Ye jivan mai
Tumhe khona utna hi jaruri thaJitna tumhe paana tha
Tum pe mar mitna thaAur tumhara ban k Marjana tha
Par kuch na huwaBas ham EK dusro
Khayalo aur khwabo mai hi base reh gayeHam tumhe bhula na pa rahe hai
Aur tumhe ham yaad na aa raheKoi toh khus hai
Kisi ko toh yeh sukoon haiJisme duniya barbaad aur tanhaa nahi hai
Ho bhi toh hame pata nahi haiTujhmai rab dikhta tha aur dikhega bas
Rab se dhoka jo humne Kia aur jo unhone kia un dono ka mukaam na samjha.Ab isi k saath jina hai aur samaj kar aage badna hai ki har jung ka mukaam nahi hota.
![](https://img.wattpad.com/cover/360299262-288-k361364.jpg)