Part 61

543 66 30
                                    

Sumedh took Vedanti towards the room. They were standing in front of the door of that room.

Sumedh looked towards her. He went close 2 her. Vedanti gathered courage & looked in his eyes.

Sumedh :- Well.. This room is going 2 be special fr us.. Come.. Main khud le jaunga tumhe waha..

Sumedh lifted her in his arms. She was still looking in his eyes. & it was disturbing him. As soon as they entered in room He landed her on ground.

Sumedh :- Ajib si kashish hai tum main. Main rok nai paunga apne aap ko.

Vedanti :- Tumhari aankhe ajnabi lagti hai mujhe.. Aisa lagta hai ki tum wo Sumedh ho hi nai jise main bachpan se janti hoon..main jis Sumedh ko janti thi wo kabhi mere saath aise behave nai karta jaisa tum abhi kar rahe ho.. Never.. Uski aankhe aisi nai thi.. Har waqt ek nafrat hai tumhari aakho main.. Poori duniya ke liye..  U knw what.. Tum chahe kuch bhi karo mere saath.. But main aaj bol hi deti hoon.. Har pal na lust dikhai deti hai mujhe tumhari aankho main.. Isi liye na tumhara touch pasand nai mujhe.. Mera sixth sence tumhara touch reject karta hai.. Hamesha..

Now after saying this Vedanti was ready fr everything what Sumedh was going to do with her. But 2 her surprise he  lowered his lashes.

Vedanti :- Mujhe pata hai.. Kuch to hai.. Koi to baat hai jo tum mujhse chupa rahe ho.. Tumhe pata hai.. Jab main Pune aayi thi kuch din pehle usse kuch ghante pehle main aur sid tumhari aur Mugdha ki shaadi karwane ki soch rahe the.. Aur Pune aake mujhe hi surprise mil gya.. Aur meri life kuch hi ghanto main poori badal gyi . But mere aur sid ke man main kahi pe to vishwas tha.. Ki tum hi hame iss situation se bahar nikaloge.. Par.. Tum hi badal gye ho.. Aur tumne mujhe itna fasa diya hai.. Ki ab wapis mudna bahot mushkil hai..

Vedanti was crying. She couldn't bare & sat on the ground. Sumedh was not at all looking at her.

Sumedh :- ho gyi tumhari bakwaas..? Utho.. UTHO..

She stood up. He grabbed her neck.

Sumedh :- nai.. Ab to tumhe iss dard ki aadat ho gyi hogi.. Ab koi dusra dard dekhte hai..

He leaved her neck. & grabbed her hand & twisted it 2 backwards. Vedanti was crying in pain.

Sumedh :- Pata hai tumhe agar main tumse shaadi karne ke liye mana kar deta to kitna bada nuksaan hota mera.. Tumse shaadi kar raha hoon isiliye Student Wing ka head bana hoon.. Tumse shaadi kar raha hoon isiliye mere dad apni property se nikal nai rahe hai mujhe.. Tumse shaadi kar raha hoon isiliye tumhare dad ki property bhi mujhe mil rahi hai.. Sab kuch to accha lekar ayi ho tum meri life main.. Actually.. I shouldn't hurt u like this..

He leaved his hand & grabbed her waist.

Sumedh :- Tumhe to bahot pyaar se rakhna chahiye mujhe.. My lucky charm.

She was crying in fear. He tried to kiss her but she turned her face. Sumedh got angry. He leaved her.

Sumedh :- ohh. Tum phir bhi nakhre dikha rahi ho.. U don't want me 2 be close 2 u .? Sach batao.. Actually sach to samne hai hi.. Bas apne muh se bolo.. BOLO..

Vedanti :- ha.. Haan.. Main nai chahti.

Bang.

Sumedh slapped her. He slapped her so hardly that she fell on ground & blood started flowing frm her mouth. Vedanti didn't expected that. She was shocked. She was still seating on ground. Sumedh came 2 her & pulled her hairs.

Sumedh :- Kyu majboor karti ho tum mujhe aisa karne ke liye..? Why Veda..? U knw how much u mean 2 me .? U r the most important person in my life. Kyu mana kiya tumne mujhe .? Bachpan se janti ho na mujhe .? To phir kyu mera ego hurt kiya ?

Vedanti was scared but still she replied.

Vedanti :- Mera opinion bhi to mayne rakhta hai na Sumedh..? Agar main mana karungi to tum mujhe force to nai karoge.. I knw tum nai karoge..

Sumedh started laughing.

Sumedh :- Tumhari sehmati.. Itni jyada importance kyu dena chahti ho tum apne aap ko..? Who is going 2 consider u ? Hmm..? Aur agar main jabardasti karne par utar bhi aaya to kya kar logi tum..? Protest karogi ? Tumhe lagta hai tum itni strong ho..? U r a women.. Keep that in mind dear.. Tum kabhi protest nai kar paogi.. I can snatch what I want..

Now Vedanti was looking feeling less.

Vedanti :- Nai.. Tum mere dost Sumedh nai ho.. Wo kabhi aise nai bolta.. Tum women ho aur protest nai kar paogi.. Kabhi nai..

Sumedh again slapped her.

Sumedh :- bahot bolti ho tum.. Itna sab kuch hone ke baad bhi tumhari jubaan thandi nai padi.. Bahot brave ho..!!

Vedanti was crying silently. She was shivering.

Sumedh :- hey u brave girl.. Ro kyu rahi ho..? Don't cry.. Tum ro kaise sakti ho..? U r a brave girl.
Come on.. Dekho meri taraf. Dekho. U don't like my touch right..?  Hmm.. To yeh brave girl mujhe protest karke dikhae.

Vedanti decided 2 run away. She wake up & started running towards door. She was continuously running fr 2-3 minutes but she was still far away frm the door. Then she remembered what had written in book. Kamra chalava bhi ban sakta hai. Vedanti became tired.
Sumedh was getting happy.

Sumedh :- Tumhe pata hai mujhe kitna maja aa raha hai tumhe aise dekh kar.. Bhaago. Aur bhaago.. Koi farknai padega.. U remember what we read. Ab yeh room bhi nai chahta ki tum yahase chali jao.

Vedanti started running in opposite direction. Sumedh ran behind her.

Sumedh :- Veda.. My love thak jaogi baby.. Mat bhaago itna.. Koi faayda nai.. Jitna aagey tum bhagogi utna hi yeh kamra bada hota jayega.. Yaha koi destination nai hai..

She stopped running.

That's it. Main aur nai bhag paungi.. It's over. Ab Sumedh mere self respect ki dhajjiya uda dega.. Wo bhi bahot maje leke. Maine bhagne ka decision leke aur bhi gussa dila diya use..

She sat on floor.

Vedanti :- Main haar chuki hoon sumedh. I surrender. Aao.. But ab ek baat pkki hai.. Ki apni life me main tumhari respect nai kar paungi. Tumse shaadi bhi karungi na to bhi nai. Agar tumne abhi aisa kiya to poori life tum mere liye sirf mere repist rahoge.. Chahe duniya laakh rishtey jode mere tumhare saath par tum mere liye sirf mere repist  rahoge.. That's it.

"Vedanti..?" She heard a familiar tone of same voice. She looked up & saw that Sumedh is crying. 

Sinner : A Mysterious Experience. Where stories live. Discover now