CHAPTER FIFTY FOUR

675 117 25
                                    

HII GUYS.......MY STORY CROSSED 5K VOTES..... THANKYOU SO MUCH FOR ALL YOUR LOVE.......

I DIDN'T THOUGHT THAT MY STORY WILL REACH HERE....... THANKYOU......!!!!!!

KEEP LOVING........🥰🥰🥰🥰💕💕

********************************************

In evening.......

Aashita was on terrace.......someone kept hand on her shoulder........

Aas : bondita.....?

Bon : kya hua yaha kyu khadi hai......

Aas : kuch nahi bass aaj jo kuch bhi hua uss baare mein soch rahi thi.........

Bon : kyu soch rahi hai itna.......chod na......

Aas : bohot koshish kar rahi hu bondita par baat dimag se jaa hi nahi rahi.......kisi mein itni nafrat ho sakti hai.......maine pehli baar dekha hai.......

Bon : pata toh mujhe bhi nahi tha ki ek behan apni hi behan ke saath aisa kar sakti hai par dekho woh galatfehmi bhi durr ho gayi........

Aas : aaj sab kitna shaant the na khana khate waqt........kisi ne thik se khana bhi nahi khaya.......

Bon : hmm.......

Ani : tum log yaha kya kar rahe ho sona nahi hai.......

Bon : neend nahi aa rahi hai patibabu.......

Som : baudi main maanta hu ki jo hua woh bohot bura.......

Bon : kuch bura nahi hua hai dada.......jo hona chahiye tha wohi hua hai.........jaise patibabu ne kaha tha galti humari hai ki humne itna vishwas kiya unpar..........hume toh tabhi samajh jaana chahiye tha jab unki wajah se humne ghar choda tha.........chodiye woh sab.........ab mera usse koi matlab nahi hai........yeh maan lijiye ki bhavishya mein woh kabhi marr bhi jaati hai toh unke agni sanskaar mein bhi nahi jaungi..........mere liye sampurna naam ki aurat ka astitva hi khatam ho gaya hai..........

Ani : haa.....tum dono ab kabhi uss baare mein nahi sochoge iska asar tumhari sehat par ho sakta hai........jo hona tha woh ho gaya ab kuch bura nahi hoga........hum hone ho nahi denge........ab bass tum dono ko apna dhyan rakhna hai........

They nodded.......

Som : chaliye kamre mein......aaram kijiye.......

They went to their rooms.......

***********************************
2 days passed away.......

All were set to leave for Siliguri..........

Batuk : dada kab tak aayengi aap ki biwiyaan.......der ho rahi hai......

Som : iss baat ka koi jawab nahi hai humare pass batuk.......yeh toh dugga maa hi jaane......

Ani : yeh itne saal ho gaye par main aaj tak samajh nahi paaya inhe taiyar hone mein itni der kyu lagti hai........

Binoy : beta yeh kabhi koi nahi samajh payega........ jab tumhari maa ke saath bahar jaana hota tha na toh mujhe usse asal samay se 2 ghante pehle ka samay batana padta tha tab jaa kar woh samay par taiyar hoti thi.......

Som : yeh accha hai aaj se hum bhi yehi karenge dada.........

He nodded........

Bon : accha.....!!!!

Ani : haa itni der karoge toh yehi karna padega na.......

Aas : toh thik hai hum bhi do ghante deri se taiyar honge........

Ani : bondita.....

Batuk : bass bass yeh aap sab apna pati patni wala jhagda waha Siliguri jaa kar continue karna abhi chale.......

Anidita : Match Made In HeavenWhere stories live. Discover now