CHAPTER SEVEN

1.4K 155 10
                                    

everybody completed the dinner........bondita went to kitchen for with koyeli for cleaning........

som came to anirudh......

som : kya baat hai dada aapne toh apni mann ki baat bhi rakh di sabke saamne woh bhi kisi ko bina pata chale ki yeh aapki mann ki baat hai.......

ani : som mujhe ek baat samajh nahi aa rahi sab mujhe aise kyu dekh rahe the jaise main koi bhoot hu.......jaise bondita ke saath ek kamre mein rehkar main koi paap kar raha hu......

he laughed.......

som : woh kya hai na dada kisi ko iss chiz ki ummid nahi thi aapse.......aapka yeh sochna hi sabke liye bohot bada shock hai........

ani : som.....!!!!

som : accha thik hai mazak ki baat chodte hai........dada ab aapne yeh faisla liya hai toh isse dil se nibhaiyega baudi ko aisa nahi lagna chahiye ki aapne kaka ke dabaav mein aakar haa ki hai.......

ani : chinta mat karo som......main sambhal lunga......

som : all the best.....

anirudh left......batuk came to som......

batuk : yeh aap dono ke beech kya khichdi pak rahi hai.......

som : tujhe kyu jaana hai......

batuk : main bhi aapka bhai hu......

som : shukriya yaad dilane ke liye main bhul gaya tha......

batuk : dada.....

som : kya dada.....

batuk : waise main yeh soch raha hu ki dada maan kaise gaye kaka ki baat.....

som : haa yeh toh main bhi soch raha hu pata chalega toh tujhe bhi bataunga.....good night.....

batuk : good night......

som left smiling......

Anirudh entered his room which was now their room.......he was quite nervous yet happy.......he was blushing like a teenager who recently got married........

ani : kab aaogi bondita tumse baat karna chahta hu main......

bondita was in kitchen......

bon(mind) : patibabu ko kya ho gaya hai.......jis baat par ghar mein mahabharat chidd jaati thi aaj wahi baat aise nipat gayi jaise koi baat hi nahi thi.........jo pati  hone ke bawajud shaam ke baad mere kamre mein nahi aaye woh achanak mere saath ek kamre mein rehne ke liye maan kaise gaye.......yeh mere patibabu hi hai na ki unka humshakal.......dugga maa kyu kar rahi hai aap aisa kyu mujhe aisi jhooti ummedien de rahi hai jo kabhi puri nahi hogi........main yeh baat swikar kar chuki hu ki main kabhi unki patni nahi bann sakti phir kyu......

she was in her thoughts......

koyeli : choti malkin.....

she came out of her thoughts......

bon : ji......

koyeli : kaam ho gaya hai choti malkin......

bon : thik hai main chalti hu shubhratri.....

koyeli : shubhratri......

bon(mind) : dugga maa kabhi socha nahi tha apne hi kamre mein jaane ke liye itni ghabrahat hogi par jaana toh padega......

she went to their room......her heart was beating very fast......she was nervous like hell.......when she reached outside the room anirudh's back was facing her.......she controlled herself and managed to knock......anirudh turned to her......he was looking serious.......

Anidita : Match Made In HeavenWhere stories live. Discover now