Part - 54💗💗

336 45 2
                                    

Hello readers,
I hope you all love this story,
Thank you for your love and support ❣️❣️
Complete the targets 🎯for next update

Is part se mai target rakh rahi hun.. Chota target hi hai..

ENJOY READING❤❤

Karan in his mind : toh ye baat hai.. Appa ko intuition problem hai.. Unko joh hone wala hai uss cheez ka pehle se hi sapna aata hai.. Teju ke saath joh hua, uske bareme inko pehle se hi sapna aara tha..

Karan : mai aapko kuch bataunga.. Par aap tense nhi hona hai..

Td : kya Karan?..

Karan : aap ka sapna sach hai..

Td : matlab?

Karan explained everything carefully, ensuring that TD wouldn't panic. TD's face turned pale, and he looked at Karan with a mix of shock and concern.

Td : itna sab hua, aur tum log muje nhi bataya?.. Uska toh mai.. I'll kill him..

Karan : appa.. Isliye nhi bataya.. Why are you getting stressed?.. Laddoo ne kudh hi ye issue solve kardiya.. We went to that bastard's house and told everything to his wife.. Even laddoo slapped him hard.. Aapko tension hone ki zarurat nhi hai, she is a fierce lioness..

Td : but.. Voh.. My Teju.. Usko kitna bura laga hoga.. She might be going through turmoil.. Maine usko pareshaan kiya.. I called her selfish..

Karan : believe me Appa.. She is not angry with you.. She is just upset and hurt by your words.. She is trying everything to spend her time with you.. Par aapko bhi sochna chahiye.. Aapko bhi equally initiative lena padega.. Even she expects from you.. Par kabhi batati nhi.. Voh aapki beti hai, You know her better than anyone in this world.. She is less expressive with words.. Usko meethi meethi baatein karna nahi aata.. Still, she is trying her best.. Aapko bhi uski point of view samajhna padega.. Aur vaise , humare family itni ajeeb kyun hai?.. In other houses, son-in- law would be solving the issue between his mother and his soon-to-be wife...par yahaan toh ulta hai.. Appa aur beti ke jagada suljhane me laga hai ye bechara daamaad 🙆‍♂️

Td : thik hai thik hai.. Koi na.. Jab mera time aayega, tab dekhlunga.. Itna mat sado.. Jaake meri beti ko mere paas bhejo.. Jaa..

Karan : haan jara hun.. Vaise appa, aapne joh bag bahaar leke aaye the, usmey kyun weight nhi hai?.. Maine uthake dekha tha.. *he asked Td, raising his eyebrows with a mischievous smile*

Td : voh.. Voh.. Usmey weight hai.. Tu syada sawal mat kar.. Mai tera sasur hun.. Mujse sawaalon ke baarish mat kar.. Syada baat kiya toh mera beti nhi dunga.. Jaa..

Karan : oh hello.. Voh aapki beti thi.. Jab usne mere haath me ring pehnaya, tabse she is mine.. So, ye darana and all aap kisi aur se karo.. Maine socha aapko idea dun laddoo ko manane me.. Par lagta hai apko toh nhi chahiye.. Koi na..

Td : Karan.. Sun.. Muje idea deke jaa.. Voh jwalamukhi hai.. Usko manana bohot mushkil hai.. Please help me.. Iss bechare sasur ko help nhi karega?

Karan : ok ok.. I'll help you.. Par uske pehle aapko ye medicine lena hai aur sona hai.. Aaj kuch baat mat karo.. Aap thik se sojao.. Kal baat karte hein..

Td : par..

Karan looked at Td.. .

Td : ok.. Good night.. Meri beti ka khyal rakhna..

Td had the medicine and slept thinking how to manao Teju.. Td's and Karan's conversation were heard by Kd, Km and Tm.. They smiled at the father in law and son in law's cute bantering..

***************************************

Meanwhile,

Teja couldn't sleep properly.. She got up at midnight..sleep was nowhere in her eyes.. She kept thinking about the recent happenings.. The only word that kept ringing in her ears was "Selfish"..

Dil Se Bandhi Ek Dor💗💗Where stories live. Discover now