CHAPTER FIFTY

727 110 28
                                    

I CAN'T BELIEVE THAT I COMPLETED 50 CHAPTERS OF MY STORY........

THANKYOU SO MUCH FOR SUPPORTING ME......

KEEP LOVING......

LOVE YOU GUYS......

***************************************
Bondita was resting in her room when phone ranged.......she picked up......

bon : boliye patibabu......

ani : khana khaya na bondita......

bon : ji patibabu abhi khaya aur abhi kamre mein aaram bhi kar rahi hu aap kyu chinta kar rahe hai itni.......

ani : chinta kyu nahi hogi shona jaan ho tum dono meri.......

bon : patibabu aap bilkul chinta mat kijiye........main khud ko aur humare bacche ko kuch nahi hone dungi.......

ani : thik hai waise tumne kaka se baat ki.......

bon : haa ki thi par......

ani : kya hua.....

bon : patibabu ksj mana kar rahe hai......

ani : thik hai main baat karta hu kaka se......

bon : nahi patibabu.....hume ksj ki baat sahi lag rahi hai.......

ani : kya bol rahi ho tum bondita......

bon : aap pehle shanti se meri baat suniye........ksj chahte hai ki iss waqt hum sirf apne aane wale bacche par dhyan de.......aur sach kahu toh patibabu mujhe bhi yehi lagta hai aapko pata hai aaj subah aashita ghirte ghirte bachi thi.....

ani : kya....kaise....thik hai na woh.....

bon : haa patibabu thik hai......isiliye mujhe bhi yehi lagta hai ki ksj sahi hai.......patibabu main jaanti hu humne humare sapne ke liye bohot mehnat ki hai aur aap log chahte hai ki hum bhi bohot naam kamaye......hum bhi toh yehi chahte hai warna itni mehnat nahi karte.......par patibabu jo pal abhi humari zindagi mein aaya hai uske liye bhi humne utne hi sacrifices kiye hai utna hi lade hai........patibabu agar humare bacche ko kuch ho gaya na toh main nahi jee paungi......isiliye maine aur aashita ne decide kiya hai ki hum filhal ke liye kaam nahi karenge........

ani : thik hai tumhari marzi main tumhe force nahi karunga........tum jab chaho kaam shuru kar sakti ho.......

bon : thankyou patibabu......aapne khana khaya na.....

ani : haa......accha ab main rakhta hu.....aaram karna.....I love you.....

bon : I love you too......

**************************************
they came down......

sampurna : bondita accha hua tu aa gayi........ek chai bana de na sarr dard ho raha hai......

bon : koyeli didi sampurna didi ke liye chai bana dijiye......

sampurna : bondita maine tujhse kaha......

bon : suna maine didi par abhi hum aangan mein jaa rahe hai som dada bata kar gaye hai agar nahi karenge toh gussa karenge woh isiliye........

they walked out and she frowned.......

*************************************
aas : bondita tune jhuth kyu bola......

bon : kyuki mujhe unka kaam nahi karna tha.........

aas : kya ho gaya hai tujhe achanak........

bon : darr lagta hai aashita......woh kabhi khush nahi hui meri khushiyon se........unki wajah se mujhe aur patibabu ko apna ghar chodna pada tha.......unki wajah se maine humesha strong reh ne wale kabhi na haar maan ne wale anirudh roy choudhary ko rota hua dekha tha.....bebas dekha tha......apne pariwar ko tut ta hua dekha hai maine unki wajah se.......mera aur patibabu ka rishta khatam hone wala tha unki wajah se........bass bohot seh liya maine.......ab unka saaya bhi main humare baccho par nahi padhne dungi.......

Anidita : Match Made In HeavenWhere stories live. Discover now