Past

486 59 12
                                    

Nisha :- Antara bahot hi bubbly ladki thi. Bahot Childish behavior tha uska. Mohit poori tarah se pagal tha uske piche. Par wo bahot darta tha ye baat use bolne main. Main janti thi ke Antara bhi Mohit ko bahot pasant karti hai. Aur isi liye ek din Antara ne khud hi Mohit ko propose kar diya. Pagal kahiki. Hum sab to dekhte hi reh gye. Main aur Ramesh bahot haste hai us din ko yaad karke. Antara ko photography ka bahot shauk tha. Wo hum sabke photo khichkar uska collage banati thi. Poore 4 saal tak dono relationship main the. Ek din Antara mere paas ayi aur usne mujhse kaha ki wo Mohit se shaadi karne wali hai. I was very happy.To maine aur Ramesh ne unki shaadi karvayi. Wo bahot khush the. Tab bhi Antara ko pata tha Mohit Black Magic karta hai.

Mitali :- Phir bhi unhone shaadi ki..?

Nisha :- hmm.. Shayad use laga hoga ki shaadi ke baad Mohit sudhar jayega.
Usne jis din shaadi ki usi din usne Mohit ko bataya ki wo uske Black Magic ke baareme janti hai. Mohit ye baad sehen nai kar paya. Un dono ka bahot jhagda ho gya. Main aur Ramesh waha nai the. Mujhe Antara ne phone kiya aur kaha ki wo jaa rahi hai. Hame aaj tak nai pata ki aisa kya ho gya ki wo chali gyi aur baad main hum dono se bhi contact nai rakha. Us din hamari poori duniya badal gyi. Aaj tak us haadse se hum ubhar nai paaye. Par Mohit.. Usne apna Black Magic nai choda. Aaj bhi wo galat raah pe hai.U knw ek waqt tha jab Mohit mera best friend tha.. Mera bachpan ka dost tha.. Par ab.  Mujhse bhi baat nai karta. Hum use iss sabse bahar nikalna chahte hai. Pta nai ye kab hoga.

Mitali :- Ab hum unhe kaha dhoondenge.  ?

Nisha :- Yaha pados main ek aunty rehti hai. Antara unse bahot attach thi. Unhe Aai bulati thi. Jab ek accident main bachpan main Antara ke maa baap gujar gye tab inho ne hi use sambhala tha. Hum unse milenge. Chalo.

They went to that house in neighbourhood. It was a typical house. An old woman was seating there.

Nisha :- Kaku..?

Kaku :- kon ahe..?(whos there.?)

Nisha :- me Nisha. Antara chi maitrin. (Its me Nisha. Antara's friend)

Kaku :- Nisha.  ?? Kitne dino baad ayi ho..? Aao baitho.

They sat there. After some casual talk Nisha came on point. 

Nisha :- Kaku mujhe pata hai aap Antara ke baareme kisiko nai batayengi.. Par.. Aaj mujhe aur bahot saare logoko uski jaroorat hai. Chaar baccho ki jindagi ka sawal hai. Plz mujhe bata dijiye ki Antara kaha hai..?

Kaku :- usne mujhse kasam li hai ki main ye baat kisiko nai bataungi..

Nisha :- plz kaku sanga na.. (Tell us plz aunty) bahot jaroori hai. Aap ki kasam thi isliye to pichle che salo se kuch nai poocha apse.. Plz..

Nisha started crying. After so much time she finally agreed. 

Kaku :- Thik hai. Main batati hoon. Jis din wo yahase chali gyi main bahot dar gyi thi. Mohit aya tha uske baareme poochne par hame kuch nai pata tha. Ek din wo wapis ayi. Usne bataya sab kuch aur kasam di ki wo kaha hai ye baat main kisi ko nai bataungi. Wo Alibaug (A village in Kokan region near Mumbai)main hai. Waha ek school main teacher hai. Aur...

Kaku stopped for a second.

Nisha :- Aur kya..

Kaku :- Aur uski ek beti hai.

Nisha & Mitali was shocked.

Nisha :- Antara ne shaadi ki..?

Kaku :-  Nai.. Uski beti hai. Che saal ki hai.

Nisha started crying after listening this.

Nisha :- Antara.. Kyu aisa kiya usne..? Kyu Mohit ko door rakha apni beti se..? Shayad wo pehle hi sudhar jata uski beti ko dekhakar... Aisa decision kyu liya usne..? Mujhe bhi nai bataya.  ?  Chalo Mitali.. Ab to hame use dhoondana hi padega..

Kaku :- Ruko. Itni dopahar ko aye ho. Khaana khakar jao.

They did lunch there & left.   They came to Ramesh sir's house in Lonavala. Nisha was still crying. It was 6pm. She told a servant to call Ramesh sir. Mitali was trying to calm her down. Ramesh sir reached there.

Ramesh :- Nisha kya hua..? Ro kyu rahi ho..? Mitali ? Kya hua ?

Nisha told him everything. He became speechless.

Ramesh sir :- Kya.  ? Antara aur Mohit ki beti ? Antara ne kyu kiya aisa ? Humse kyu chupaya..?

Mitali :- Sir I knw ki aap dono ko bahot bura laga hai. Par hame aagey sochna hoga. Mujhe lagta hai baat ab bahot aagey badh chuki hai. Mujhe lagta hai ki un charo main se kisiko to batana chahiye ab ki sach kya hai.. Warna wo log saari baatein Mohit sir ko batate rahenge.

Ramesh sir :- Sahi kaha. Par kise bataye..? Sumedh ko bataye ?

Mitali :- nai.. Sumedh nai.. Wo bahot sare decision bina soche smjhe leta hai. Gusse main leta hai. Wo Mohit sir ka bahot bada fan hai.. Unke khilaf kuch sunane ke liye tayyar hi nai hoga wo.. Mujhe lagta hai hame ye baat Siddharth ko batani chahiye. Wo shanti se hamari baat sunega bhi aur samjhega bhi.. He is the most mature person in them. Hum use hamare bharose main lekar sab bata sakte hai...

Ramesh sir :- Thik hai hum kal hi siddharth ko bata denge. 

Guys we are going to welcome two new characters in upcoming parts. Antara & her daughter. What do u think.. What should be her name. Tell me in cmnts.

Sinner : A Mysterious Experience. Where stories live. Discover now