nodded.......

they got shocked.......batuk was guilty.......

som : aap dono ko kya ho gaya hai.......aap log yeh sab karte ho pura din aur phir kehte ho hume pariksha se darr lag raha hai.......

ani : bondita apne shadishuda hone ka yeh fayda utha rahi ho tum........pata hai na yeh pariksha tum logo ke liye kitni zaruri hai phir bhi........

kaka : arey hume koi bataiyega aakhir yeh hai kya aur iske liye kyu baras rahe ho humari bahuon par.........?

they explained him.......

kaka : bahu yeh tum dono......

they just downed her head.......

ani : bondita padhai nahi karni toh bata do.......

bon : aisa nahi hai patibabu......

ani : toh kaisa hai bondita.......kabse ho raha hai yeh......actually galti aap logo ki nahi hai humari hai jo hum itna vishwas karte hai......

aas : dada humne kabhi nahi kiya yeh.......

som : toh achanak kya ho gaya.......aashita yeh sab sirf tumhe padhai se distract karengi aur kuch nahi........medical college mein yeh sab kaam nahi aayega aashita.....

ani : mujhe nahi khana kuch bhi.......

bon : patibabu please humara gussa khane par mat utariye......

ani : maine kaha na bondita nahi khana mujhe.......

som : bhuk mar gayi......!!!!

they both left in anger........they stood there crying.......batuk was feeling guilty and decided to confess.......while sampurna was enjoying.......

kaka : bahu dono iss waqt gusse mein hai shaant ho jaayetab baat karna abhi jao tum log aaram karo......

they nodded and ran to their room.......both were crying hard........

In study......

som : mujhe toh abhi bhi yakin nahi ho raha hai dada ki........

ani : yeh sab meri hi galti hai isiliye main bondita se durr rehta tha......

batuk came there.....

batuk : dada mujhe kuch kehna hai......

ani : agar unn dono ki vakalat karne aaye ho toh jao.......

batuk : nahi dada mujhe kuch aur kehna hai actually woh novels baudi aur aashita ki nahi meri hai......

they got shocked.......

som : kya......!!! tu unn dono ko bachane ki koshish kar raha hai......?

batuk : nahi dada yeh sach hai dugga maa ki kasam.......

ani : saaf saaf batao hua kya......

batuk : dada woh novels meri hai main padta tha sabse chupake.......exam hai aur yeh novels mujhe padhai mein distract na kare isiliye maine unn dono se kaha tha ki aap yeh apne pass rakhiye exams ke baad le lunga......woh toh mana kar rahe the par maine hi zidd ki........dada unn dono ne toh kabhi romantic novels padhna toh durr kholke bhi nahi dekhi........

they felt guilty.......

som : batuk tumhara dimaag kharab ho gaya hai.......himmat kaise hui tumhari romantic novels padhne ki......ye tumhari padhai karne ki umar hai na ki novels padhne ki........tumhari wajah se humse itni badi galti ho gayi........

anirudh came and slapped him hard.........

ani : jab hum waha unhe daat rahe the tab nahi bata sakte the.......karne mein sharam nahi aayi bolne mein sharam aa rahi thi........ek toh galti ki aur usse chupakar sabse badi galti ki........

batuk : sorry dada......

ani : kya sorry.......tumhare sorry kehne se sab thik ho jayega........na jaane kya kya keh diya humne unhe........

som : dada isse baad mein nipat te hai pehle jaakar unhe dekhte hai......

ani : haa......humne khana nahi khaya unhone bhi nahi khaya hoga chalo......

they left......

Anidita : Match Made In HeavenWhere stories live. Discover now