Part 42

494 66 6
                                    

Antara :- Party ka Yuvraaj..? Is he Sumedh Mudglkar..? Khushi ko uske speech sunana bahot pasand hai. Apne dad ki campaigning karta hai na wo .?

Nisha :- haan. Actually mujhe bhi bahot pasand ate hai uske speech.. Itna sa hai par kitni confidently 2-3 hajar logo ki rally main speech deta hai..

Siddharth :- Blood Characteristics..!

Everyone laughed. Sumedh & vedanti came there.

Sumedh :- Moo..? Moo kaha hai ?

Sid pointed towards Mugdha. Sumedh went there.

Sumedh :- Moo.. Uth jao. Hum trip pe aaye hai.. Tum aise so nai sakti. Moo...!

Mugdha opened her eyes.

Mugdha :- Sumedh..? Kaha hoon main..? Kaise pohachi..? Ouch mera sir dard kar raha hai.

Sumedh :- Koi baat nai. Chalo.

Antara came there with glasses of lemonade.

Antara :- sarbat pi chhan vatel. (Drink this lemonade u will feel better).

Mugdha :- Thank u..

Sumedh saw Ramesh sir.

Sumedh :- Ruko Moo.. Mat piyo.

Sid understood everything.

Siddharth :- Don't worry Sumedh. Pine do use.

Sumedh :- Par..

Nisha :- haan. Chinta mat karo. Apne aap pe bharosa rakho. Phir koi bhi tumhari Moo ko kuch nai kar sakta.

Sumedh got confused.

Sumedh :- Sorry par maine aap ko pehchana nai.

Ramesh sir :- Yess.. Yuvraaj meet her. She is my wife Nisha. & ye Antara hamari dost hai.

Sumedh smiled.

Sumedh :- Nisha mam.. Apki taraf dekhke laga nai ki aap Ramesh Sir ki wife hongi.

Nisha cocked her eyebrows. Ramesh sir rolled his eyes. & Mugdha held his wrist & made him seat back.

Ramesh sir :- Par ye sach hai.. Ye meri wife hai.

Sumedh :- I knw. I was just kidding.

Vedanti :- Chalo na chalte hai. Mohit sir hame dhoond rahe honge..

Sumedh :- Bloody hell. Main apna phone Mohit sir ke paas chodke aya hoon.

Mugdha :- aise kaise..?

Sumedh :-Wo actually main bahot tensed tha sid ki baat sunke. To main unhe batane gya ki main ja raha hoon. To unhone kaha ki wo bhi aayenge kyo ki unhe Khushi se phir se milna tha. Phir achanak Mitali unhe kahipe le gyi. Aur mera phone unhi ke paas reh gya.

Antara looked towards everyone. Sumedh saw Khushi sleeping.

Mugdha :- Antara mam apki beti bahot cute hai.. Hamne bahot saari photos click ki hai uski.

Antara :- Thanks Mugdha. Waise Sumedh aapke speech Khushi ko bahot pasand hai.

Sumedh smiled.

Sumedh :- it's my pleasure.

Mugdha showed Antara photographs. Antara looked towards a beautiful photo of Mohit & Khushi.

Antara :- Kya tum ye photographs send karogi mujhe..? Bahot acchi ayi hai.

Mugdha :- Sure. Why not..!

Vedanti :- guys hum sach main chalte hai... Mohit sir seriously dhoond rahe honge hume..

Siddharth's phone ranged. Mohit sir was calling.

Sid :- Lo aa gya unka phone.

Sumedh :- Shit. Ab mujhe daantenge.. Main apna phone unke paas chod ke aya..

Sid :- guys chalo.. Unhone hame beach par bulaya hai.

They said thanks to Antara for help. Bid a bye & left.

On beach.

Mohit sir :- kaha ho itni der se..?

Mugdha :- Hum bas wahi the us bacchi ke ghar.

Mohit sir :- Tum log uske ghar main the .? Aur kaun tha uske ghar main..?

Mugdha :- Uski mom thi. Unka naam...

Her sentence remained incomplete as sid called her.

Sid :- Mugdha.. Aao pani main ana padega tumhe..

Mugdha went there. They were enjoying in water. Sumedh & Mugdha were dancing in water.
Ramesh sir called them.

Ramesh sir :- bahot door ho tum dono.. Wapis aao.

Suddenly Mugdha grasped Sumedh's nake & tried to drown him in water. No one was watching them as they were so far.

Sumedh :- Moo leave me..

Mugdha's voice changed. Her eyes became red.
Sumedh tried to free himself frm her grasp. But failed to do so.

Mugdha :- nai chodunga main tumhe.. Maar doonga. Mere master ne tumhe marne ki agya di hai mujhe.. Ab tum nai bachoge.. Maar doonga.. Sabko maar doonga..

Water went in his nose. He was facing difficulty in breath. Finally he grabbed her hairs. & pushed her away. Mugdha leaved him. She became normal.

Mugdha :- Sumedh kya hua tumhe.  .? Thik to ho na tum .?

Sumedh was looking scared & angry.  He started walking towards beach.

At night.

Sumedh was standing in a balcony. Mugdha came there. She hugged Sumedh frm back. Sumedh didn't respond.

Mugdha :- Sumedh.. I knw ki maine kuch galat kiya jiski wajah se tum disturbed ho. But believe me.. Main kabhibhi jaan bujke tumhe hurt karne ki nai sochungi. Aaj kal mujhe kya hua hai ye main bhi nai samajh paa rahi hoon. I love u Sumedh.. Main bahot pyar karti hoon tumse. Aur tumhe hurt karke main kaise jiyungi.  ?? Par phir bhi I am sorry. I am so sry agar maine tumhe kisi bhi tarike se hurt kiya ho to.

Mugdha was crying.

Sumedh's anger melt in a second.

He turned back & hugged her.

Sumedh :- Moo.. Mazi mau.. Tum to jaan ho meri. Don't cry.  Tumhe aisi halat main nai dekh sakta main. I promise u.. Main tumhe iss sabse bahar nikalunga. Wo bhi jald se jald. I love u too..Love u so much. Hum iss sabse bahar aakar jald hi normal life jiyenge. Pehle jaisi.. Believe me...

Parth was watching them. His eyes were full of anger.

Parth :- nai Sumedh. Tum normal kya koi bhi life nai jiyoge. Tumhare maut se hi mera khoon shant hoga. Tum maroge aur  Mugdha meri hogi...

Sinner : A Mysterious Experience. Where stories live. Discover now