CHAPTER THIRTY FOUR

917 141 42
                                    

Next morning.......

Bondita and aashita woke up early than their regular time as instructed by trilochan........they performed aarti together.......bondita and aashita done all arrangements for pishi maa's arrival as instructed by trilochan.......

everything was done properly but they were hell nervous and scared.......they never got this much scared not even in their exams......

anirudh and somnath went to station to fetch her......

At station they were waiting for her......

som : dada pichle aadhe ghante se intezaar kar rahe hai kab aayengi.......mujhe hospital bhi jaana hai......

ani : mera bhi ek important case hai som par kya karu.....

som : sabkuch accha chal raha tha inka aana zaruri tha.....

ani : haa som par iss baar main aisa kuch nahi hone dunga jo maa ke saath hua tha uss waqt chota tha par ab nahi......

suddenly they saw her.......

ani : pishi maa.....!!!!

pishi : tum....?

ani : anirudh....!!!!

pishi : ani kitna bada ho gaya hai......

ani : sab hote hai pishi ma.....

pishi : aur tum som.....?

he nodded in yes.....

they took her blessings......

pishi : khush raho bohot accha laga tum dono se milkar......

som : kaash hum bhi yeh keh paate pishi ma.....

anirudh chuckled......

pishi : kya....?

ani : kuch nahi waise yeh dono kon hai

pishi : arey anirudh inhe nahi pehchana yeh subodh mera beta......

ani : arey haa

pishi : aur yeh uski patni aarti.......

ani : kaise ho subodh....?

subodh : accha hu.....tumhare baare mein sunta rehta hu bohot bade aadmi ho gaye ho......

ani : shukriya......

subodh : kaise ho som.....?

som : fine......

pishi : suna hai tum dono ki shadi ho gayi hai......

they nodded.....

ani : pishi ma baaki baate ghar jaake karte hai......

she nodded......they sat in car and left for home......

in car.....

som : dada disaster not came alone brought one more with her......

anirudh was controlling his laughter.....he know why som is talking in english because no one here knows to speak in english.......

ani : I know.......

both chuckled.....

they reached home......

she got little emotional seeing the house but immediately covered up.......

they went inside......

trilochan : kaisi ho vidya......

pishi : thik hu......aap kaise hai dada

trilochan : thik hai hum......

pishi : binoy nazar nahi aa raha......

trilochan : woh kisi zaruri kaam se bahar gaya hai aata hi hoga.......

she nodded......

pishi : tum batuk ho na.....

she asked pointing at him......he nodded and took her blessings......

pishi : khush raho......

trilochan : yeh humari bahuein.....bondita anirudh ki patni aur aashita som ki patni......

they took her blessings.....

pishi : khush raho......(she said with stern voice)

pishi : yeh kon hai.....?

she asked pointing sampurna.....

batuk : chudail.....(murmured)

bondita listened and glared him......

kaka : sampurna hai binoy ki patni.....

pishi : binoy ne dusri shaadi bhi kar li.......waise toh bade raag japta tha shubra se prem ke......

everybody frowned........

ani : baba aaj bhi maa se utna hi pyaar karte hai jitna pehle karte the.......sab ki koi na koi majburi hoti hai.......

kaka : yeh sab chodo kaise ho subodh beta.....

subodh : thik hu.....

pishi : yeh meri bahu aarti......subodh aarti paav chuo.....

they took his blessings.......

kaka : khush raho.....aao ab naashta karte hai phir tum log aaram karna.....

they nodded......

everybody sat for breakfast........Bondita and aashita served everyone......

ani : bondita aashita aao betho tum dono bhi......

they looked at each other.......

pishi : anirudh ghar ki bahuein baad mein khaati hai.......

som : maaf karna pishi ma yeh soch aapke ghar ki hoti hogi humare ghar ki nahi hai.......baudi aashita aaiye bethiye.......

they pleaded them through eyes but didn't listened.......

pishi : ani....som....pishi hu min tum dono ki agar kuch keh rahi hu toh soch samajhkar keh rahi hu.......

ani : maaf karna pishi ma par yeh humari patniyan hai inhe lekar koi bhi faisla hum karenge ki yeh humare saath khayengi ya nahi......aur tum dono maine kaha na aakar betho.......

they reluctantly sat beside them.......

vidya fumed in anger.....!!!!

they completed breakfast......

ani : kaka hum chalte hai zaruri kaam hai hume.......

pishi : ani.....som.....ek din kaam par mat jao......

som : nahi jaate pishi ma par kaam zaruri hai......

they moved out......

bon : ksj hum puch kar aate hai kuch reh toh nahi gaya......

they ran behind them.....

bon : rukiye aap dono.....

aas : kya zarurat thi aap dono ko yeh sab karne ki kya ho jaata agar hum baad mein kha lete toh......

bon : haa aur main yeh bhi jaanti hu ki aap logo ne yeh jaan bujhkar kiya......

ani : haa kiya kyuki unhe bhi pata chalna chahiye ki har waqt unki soch sahi nahi ho sakti......

som : aur humne kuch galat nahi kiya hai......

they sighed......

ani : hum chalte hai.......

they left.....

bon : hum na pagal ho jayenge aashita.......!!!!!!

aas : haa bondita pehle hi din yeh haal hai aage kya hoga........

bon : ab woh toh dugga maa hi jaane.......

they got irritated and went inside.......

SORRY FOR THE SMALL CHAPTER......I AM REALLY BUSY NOWADAYS.......

BY THE WAY HOW IS THE GLIMPSE OF PISHI MAA.......

Anidita : Match Made In HeavenWhere stories live. Discover now