CHAPTER FIVE

1.4K 143 7
                                    

In afternoon.......trilochan was resting in his room when someone knocked the door......he opened and found anirudh standing with nervous face.......

ani : kaka aap aaram kar rahe the kya.....

kaka : arey nahi nahi hum toh bass lete hue the neend nahi aa rahi thi......

ani : andar aau....?

kaka : aa......

he came inside and closed the door......

ani : mujhe aapse kuch baat karni hai kaka bondita ke baare mein......

kaka : dekho anirudh humne pehle hi keh diya hai bahu vilayat nahi jayegi woh yehi se apni shiksha puri karegi aur iss baat par tumne bhi haami bhari thi........

ani : arey kaka uss baare mein baat karne nahi aaya hu.....

kaka : phir.....?

ani : bataunga par aap waada kijiye aap chillayenge nahi......

kaka : aisa kya kehne wala hai tu......

ani : pehle aap wada kijiye......

kaka : chal thik hai.....kiya waada.....!!!!

ani : uuhhh.....kaka woh main yeh kehna chahta tha ki bondita ab badi ho gayi hai......

kaka : yeh hum jaante hai aur kuch.....

ani : kaka puri baat toh suniye main yeh keh raha tha ki bondita ab badi ho gayi hai toh main soch raha hu ki main matlab main.....

kaka : kya bakri ki tarah main main kar raha hai saaf saaf bol......

ani : kaka main yeh soch raha tha ki kyu na main bondita ke saath ek kamre mein rahu.......

he close his eyes fearing his reaction.......he slowly opened his eyes and found him staring at him totally numb.......he was looking at him like he was an alien.......

ani : kaka.....!!! kya hua aapko......

he shake him and he came out of his trance.......

kaka : nalayak bhare ujaale mein apne baap ki tarah nasha karke aaya hai kya.......

ani : kaka main kyu nasha karunga.......

kaka : toh phir kisi aatma ka saaya hai kya tujhpe......

ani : kaka yeh kya keh rahe hai aap aisa kuch nahi hota.......(irritated)

kaka : toh phir aisi behki behki baate kyu kar raha hai......

ani : kaka main serious hu main sachme bondita ke saath ek kamre mein rehna chahta hu......

kaka : phir se bol.....!!!!

ani : kya kaka do baar kaha aapko sunai nahi diya.....

kaka : sunai toh diya bass apne kaano par yakin nahi ho raha hai......

anirudh rolled his eyes on his weird behaviour......

ani : kaka main sach keh raha hu......

kaka : humara jo bagad billa humare laakho nivedano par bhi nahi maana woh aaj achanak maan gaya.......dugga maa ne yeh chamatkar kiya kaise........

he narrated everything to him happened in study......

kaka : zindagi mein pehli baar hume som par pyaar aa raha hai namumkin ko mumkin kar diya......bhala ho uska.......thik hai humari manzuri hai......

ani : kaka sirf manzuri se kaam nahi chalega jo karna hai aapko hi karna hai......

kaka : matlab....?

ani : matlab yeh kaka ki raat ko khana khaate waqt aapko sabke saamne yeh elaan karna hai ki aajse anirudh aur bahu ek kamre mein rahenge......

kaka : hum kyu......?

ani : woh kaka main bolunga toh mujhe sabka chehra waise hi dekhne milega jaisa abhi thodi der pehle aapka tha........

kaka : toh tune kaha ki kuch aisa hi ki kisi ko jhatka lage......

ani : kaka.....!!!

kaka : accha accha thik hai hum keh denge par tune iss baare mein bahu se baat ki......

ani : kaka mujme bolne ki himmat nahi hai isiliye toh aapse kaha......

kaka : matlab aaj bahu ko bhi jhatka lagne wala hai......

he nodded......

ani : ek aur baat kaka abhi aap mujhse isse zyada koi apeksha mat rakhna haa yeh sach hai ki main bondita se pyaar karta hu par uska bhavishya mere liye sabse zyada maayne rakhta hai......

kaka : hume pata hai anirudh aur sach kahe toh hum bhi tum dono ki khushi hi chahte hai......bass tum dono khush raho isse zyada hume kuch nahi chahiye.......

he smiled and left......

kaka : hey dugga maa aapka jitna dhanyawad karu utna kam hai kam se kam humare anirudh ne bahu ko apni patni toh maana aapki kripa rahi toh jald hi iss roy choudhary haweli mein kilkariyaan gujengi........

Batuk and bondita returned from school batuk was little dejected because he hardly passed in their class tests and failed even in some subjects........bondita was also scared she topped as always but was scared for her friend.......she knew anirudh will give better scolding to him.......

batuk : mujhe darr lag raha hai baudi.......

bon : batuk ab mat daro jab main tumhe kehti thi ki padh lo tab tumhe khelne se fursat nahi milti thi aur ab jab patibabu ki daat khaane ka waqt aaya toh tum ghabra rahe ho.......

batuk : baudi kuch karo na please.......

bon : main kya karu batuk patibabu tumse tumhara parinaam toh puchenge hi.......

batuk : main dada ke aane se pehle kahi bhaag jaata hu.......

bon : accha kaha tak bhaago ge aur kab tak.......

batuk : ab mein kya karu baudi aap dada se baat kijiye na......

before she can say anything.......

voice : kis baare mein batuk......?

they identified the voice and got scared specially batuk......they turned and found anirudh standing there with confused face.......

ani : kis baare mein baat karni hai bondita ko mujhse......

batuk : woh dada......

ani : khair yeh sab chodo tum dono ke class tests ka aaj result aane wala tha na aaya......

before bondita can say anything......

batuk : nahi dada aaj nahi aaya......

bondita looked at him with shocked face.......he pleaded to her through eyes......

ani : aaj kyu nahi aaya.....

batuk : woh baudi batayegi.......

ani : bolo bondita......

bondita was cursing batuk in her mind......

bon(mind) : hey dugga maa maaf karna main patibabu se jhuth bol rahi hu......

bon : woh patibabu kya hai na jin adhyapak ke pass humare parinaam the woh kuch dino tak school nahi aa sakte unki tabiyat thik nahi hai woh jaise hi aayenge hume result mil jayega......

anirudh never doubted bondita so he successfully came in her words.......

ani : accha thik hai......jao fresh ho jao dono.......

they nodded and left hurriedly......

Anidita : Match Made In HeavenWhere stories live. Discover now