Antara

524 61 2
                                    

Welcome a new character. Mihika Verma as Antara.

Siddharth was thinking about how Mohit sir cheated him. How he played with their emotions. Vedanti came there. She saw Sid lost somewhere. She went near him hugged him frm back.

Vedanti :- Sid.. Kya hua hai tumhe..? Aisa kya soch rahe ho subha se ? Waise main soch rahi hoon.. Hamara clg history ke students ko trip ke liye le jaane wali hai. Kaha le jayenge...? Tumhe kya lagta hai..?

Sid suddenly stood up.

Siddharth :- Trip.. Exactly.. U r genius Vedanti.

Vedanti :- Wo to main hoon hi. Par aisa kyu..?

Siddharth :- wapis aake batata hoon. Bye.

Vedanti :- Par ja kaha rahe ho..?

In reply he gave her a flying kiss & left. He went to Ramesh sir. Ramesh sir was about to leave for home.

Siddharth :- Sir I have an idea.

Ramesh sir :- Kaisi Idea. ?

Siddharth :- Sir hamara clg history ke students ki trip nikalne wala hai. To hum wo trip Alibaug ke side pe le jaate hai.. Wahape Chatrapati Shivaji Maharaj ki history bhi hai.. Aur ham Antara Mam ko bhi dhoond lenge.

Ramesh Sir :- Kaise possible hai siddharth..? Trip main itne saare log honge.. Un sab main hum Antara ko dhoondne ke liye kaise jayenge...?

Siddharth :- Bilkul ho sakta hai sir. Alibaug ek bahot chota town hai. Waha kisiko dhoondna itna mushkil nai hai. Aur wo school teacher hai to unhe sab jante honge..

Ramesh sir :- Par itna sab kuch karne main bahot der lagegi.

Siddharth :- Aap history department ki meeting bulaiye abhi.. Hum paraso hi niklenge.

Ramesh sir :- Thik hai. Itne sab log jayenge.. To hum Mohit ko bhi saath le jayenge. Par use sirf Antara ki beti se milwayenge. Antara se nai. Good.. U r smart. Sabhi taraf se hamara hi fayada hai.

Sid smiled.

*** *** *** *** *** *** ***

A typical Kokani house in Alibaug. Rain was lashing heavily. A Voice came " Khushi... Beta Shaam ki prarthana ke liye aao . Chalo hum dono saath main diya jalayenge. Aao.. Khushi.. O ka det nahis..? (Why are u not answering ? ) ". She went towards backyard of house. Khushi was seating there. Antara smiled & went there.

Antara :- Lagta hai meri princess ka mood kharab hai aaj. Kya hua..? Apni mumma ko nai bologi..?

Khushi :- Mumma mere daddy kahan hai..?

Antara was shocked. For the first time Khushi was asking this question.

Antara :- Aisa kyu pooch rahi ho beta..? Kya hua..?

Khushi started crying.

Khushi :- School main sab mujhe chidhate hai ke mere Daddy nai hai.

Antara became Speechless. Tears started flowing frm her eyes but she hid it frm Khushi. She used to remember Mohit everyday. But for the first time she was missing him badly. She wanted him desperately. Khushi was still crying. Antara made Khushi sit on her lap & hugged her.

Antara :- Beta iss sawal ka jawab main abhi tumhe nai de sakti. Par tumhare daddy jald hi yaha aayenge.

Khushi's eyes sparked. She started smiling. Her smile again made Antara remember Mohit.

Khushi :- Mumma kya sach main daddy aayenge..? Kab aayenge..?

Antara was feeling guilty for telling a big lie to her daughter.

Antara :- Jaldi aa jayenge. Tum bhagwan ke paas pray karo. Wo aa jayenge.

Khushi :- Ohk.. Main abhi bhagwan ke samne diya jalati hoon aur unhe pray karti hoon ki daddy ko jaldi bhej de.

Antara :- Thik hai. Jao..

*** *** *** *** *** *** ***

Nxt day a notice about trip flashed on main notice board.
Everyone was excited.

Mugdha :- yr par ye trip bahot short notice par ho rahi hai. Ab hame jaldi se packing shuru karni hogi.. Aur kitni saari cheeje hoti hai..

Sumedh :- But its ok na.. Maine suna ki history department ke HOD trip sajjangad (a historical place in Maharashtra) pe le jane wale the.. Phir ye Alibaug aur Murud janjira (historical plce releted to Chatrapati Shivaji Maharaj near Alibaug. )kyu..?

Siddharth :- Suna hai Tiwary sir ne ye trip plan karne ke liye kaha hai.

Sumedh :- Chalo.. Ek to accha kaam kiya apne jindagi main. Ab hum sab Alibaug ke beautiful beach par timepass karenge...

Everyone laughed loudly.

Vedanti :- Chalo Mugdha.. Hame kitni saari tayyari karni hai.. Chalo..

Mugdha nodded & was about to stand up. But suddenly she fell down. Sumedh held her.

Sumedh :- Moo...? Thik ho na..? Kya hua..?

Mugdha :- Thik hoon main. Chakkar aa gaye. Bahot kamjori lag rahi hai. Sumedh mujhe kuch samajh nai aa raha hai. Kya hua hai mujhe. ?

Sumedh :- Kuch nai.. Guys main ise Medical room main le jaata hoon. Dekhte hai Doctor kya kehte hai..

Sid & vedanti nodded.

Vedanti :- Mugdha Don't worry. Main tumhari packing karti hoon. Tum aaram karo. Phir kal tak thik ho jaogi. Phir hum Alibaug main bahot maja karenge.

Mugdha nodded & smiled sweetly.

Sinner : A Mysterious Experience. Where stories live. Discover now