Terrace Meeting

532 69 29
                                    

Vedanti went on terrace. & saw that Sumedh is standing on his house's terrace. Again her anger turned into fear. But she made her mind & called his name.  "Sumedh..? ", she said. Sumedh looked towards her. He smiled cunningly & cocked his eyebrow. (Guys remember Sushim's expressions..? 😜😜)

Sumedh :- Bahot der kar di tumne.. Apne room se terrace tak ane ke liye dus minutes lagte hai tumhe .?

Vedanti was not looking towards him.

Vedanti :- Wo main.. Main.. Mehandi pe nimboo laga rahi thi..

Sumedh :- baad main bhi to laga sakti thi na..? Mujhe yahapar wait kyu karwaya..?

Sumedh jumped on Vedanti's house's terrace. Sumedh came forward.  Vedanti stepped back.

Sumedh :- Bolo.. Kya bolna tha tumhe mujhse..? Upar dekho.. Niche kya hai..?

Sumedh was much highted than her. He bent down & looked towards her down face.

Sumedh :- Kya hai niche..?

For the first time Vedanti looked up.

Sumedh :- ab thik hai.. Bolo.. Time nai hai mere pas jyada..

Vedanti gathered courage.

Vedanti :- Sumedh main tumse shaadi nai karna chahti..

Sumedh cocked his eyebrow.

Sumedh :- accha.. Give me one good reason.. Kyu nai karna chahti tum mujhse shaadi..? Itna raij hoon , Itna bada buisness hai hamara, Political dynasty hai itni badi ,  aur main khud desh ki sabse badi party ke Student wing ka head hoon.. I think handsome bhi hoon.. Aur kya chahiye tumhe..?

Vedanti :-  kya bol rahe ho tum..?? Tumhara politics tumhara buisness main kya karungi iss sab se..? Aur main tumse bilkul bhi pyaar nai karti.. Kya karungi shaadi karke .?

Sumedh started laughing.

Sumedh :- Kya..? Pyar nai karti..? Yeh reason hai..?? God..! Phir tumhe kya lagta hai..? Main bahot pyaar karta hoon tumse..? I mean.. Come on.. Shaadi karni hai hame.. Kya jaroorat hai pyaar ki..?

Vedanti :- I can't believe this..! Phir bhi mujhe tumse shaadi nai karni hai.. Main Mugdha ke saath aisa nai kar sakti.. Wo abhi bhi tumse pyaar karti hai..

Sumedh became angry.

Sumedh :- Naam mat lo uska.. Aur tumhe kya pata ki wo abhi bhi mujhse pyar karti hai..? Agar wo mujhse pyaar karti to uss Amit Pandit se shaadi karne ke liye tayyar nai hoti.. Usne aisa kiya.. Isliye maine ab tumse shaadi karne ka decision liya hai..

He was sounding hurt. Vedanti became shocked.

Vedanti :- Kya..? Wo Amit Pandit se shaadi kar rahi hai..? Wahi Amit Pandit na jo unki party se sabse young MLA hai.. ? Aur shayad Minister bhi hai..

Sumedh :- Haan wahi..wo sirf MLA nai hai.. Cabinate Minister hai..  Mugdha usise shaadi kar rahi hai.. Maine bhi socha tha ki wo mujhse pyaar karti hai.. Par nai.. Jab use le gye tab 1 hapte ke andar hi usne shaadi ke liye haan keh diya.. Main yaha paglon ki tarah uske pyaar main Devdas bana tha.. Apne dad se jhgda kar raha tha.. Aur wo.. Itna status wala ladka mil gya to usne jhat se usse shaadi karne ka decision le liya.

Vedanti was in shock. She was feeling bad for Sumedh. Tears gathered in her eyes. She herself went towards Sumedh.

Vedanti :- Sumedh... Tumne usse baat karne ki koshish ki..? Shayad uske ghar walone jabardasti ki hogi uspe shaadi ke liye.. Aisa ho sakta hai..

Sumedh :- haan.. Exactly same tumhare saath ho raha hai na..?

Vedanti :- Tum jante ho ki main sid se pyaar karti hoon.. Hum dono kabhi ek dusre ke saath khush nai reh payenge Sumedh.. Mera dil sid main atka rahega..

Sumedh didn't liked this. He was about to say something but he looked towards watch. It was 12 am. His bday. Sumedh smiled.

Sumedh :- baara baj gye hai.. Yani mera bday. Mere samne tum ho.. Come on wish me..

His excited face made her forget everything. For the first time Vedanti gave a big smile to him. "Happy bday", She raised her hand to gave him a handshake. Sumedh looked towards her hand.

Sumedh :- nai.. Main handshake nai kar sakta. Tumhari mehendi mere haath pe lag jayegi.. But main tumhe hug kar sakta hoon..

Vedanti didn't wanted that. She stepped back but Sumedh grabbed her. She closed her eyes tightly. But in seconds reality striked her. Nxt second she hugged him back & started crying.

Vedanti's POV :-

He hugged me. I didn't wanted that. But when he did i felt something. Kyu main iss insan se dar rahi hoon.. Yeh wahi hai jo mera sabse purana dost hai.. Sid se bhi jyada acche se janta hai ye mujhe .. Mugdha ke behavior ki wajah se wo hurt hua hai.. Aur isi wajah se wo itna badal gya hai.. Aise me main hi uski dost hoon. Mujhe hi use emotionally support karna padega.. Jab wo normal ho jayega to khud hi iss shadi se mana kar dega.

End of POV.

Vedanti was continuously crying. Sumedh was quiet. 

Vedanti :- Kyu kar rahe ho Sumedh mere saath aisa..? Tum jante ho ki sirf tum hi ho jo mujhe iss situation se bahar nikal sakte ho.. Phir bhi tum itna selfish kyu ho rahe ho..? Plz sumedh mere saath aisa mat karo.. Main sid se bahot pyaar karti hoon.. Na main tumhare saath khush rahungi na tum mere saath.. Kyu hum dono ki life barbaad kar rahe ho..?

Now Sumedh was back in his angry mode. His hands went towards her neck. He grabbed her neck tightly. It was unexpected fr Vedanti. She wanted to scream but couldn't. Sumedh was talking in anger.

Sumedh :- Baar baar bas sid sid.. How dare u..? Tum ab sirf mera naam logi.. Aur uss sid se door rahogi.. Ab tum use bhool jao yahi accha rahega tumhare liye.. Tum sirf meri ho.. Aur mujhe bilkul pasand nai yeh.. Tum uss tucchh prani sid ka naam apne Muh se kabhi nahi logi.. Got it.  ? Saamajh gyi ya phir se samjhau..?

Vedanti nodded helplessly. She was crying in pain.

Sumedh :- abhi qubool karo ki tum abse meri saari baatein manogi.. Jo bhi main bolunga wo karogi.. Jaisa main kahunga waisi rahogi... Thik hai..

Vedanti's self respect broke into pieces. She stopped protesting him. & accepted his every order.

Vedanti :- plz chhod do mujhe Sumedh. Main tumhari saari baatein manoongi.

Sumedh stepped back. Her neck was paining. She was feeling helpless.

Sumedh :- thik hai na ? Samajh gyi na tum sab kuch..?

Vedanti :- par..

Again Sumedh grabbed her neck.

Sumedh :- nai.. Kabhi bhi meri baat ke against nai jaogi tum.. Aur yaad rakhna.. Jab tak tum meri baatein maan rahi ho tab tak main bhi accha hoon tumhare saath.. Par agar tum ne mere kisi bhi baat ke against jaane ki jurrat ki to main tumhari life narak se bhi battar bana doonga..!

Vedanti was silently bearing everything. Sumedh left her with a jerk. She stood there calmly. When leaving Sumedh looked towards her . He went close to her & caressed her hairs.

Sumedh :- by the way Thanks fr the bday wishes. See u..

Vedanti didn't liked his touch.  He left. Vedanti came to her room. Her neck was paining like hell. She looked in mirror & saw his hand's mark there. She cried helplessly whole night. Nxt day her life was going to change forever.

Guys in nxt chapter we are going to welcome a new character. Amit Pandit.

Sinner : A Mysterious Experience. Where stories live. Discover now