CHAPTER TWENTY FOUR

1.1K 146 10
                                    

Som came out of bathroom and saw aashita studying........

som : aashita ab so jao kal padh lena......

aas : aaj meri zara bhi padhai nahi hui kaise so jau......

he took the book from her hand and closed it......

som : aashita tum doctor banne wali ho itna toh tumhe pata hoga na ki insaan ko fresh mind ke liye acchi neend ki zarurat hai.......aaj tum log pura din kaam kar rahe the......so jao aur exams ka itna pressure mat lo......tum log accha hi karoge.......

aas : som ji yeh final exams hai agar acche marks nahi aaye toh medical college mein admission nahi hoga......

som : itna negative kyu soch rahi ho......sab ho jayega......chalo so jao subah jaldi uthkar revision karna.......

aas : mujhe aapse ek baat karni hai......

som : haa bolo.....

she narrated everything happened in morning......

aas : ksj sirf itna hi chahte hai ki din mein ek baar sab saath milkar aarti kare.......som ji aaj gaav mein jaakar koi bhi ghar dekh lijiye koi apni bahu betiyo ko itna samman nahi deta jitna hume ksj dete hai.......hum acche se padhai kar sake isiliye woh humse koi kaam nahi karate.......toh agr uske badle woh sirf yeh chahte hai ki unka pura pariwar ek saath dugga maa ki aarti kare toh usme galat kya hai agar woh humare sapno ka aur icchaon ka maan rakhte hai toh hume bhi rakhna chahiye na......

som : haa aashita tumhari baat sahi hai.......actually padhai aur kaam mein itna ulajh gaye the na hum ki kabhi woh khyal hi nahi aaya dimaag mein......main wada toh nahi kar sakta par koshish karunga tumhari baat rakhne ki......ab so jao kal jaldi uthna hai.......

she nodded......

***************
Bondita was walking to and fro with book in her hand.......anirudh snatched the book......

bon : kya kar rahe hai patibabu dijiye mujhe padhna hai.......

ani : bondita bohot ho gaya aaj pura din kaam kiya hai ab so jao kal padh lena......

bon : patibabu.....!!!!

ani : bondita mujhe pata hai main hi hu patibabu baar baar yaad dilane ki zarurat nahi hai.......

bon : patibabu mujhe neend nahi aa rahi hai.......

he smirked mischeivously.......he pulled her on the bed and hovered above her.......her eyes got wide.......

bon : kya....kya...kya kar rahe hai aap patibabu......?

he didn't answered her........he kissed her forehead.......she closed her eyes feeling relaxed......he kissed her both cheeks.......this was unexpected for her.......she blushed hard.......

ani : ab meri baat suno......bewajah ghabrane ki koi zarurat nahi hai.......hume bass khud par bharosa hona chahiye sab ho jayega.......kal se dugni mehnat karenge......

she nodded.......

bon : ab hatiye so jaate hai.......

ani : waise kaisa laga.....?

bon : kya.....?

ani : kiss.....(smirked)

she blushed hits him......

bon : patibabu mujhe chediye mat aur uthiye.......

ani : meri patni hai pura haq hai mujhe chedne ka......

bon : kabhi kabhi toh main sochti hoon ki kya aap mere wahi patibabu hai......itna badlaav......

ani : tha toh humesha se aisa hi bass kabhi dikha nahi paaya......

bon : patibabu ek baat puchu aapse.....mujhe sach sach jawab denge......

he nodded.....

bon : aapka bhi mann karta hai na ki aap bhi dusro ki tarah apni patni ke saath ek aam zindagi jeeye.......pati patni ki tarah......

he turned his face......

ani : aisa kuch nahi hai bondita......

bon : agar aisa nahi hai toh aapne aankhe kyu fer li.......sach hai na......

ani : bondita.....

bon : patibabu main badi ho gayi hu itna toh samajhti hu.......iss umar mein har koi apni patni ke saath ek acchi zindagi ki kalpana karta hai......aur baba banne ki bhi.......main jaanti hu aapke mann mein bhi bohot si icchayein hai........lekin mere karan........

ani : bass bohot bol liya ab meri baat suno......haa main maanta hu mere mann mein bhi icchayein hai par woh humare sapno se badi nahi hai bondita........tumhe barrister ke roop mein dekhna hum dono ka sapna hai aur yakin karo bondita jis din tumhare haatho mein barrister ki degree hogi na mujhse zyada khush aur koi nahi hoga aur rahi baat baba banne ki toh pehle hi mere pass ek baccha hai dusre bacche ko kaise sambhalunga.......

bon : kaunsa baccha.....?

ani : yeh jo mere saamne hai......yeh mere liye dus baccho ke barabar hai......isse sambhal raha hu wahi bohot badi baat hai......

bon : main aapko bacchi dikhti hu.......

she puffed her cheeks......he kissed her cheeks......

ani : haa......ab chalo so jao.....

he got up from her......

they slept hugging each other......

Next morning......

They were preparing for aarti when anirudh som and batuk came there.......

kaka : yeh suraj kaunsi disha se nikla hai........tum tino yaha.....

ani : woh kaka aarti ke liye aaye the......

kaka : bahu hum din mein sapna dekh rahe hai......

they chuckled.......

bon : nahi ksj koi sapna nahi hai aur suraj bhi sahi disha se nikla hai.......

aas : ab isse pehle ki inka mann badal jaaye aarti shuru karte hai......

he nodded......they all performed aarti together......trilochan was happy beyond limits.......

Anidita : Match Made In HeavenWhere stories live. Discover now