CHAPTER TWENTY FIVE

1K 139 13
                                    

Days passed.......sampurna tried many ways to distract them from studies but failed miserably.......today is their first exam.......batuk was hell scared because he hardly covered 40% syllabus........they came down in their uniform and took dugga maa's blessings......they took trilochan's blessings......

kaka : khush raho......acche se pariksha dena aur safal hona.......batuk safal ho jayega na pariksha mein......?

batuk : haa kaka.......

kaka : bharosa toh nahi hai dekhte hai.......

everybody giggled.....

ani : chalo hum tum tino ko school chod dete hai.......

they nodded.......

they all left......

they reached school.....

ani : all the best tino ko......acche se shaant mann se likhna......

som : bilkul darna mat.......all the best......

they nodded and went inside.......

som : dada batuk ka samajh mein aata hai par yeh dono kyu dare hue hai......?

ani : som exam ki chinta sab ko hoti hai hume bhi hoti thi aur isse koi farak nahi padta ki hum kitne bhi padhai mein acche ho......chalo chalte hai.....

he nodded.....they left for their works......

exam started......batuk was blank when he saw paper.......the questions were from the chapters he left.......he was hell scared.......

after 3 hours exam completed and they came out......

aas : bondita mera exam bohot accha hua.......kitna easy paper tha......

bon : haa aashita sachme easy tha main toh bohot dari hui thi par sab acche se ho gaya......

they saw batuk thinking something.......

bon : kya soch rahe ho batuk......?

batuk : baudi maine jo chapters padhe the usme se toh mushkil se do ya teen hi sawal aaye the baaki sab kitna mushkil tha.......

aas : batuk kuch bhi mushkil nahi tha agar padh liya hota na toh mushkil nahi lagta.......

bon : sahi keh rahi hai aashita aur padho romantic novels......

batuk : aap iss waqt mujhe taana de rahi hai.......

bon : batuk ab jo ho gaya so ho gaya ab tum kuch nahi kar sakte......ab dusri parikshao par dhyan do.......

he nodded.......they left for home......

kaka : arey aa gaye tumlog kaisi rahi pariksha......

aas : bohot acchi ksj......

kaka : chalo accha hai jaake muh haath dho lo khana taiyar hai......

they nodded and left.......

they had their lunch and started studying.......

aas : bondita batuk kaha hai usse padhna nahi hai......

bon : maine bulaya toh tha......yeh ladka bhi na kab padhai ko seriously lega......

he entered.....

bon : kaha the kitni der.....?

batuk : sorry......

aas : chalo padhai karne betho.....

batuk : mujhe aap dono se ek request karni hai please mana mat karna......

bon : woh hum request sunne ke baad tay karenge.......bolo......

he removed a bundle of book and kept in front of them.......they wide their eyes.....

bon : batuk yeh sab kya hai yeh romantic novels tum yaha kyu leke aaye ho leke jao isse abhi........

aas : tumhe sharam nahi aati tumhara aaj ka exam accha nahi gaya phir bhi tumhe yeh romantic novels padhni hai......

batuk : arey shant ho jao meri maa......sunn toh lo main kya kehna chahta hu.......woh kya hai  agar yeh pass rahegi toh mujhe padhai mein distract karegi isiliye kya aap dono yeh apne kamre mein rakh sakte ho exams tak......

bon : tumhara dimmag kharab ho gaya hai batuk.......tumhari himmat kaise hui yeh sochne ki bhi........aisa hargiz nahi ho sakta hum yeh nahi rakhenge.......

batuk : please baudi maan jao na.......aashita please......

aas : bilkul nahi main kamre mein akeli nahi rehti som ji bhi rehte hai agar unhone dekh liya toh.......

bon : haa agar main pehle ki tarah akeli hoti toh ek baar ke liye sochti bhi par ab toh patibabu bhi mere saath rehte hai agar unhone galti se bhi yeh dekh liya na toh mera divorce pakka hai nahi nahi......le jao isse abhi......

batuk : please baudi aap log meri itni madat nahi kar sakte.......

aas : phek do inhe......

batuk : aashita please bass exam khatam hone tak kisi tarah chupa lo phir main le jaunga pakka.......

bon : batuk kya tumne thaan liya hai mera divorce karwane ka........mana kiya na maine exams tak toh kya main isse ek pal ke liye bhi yaha nahi rakhungi......

aas : haa main bhi nahi.....

batuk : thik hai zyada se zyada kya hoga main fail ho jaunga dada mujhe ghar se nikal denge........

bon : batuk yeh galat hai tum aise hume phasa nahi sakte.......

batuk : please baudi main haath jodta hu pair padta hu please........

they both agreed reluctantly.......he handover the novels to them and left.......

aas : bondita humne haa toh keh diya lekin hum isse chupayenge kaise........

bon : main bhi wahi soch rahi hu agar patibabu ne dekh liya toh meri khair nahi........

both were thinking how to hide it while sampurna was standing outside the room listened everything.......

sampurna(mind) : mujhe yeh toh samajh nahi aaya ki yeh log kya chupana chahte hai anirudh aur somnath se par haa agar yeh chiz unhone dekh li toh tufan zarur aayega........

they kept that novels in their bag and sampurna saw them......

aas : isse bag mein rakhna thik hoga kya......?

bon : patibabu mera bag check nahi karte.......

aas : haa som ji bhi meri chize nahi dekhte.......bondita bass jaldi se yeh exam khatam ho aur yeh musibat chute.......

bon : haa.......accha shaam hone ko hai sandhya aarti ki taiyari karni hai aur phir khane ki bhi baad mein padh lenge.......

aas : haa tu chal main apna bag rakh ke aati hu......

she nodded.......

both of them started doing their work........sampurna went to their rooms and took out that books and kept them somewhere so that it can easily get found.......

sampurna : mujhe yeh toh nahi pata ki inn kitabo mein chupane jaisa kya hai par phir bhi agar yeh kitabe mera kaam aasan karti hai toh accha hi hai.........

she smirked........

Anidita : Match Made In HeavenWhere stories live. Discover now