Part 53

510 62 33
                                    

Sid's anger was on it's peak.

Sid :- Tum hote kaun ho mujhe Vedanti se door rakhne wale..?

Sumedh started laughing.

Sumedh :- really..? Tum mujhse pooch rahe ho ki mai kaun hoon..? That's a really good joke sid..

Sid :- Unbelievable.. Tum natak kar rahe ho na Sumedh..? Sach batao.. I m ur best friend..

Sumedh :- natak ?? Kyu karunga main natak..? Kya milega mujhe..? Koi natak nai kar raha main.. Sach bol raha hoon..

Sid :- Aur Mugdha..? Mugdha ka kya..? Use aise hi chhod doge..? Uske baare main kuch nai socha tumne..

Sumedh :- Mugdha..! Mat lo uska naam.. She is closed chapter fr me..

Sid :- Kya..? Tum pagal ho..? Kitna pyaar karte the tum usse..! Bhool gye..?

Sumedh :- Come on..! Ok i agree ki main uske saath tha.. Accha time bitaya maine uske saath.. I had fun.. Ab kya compulsory hai ki mujhe usi ke saath shaadi karni padegi..?

Sid was now looking sad.

Sid:- Sumedh ur thinking sucks. Main nai manta.. Tum Sumedh ho hi nai.. Wo kabhi Mugdha ke baareme itni ghatiya baatein nai karega.. Anyways.. Main wapis ja raha hoon.. Bas.. Aur bakwaas nai sun sakta main.. Maine ye gift laya tha tumhare bday ke liye.. Happy bday in advance.. And good bye..

Sumedh :- Thank u so much. & yess.. Tum agar Vedanti se miloge to.. Nai tum ab Vedanti se milne hi jaoge.. Use bolo ke mujhe milna hai usse..

Sid gave a disguised stare to him & left.

Sumedh saw that gift. It was a hand made collage. It has so many photos including Sumedh & Mugdha's cute photos. He rolled his eyes. He Signalled a made. "Ese kude me phikwao". He said in disguised.

Sid came in front of Vedanti's house. He called Vedanti & told her to come out. Vedanti came out.

Vedanti :- Kya hua kya kaha usne .?

Sid :- wo sach main change ho gya hai.. Kis tarike se baat kar raha tha.. Mujhe sach main kuch samajh nai aa raha..

Vedanti started crying.

Vedanti :- maine kaha tha na.. Sid mujhe le jao yahase.. Mujhe nai karni Sumedh se shaadi.. Plz..

Sid :- Mujhe sach main kuch samajh nai aa raha.. Kya kare. ?

Vedanti :- Bhaag jate hai.. Haan Sid bhag jate hai..

Sid :- kya bol rahi ho Vedanti..? Main tumhe bhagake kaha le jaunga .? Aur tumhe kya lagta hai.. Sumedh itni aasani se hame bhagne dega..? Sumedh CM ka beta hai.. Jo party power main hai uski student wing ka head hai.. wo tumhe kahi se bhi dhoond nikal lega.. Aur phir tumhari life aur bhi jyada boori ho jayegi..

Vedanti was crying helplessly.

Vedanti :- Maine kya bigada hai uska ? Main to hamesha uske liye sab accha chahti hoon.. Kyu wo aisa kar raha hai..?

Sid :- proposal uske nai tumhare dad ki taraf se gya hai.. Aur tab Sumedh ne haan kaha..

Vedanti :- matlab..?

He told her everything. What Sumedh told him , how he told him to stay away frm Vedanti.

Vedanti got angry.

Vedanti :- How dare he..? Tumse iss tarike se baat ki usne..? Main ab dekhti hoon use. Main jaa rahi hoon usse milne.

Vedanti went towards Sumedh's house in anger. She reached there & saw Sumedh seating in garden on a chair & reading a newspaper. In a second her anger transformed into fear. Sumedh closed the newspaper & Vedanti ran away frm there. She came back & seated beside sid. Sid looked towards her.

Sid :- ho gyi baat tumhari..? itni jaldi..? Wow yr bahot fast ho.

Vedanti was shivering in fear.
Sid started laughing.

Sid :- oh yess tumne kaha tha ki tum dekhogi use.. Lagta hai sach main sirf dekh ke aayi ho..

Both burst in laughter.

Sid :- aisehi hasti raha karo.. Acchi dikhti ho..

Vedanti's mom came there..

Pranita :- Vedanti dhoop main kyu baithi ho .? Skin tan ho jayegi..

Sumedh came there. & sat beside sid.

Sumedh :- Kuch nai kaku.. Bas Sun Bath le rahe hai..

Sid :- lagta hai kisika dimag kharab ho gya hai Kaku.. Pune main Sun Bath chal raha hai..

Sumedh laughed.

Sumedh :- Mujhe pata tha sid tu yahi milega.. Tumse wapis milne ka man kar raha tha..

Pranita :- Vedu.. Beta andar aa jao.. Sach main kali pad jaogi.. Kitni dhoop hai bahar.. Aur vedu kaunsa lehnga select kiya hai tumne..?

Vedanti made a disguised face.

Vedanti :- not again aai.. Maine abhi tak ek nazar dekhe bhi nai hai wo lehenge.. Plz don't force me..

Pranita :- are aise kaise. ? Pehle andar aao.. Siddharth , Sumedh.. Tum log bhi aao andar..

Vedanti went in house. Sumedh saw pandit ji coming. He stood up & bent down to touch his feet.

Sumedh :- aap aaj yaha kaise..?

Pandit ji :- Aapke sagai ka muhurt nikalwana tha..

Sumedh :- Kya..? Sagai..? Kab..?

Pandit ji :- kal.. Kal apke janamdin ki tithi pe hi subha 10 baje ka Muhurt hai..

Sumedh :- babane kya kaha..?

Pandit ji :- wo to maan gye..

Sumedh nodded.

Sumedh :- phir to thik hai..

Sid was in shock. Pranita aunty came out. She made Sumedh & sid eat Mithai. Sid was still in shock. Sumedh touched her feet like an obedient jamai.
*** *** ***

In evening Vedanti made her mind to meet Sumedh. Finally she took decision & called him.
After 2 -3 rings Sumedh picked up the call.

Sumedh :- pata tha mujhe ki tum phone karogi.. Bolo..

Vedanti was already shivering in fear. After listening his voice she became speechless.

Sumedh :- hello.. Are bolo kuch . ya aisehi time pass ke liye phone lagaya hai..? Agar aisa hai to plz.. Mere paas tum pe jaaya karne ke liye bilkul waqt nai hai..

Vedanti became angry.

Vedanti :- excuse me..? Time paas ke liye to main apne ghar ki diwar se bhi baat na karu.. Tum to bahot door ke ho..

Sumedh raised his eyebrow & smiled.

Sumedh :- accha..? Koi baat nai.. Kal ke baad main hi hoon.. Tumhare sabse paas.. Abhi ke liye tumhare bed ke paas jo drawer hai usme dekho.. Kuch hai..

Vedanti opened the drawer & saw a red coloured box. She opened it & found a beautiful Payal. It was so beautiful.

Sumedh :- aa bas karo uski taraf dekhna.. I knw bahot beautiful hai. U r welcome Vedanti .

Vedanti :- shut up. Main bilkul bhi Thank u nai bolungi. Mujhe milna hai tumse..

Sumedh :- abhi..? 11:30 baj rahe hai.. Mujhe nind aa rahi hai..
Aur tumhari jo Mehandi hai na wo sukhi nai hogi abhi tak.. To rehne do.

Vedanti :- Sumedh mujhe tumse milna hai.. Chup chaap chhat pe aao..

Sumedh :- Thik hai. Thik hai.. Aata hoon..

Sinner : A Mysterious Experience. Where stories live. Discover now