Khushi

521 61 6
                                    

Welcome Grace Girdhar as Khushi Mohit Ranjan.

Mohit sir called Parth & Mitali to his cabin.

Parth :- Sir itni achanak bula liya apne..? Kya hua..?

Mohit sir :- Mitali mujhe Mugdha ke baal chahiye. Aur wo tum mujhe lakar dogi. Kaisebhi.

Mitali :- Thik hai sir. Main koshish karungi.

Parth :- Sir plz ye kaam aap mujhe dijiye. Main aap ko Omg ke baal lakar dunga.

Mitali got scared. 'Main to kaise bhi karke ye rok leti. Par ye Parth to sach main uske baal le aayega. Aur pata nai uske liye kya karega.. ' she thought.

After some time Parth came with a plastic bag.

Mitali :- Yeh kaise laaye tum..?

Parth :- simple. Wo canteen main jis chair pe baithi thi uspe uske baal lage the.

Mohit sir opened the bag & took hairs in his hands.

Mohit sir :- Itne lambe baal.. Kya jaroorat hai..?

He went in a room attached to his cabin. It was a dark room. Some strange things were there. A doll was placed in a big circle. Mohit sir seated there & started doing Black Magic. But he couldn't concentrate. Finally he opened his eyes.

Mohit sir :- Main concentrate kyu nai kar pa raha..?

Parth :-  Sir aisa to tabhi hota hai jab koi aapko bahot strongly yaad kar raha ho.. Aapko kaun yaad kar raha hoga.?

***   ***   ***   ***   ***   ***   ***

A sweet little house in Alibaug. Alibaug a beautiful town in kokan region. The sea in Alibaug was on its most beautiful sight today. A sweet little girl was coming home from her school. Rain was just stopped. The girl was looking very beautiful. Her hairs tied in a pony with a fringe haircut. Her fair complexion & brown eyes were looking perfect with each other. She was smiling. Her dimple was adding more glory in her cute smile. Suddenly some girls came in her way. That girls were looking towards her. A girl in that grp came forward.

Girl :- A Khushi. Chalo hamari bags uthao.

Khushi :- main nai uthaungi..! Main kyu uthau..?

That girl pushed Khushi & she fall down. & started crying.

Girls started laughing.

Khushi :- Tum log mere saath aisa mat karo.. Warna..

Girl :- Warna kya..? Apne dad se complaint karogi .? Oh sorry.. Tumhare to koi dad hi nai hai.. Jao apne dad ko leke aao.. Suno sab.. Khushi ke dad nai hai..

Girls started laughing again. But left from there. Khushi was still on the ground. She woke up. Her uniform was all wet in mud. She was crying.

Khushi :- Daddy aap agar hote to mere saath aisa kabhi nai hota. Kyu nai hai aap mere saath..? Plz daddy.. Mere paas aa jaiye.. Daddy.

She was crying. & was remembering her dad. Whom she never met.

***   ***   ***   ***   ***   ***   ***

At Mohit sir's cabin.

Parth :- Sir Its ok. Aap ye thodi der baad kijiye. Abhi aap concentrate nai kar paa rahe ho.

Mohit sir nodded. & left the Black Magic incomplete. Mitali was smiling in her mind remembering what that aunty told about his daughter.

***   ***   ***   ***   ***   ***   ***
Siddharth was seating in canteen. Nisha came there & went towards Siddharth.

Nisha :- Siddharth..? Siddharth Nigam..? Tum hi ho na.  ?

Siddharth looked towards her.

Siddharth :- Ji. Main hi hoon. Aap...?

Nisha :- Hi.. I am Nisha. & I need ur help.

Siddharth :- Ji help kar doonga main.. Par kya ? Maine pehchana nai aapko.. Aap mujhe kaise jante ho..?

Nisha :- My full name is Nisha Ramesh Tiwary. & main aapke principal ki wife hoon.

Sid stood up.

Siddharth :- Hello mam.

Nisha smiled.

Nisha :- Are.. Baitho. Mujhe kuch baat karni hai tumse. Bahot gentleman ho.. Baitho.

Siddharth was looking confused.
He sat down.

Nisha :- Mujhe kuch bahot jaroori baat karni hai tumse. Aur uske liye tumhe mere saath Ramesh ke cabin main chalna hoga.

Siddharth became alert. Nisha understood his situation.

Nisha :- Mujhe pata hai ki pichle kuch dino se tum logoke saath jo ho raha hai uska jimmedar tum Ramesh ko mante ho.. Par aisa nai hai... Ramesh tum logoki madat karna chahata hai. Plz siddharth.. Ek baar uski baat sun lo. Hum tumhe proof kar denge ki ye sab Ramesh nai kar raha. Plz.

Siddharth :- Dekhiye wo apke husband hai aur aapko bura lagega. Par.. hame unpe bharosa nai hai.

Nisha :- Plz Siddharth. Bas ek baar mere saath chalo. Tumhare dosto ke liye. Tum sab logoki jaan khatre main hai.. Plz siddharth ek baar meri baat sun lo.

Siddharth took some time & finally for the sake of his friends he agreed to listen to Nisha.

I knw guys. Mysterious story hai aur ye bahot jyada emotional ho raha hai.. Par ye kahani main jaroori hai.. Hope boar nai ho raha .. Love u all.

Sinner : A Mysterious Experience. Where stories live. Discover now