Part 60

540 61 71
                                    

Two days went. One evening after clg Vedanti & Sumedh were seating in canteen.

Sumedh :- Hum research kaise kare .? Internet pe to iske baare main kuch nai likha hai..? Ab kya karenge..?

Vedanti :- library chale..? Waha kuch to mil hi jayega iske related.

Sumedh :- Thik hai.. Chalo.

They went in library. Searched there fr half an hour. But couldn't find anything. Khushi came there. Sumedh smiled & picked her up.

Sumedh :- Khushi..? Aap yaha kaise ?

Khushi :- Sumedh bhaiyya yeh book ek aunty ne apko dene ke liye kaha hai..

Sumedh took that book. It was looking old & antic.

Sumedh :- Kisne di yeh book apko..?

Khushi :- ek aunty ne.. Wo rahi.. Vedanti didi ke piche.

Vedanti turned back. No one was there. Sumedh was still searching fr that lady.

Vedanti :- Yaha to koi nhi hai ? Kaha dikhi apko..?

Khushi :- Dikh rahi hai wo mujhe abhi bhi.. Apke piche hi hai Vedanti didi.

Vedanti was hell scared.
Sumedh was looking everywhere. He understood everything.

Sumedh :- Khushi.. Thank u so much.

Khushi :- ur Welcome.

Sumedh :- Chalo.. Main apko apke hostel tak chhodta hoon..
Veda main ise chhodke ata hoon.. Tum yeh book leke garden main baitho.. Main wahi ata hoon.. Chalo Khushi.

Khushi :- Bye Vedanti didi.

Vedanti :- Bye.

Sumedh came 2 garden. Vedanti was reading the book. She was looking scared.

Sumedh :- kya hua..? Kya likha hai isme..?

Vedanti :- 'Yamsadan' ki bare main likha hai..

Sumedh :- kya hai yeh 'Yamsadan'

Vedanti :- It literally means yam's house. Yam. God of death in Hindu Mythology. Yam Sadan.

Sumedh :- yess.. Sadan means house. Aur aisa kehte hai ki Yam dakshin yani South ki ore se ata hai.. Isiliye wo room bhi south ki ore hai..

Vedanti :- haan.. Aur bhi bahot kuch likha hai yaha.. Suno..

Aisa mana jata hai ki agar aapke ghar main ya phir kisi vaastu main bhooton ka sanchar hai to wo dakshin disha se shuru hota hai.. Isiliye yeh bhi mana jata hai ki kabhi bhi Dakshin disha ki ore sir rakh ke nai sona chahiye. Agar aap ki jeevan main ya phir aap ke ghar main kisi boori atma ka saaya hoga to ghar ki dakshin ke ore jo kamra hoga wahi buri atmaonka mukt sanchar hogaAise kamre ko 'YamSadan' kaha jata hai. Uss kamre main jakar aap ko pata chal sakta hai ki koi boori atma hai ya nai. Yeh pata karvane ke kuch tarike hai. _

Sinner : A Mysterious Experience. Where stories live. Discover now