Nisha

539 59 16
                                    

Guys welcome a new character. Anita hassanandani-Reddy as Nisha.

Next day Mitali went to Tiwary sir's cabin. She entered in cabin but Tiwary sir was not there. But a lady was standing there. She was face backing Mitali. She turned back & Mitali saw her. She was so beautiful. She had worn a red coloured chiffon saree her open waist lining hairs & a cute mole near her lips were adding more glory in her beauty. Her mangalsutra & vermilion were indicating that she is married. Mitali was busy adoring her beauty. That lady smiled looking towards Mitali but Mitali was still looking towards her continuously.

Mitali's POV

I saw that lady in red saree. OMG.. She is so beautiful. Kya yeh wo ladki hai jiski baat kal Tiwary sir ne ki..? Itni beautiful ladki Mohit sir ke life main hai..? God.. Bachao iss ladki ko us devil Mohit se..

End of POV.

Tiwary sir entered in cabin.

Mitali :- Sir kya yeh wohi hai jiski kal apne baat ki thi..?

Tiwary sir smiled.

Tiwary sir :- Nai. Par ye tumhe us tak le jayegi. Meet her. She is my wife. Nisha. & Nisha she is..

Nisha spoke between him.

Nisha :- Mitali. I knw.

Now Mitali understood everything. She smiled looking towards her & greeted hello.

Nisha :- hi Mitali. Tumse milne ka bahot man tha mera. Ramesh hamesha tum sab logo ki baatein karta hai. Tum Mugdha, Sumedh Vedanti , Siddharth & so on. Main to ab sabko samne aane ke baad yuhi pehchaan loongi.

Tiwary sir :- Thik hai. Ab baaki ki baatein baad main karna. Ab tum dono sath main hi ho din bhar. Mitali listen. Yeh tumhe kahi le ja rahi hai. Uske saath jao. Wo kya batayegi use thik se suno aur samjho. Thik hai..? Ab tum dono jao. Nisha ise thik se sab kuch batana..

Nisha nodded. They both left towards parking.

Mitali :- Hum kaha ja rahe hai .?

Nisha :- Main tumhe kidnap kar rahi hoon.

Mitali became serious.

Nisha laughed loudly.

Nisha :- Itni serious kyu ho rahi ho ? Main majaak kar rahi hoon.. Main tumhe kidnap kyu karu..? Ramesh ki itni help kar rahi ho tum . chalo. Hum karjat ja rahe hai. Yahi paas main hai.. Pata hoga tumhe.

Mitali nodded. They left towards karjat. Nisha herself was driving car.

Nisha :- hmm kahase start karu..? Ok.. So basically jaise Ramesh ne mujhe bataya.. Sumedh Mugdha Siddharth & Vedanti in logo ka ek grp hai waise hi hamara bhi tha. mein , Ramesh, Mohit aur.. Aur ek ladki thi. Antara naam tha uska.

Mitali :- Tha matlab..?

Nisha :- are nai nai.. Wo hai.. Par abhi hamare contact main nai hai. Antara bahot hi cute bubbly ladki thi. Wo aur Mohit bahot pyar karte the ek dusre se. Par ek din.... Ek din use pata chala ki Mohit kaali vidya ki piche hai. Aur wo bahot toot gyi. Usne Mohit ko iss sabse bahar nikal ne ki koshish ki par Mohit nai maana. Aur usne Antara se break up kar liya. Jis din break up hua us din baad antara kabhi dikhai nai di.. Mere aur Ramesh ki shaadi main usne ek gift bheja tha. Aur apne ghar ki chabi. Thats it.

Mitali :- phir hum karjat kyu jaa rahe hai..?

Nisha :- kyo ki wahape Nisha ka purana ghar bhi hai aur Hamara clg bhi.

Mitali's POV

We reached in Karjat. One of the best places in Maharashtra. It was greenery all over. Upar se ye baarish ka mausam. Wow what a whether. Nisha mam had a key. With its help we opened the door of a sweet little bungalow. It was looking clean. "Hum hamesha aate hai yaha. Jab bhi he Antara ki yaad ati hai. Mohit ko ye baat pata nai hai" , Nisha mam said.
I saw a big photo on wall. Four smiling faces. I recognised Tiwary sir , Nisha mam & Mohit sir. But my gaze stuked on a beautiful face with a broad smile & big eyes. Her eyes were just like mine. Big & brown in colour. "Antara", I said..

(End of POV)

Sinner : A Mysterious Experience. Where stories live. Discover now