Part 76

508 73 23
                                    

Holidays started. Mugdha & Sid went to Mumbai. Vedanti went to Pune. This time Sumedh also went to Mumbai as his family had shifted in CM bungalow. Sumedh invited Vedanti Aarushi & Namish to his home to celebrate Diwali. Amit invited Mugdha & sid  to his house.

In CM house.

Sumedh was standing in balcony. He saw Mugdha in Amit's house which was in front of his house. She was looking everywhere. Finally she looked towards Sumedh. Her gaze met with his & suddenly both lowered their lashes.

Mugdha's POV

God.. Yeh itne saamne rehta hai.. Jabse uss khandala palace jaane ka topic nikla hai tabse ajib lag raha hai.. Chahe kuch bhi ho jaye main apne aap se itna jhut nai bol sakti.. I Miss him.. I still love him.. Wo raat meri life ki sabse beautiful raat thi.. Kitna badal gya hai Sumedh.. Itna involve tha mujhme phir achanak kaise bhool gya mujhe..? Ab sab kuch to pata chal gya hai.. Hum dono ne majboori main shadi ke liye haan kaha.. Ab to wo wapis mere paas aa sakta hai.. Ab to vo wapis Vedanti aur sid ko mila sakta hai.. Par wo aisa nai kar raha.. Yaani ki wo shayad mujhse itna pyar nai karta jitna main usse karti hoon..

End of pov.

Sumedh went inside. Vedanti came to meet Mugdha.

Vedanti :- hi Mugdha.

Mugdha became angry. She was crying.

Mugdha :- Chali jao yahase. Tumhari wajah seho raha hai sab kuch..

Vedanti :- Maine kya kiya Mugdha...?

Mugdha held her wrist.

Mugdha  :- Chalo.. Main dikhati hoon kya kiya tumne..

She took out some photos.

Mugdha :- Yeh dekho.. Yeh mera aur Sumedh ka selfie hai.. Hamne tab khichi thi jab hum panshet gye the.. Yaad hai .? Aur yeh dekho.. Yeh photo tab ki hai jabhum uss khandala palace main gye the.. It was the best trip in...

Her sentence remained incomplete.

Vedanti :- Bas... Aur kuch bolne ki jaroorat nai..

Mugdha took her hand.

Mugdha :- Plz Vedanti.. I want him back.. Plz mera Sumedh wapis dedo mujhe.. Main nai reh paungi uski bagair.. Plz..

Vedanti pushed her away..

Vedanti :- Mugdha.. Pagal ho gyi ho tum..? Kya bol rahi ho..?

Mugdha :- Jo mere man main hai.. Tumne mere Sumedh ko mujhse chin liya.. Wo kaise bhi mere paas wapis aa jata.. Par ab mujhe aisa lagta hai ki bas use karke chhod diya usne mujhe..

Vedanti raised her voice.

Vedanti :- Mind ur launguage Mugdha.. Tum jiske baare main baat kar rahi ho wo mera hone wala husband hai..

Mugdha :- Vedanti tum yeh sab apne parents e kehne par kar rahi ho yeh main janti hoon.. Par jaroori nai ki parents har baar sahi ho..

Vedanti :- Par main unke against nai jaungi.. Aur tum yaad rakhna.. Agar tumne Sumedh ki taraf dekha bhi na to mujhse bura aur koi nai hoga..

She turned back to leave.

Mugdha :- Fasogi tum iss sab main.

Vedanti :- kya..?

Mugdha :- Apne iss jid ki vajeh se rishton ki bhanwar main fas jaogi tum Vedanti. Tumhari aur Sumedh ki shaadi se mera aur Sid ka dil tootega.. Tum dono main pyaar to hai nai.. Shaadi ki wajah se tumhari aur uski dosti bhi toot jayegi.. Na wo khush reh payega aur na hi tum.. Tum yaad karke rogi.. Tumhe yaad ayega ki apni life sudharne ka ek chance mila tha tumhe.. Wo tumne gawa diya.. Bahot pachtaogi tum...  Mark my words...

Vedanti became serious. Mugdha's eyes were flowing with fiery anger.  She went frm there.

Vedanti's POV.

What the hell did she just said..? She cursed me..? Kya usne abhi abhi apne best friend ki life ke liye galat socha..? Nai.. Wo aisi nai hai.. Kya wo sahi keh rahi thi..? Nai.. Aisa nai hai.. Mugdha tumhari yeh bat kabhi sach nai hone doongi main.. Mugdha.. Yaad rakhna..

End of POV.

Namish :- Aarushi.. Jaldi karo..  Der ho rahi hai..

Namish was packing his bag.

Aarushi :- yeh lo.. Tumhari sherwani ka button laga diya hai maine..

Namish took that Sherwani & packed in bag.

Aarushi :- Acchha suno.. agar mere bhaiyya shaadi ke liye nai maane to kya karoge tum..?

Namish looked towards her. He came close &lifted her in his arms.

Aarushi screamed.

Aarushi :- Namish.. Kya kar rahe ho..? Niche utaro..

Namish :- Agar nai mane wo to uthake le jaunga tumhe..

Aarushi :- haan.. Thik hai.. Main aaungi..

He landed her on ground. & pinned her to wall.

Namish :- Acchha..? To dikhao apni himmat..!

Aarushi was blushing hard. He made her close her eyes. He came close & kissed her on eyes. She was shivering because of his intense touch.

Namish :- Aarushi.. Open ur eyes.. Dekho meri taraf..

Aarushi :- nai.. Mujhe sharm aa rahi hai..

Namish :- kya yr..?? 7 saal se meri girlfriend ho..

She opened her eyes. Namish looked towards her. He pulled her close & caught her lips. Aarushi was in a shock. But his touch made her comfortable. She respond her smoothly. She closed her eyes. Namish left her as he became out of breath. She hugged her.

Aarushi :- Namish.. I love u...

Namish :- I love u 2..

Namish's phone ranged.

Namish :- Kya yr kaun hai yeh kabab main haddi..?

Aarushi laughed.

Namish :- Hello..

Sumedh :- Namish.. Kaha ho ap..? Jaldi aao.. Mujhe boar ho raha hai..

Namish :- Aa raha hoon..

After 2 hours they reached to sumedh's house.

Sumedh :- Finally.. Baba.. Meet him. Yeh Namish hai.. My friend.. Aur yeh Aarushi hai.. Ramesh Sir ki behen. Yeh senior hai hamare. Hame ek project diya hai.. Isiliye yeh aur Vedanti hamare saath rahenge..

VM :- Aaiye.. Aaram se rahiye.. Hamre sumedh ke dost hai aap.. Apna hi ghar samjhiye ise..

Vedanti was seating on her bed.

Kya main main kuch galat kar rahi hoon..? Kya main aur Sumedh sachme saath nai reh payenge..? Kya hum sach main ek dusre ke liye compatible nai hai..? Bhagwaan.. Help me.. Kuch rasta dikhaiye.. Plz..

Sinner : A Mysterious Experience. Where stories live. Discover now