Part 64

543 67 28
                                    

Sumedh :- Bomb blast..? 

Vedanti :- kya..? Hamare clg main kisne bomb blast karvaya..?

Aakash :- pta nai.. Uss purani building ke paas bacchoka hostel hai..  U knw wo boarding school. I hope sab thik ho yr .

Mugdha :- hey bhagwaan plz wo bacche thik ho..

BOOM.

Again a bomb blasted. But this time the blast was very big. Everyone started running.

Sid :- Guys hame yahase bhagna chahiye.. Warna agla blast yaha par ho jayega.. Chalo..

Sumedh :- pagal ho gya sid..? Aise haalat main yaha sabko aise chod ke jayenge..? Hum senior hai yaha.. Hame sab logoko shant kar ke kisi safe jagah pohchana chahiye.

Sid :- are o future CM.. Yaha khud ke jaan pe ban ayi hai.. Aur tum samajseva ki padi hai..?

Mugdha :- Mujhe bhi aisahi lagta hai.. Ham pehle bahar jate hai.. Phir sab kuch dekh ke phir kuch help kar denge..

Sumedh :- pagal ho gye ho tum dono..? Selfish kyu ban rahe ho.?

Vedanti :- Exactly.. Hum aise bhaag nai sakte.. Sumedh tum sahi keh rahe ho. We should help them.

Sumedh :- Assembly hall.. Wo clg ki entrance pe hai.

Ramesh sir came there.

Ramesh sir :- Assembly hall main jao. Waha sab thik hai..

Sumedh :- Sir aap boarding school pe jao.. Yaha sab hum sambhal lenge..  Hum sab ko assembly hall main pohchate hai.. Trust me.

Ramesh sir :- I totally trust u.. Mujhe pata hai tum sab karoge.. Go ahead.. & take care of urself guys..

He left frm there. Sumedh raised his voice. 

Sumedh :- Guys.. Calm down.. Ham sab ko saath main rehna hoga.. Sab log shanti se kaam lo. Aur shanti se bina dare assembly hall main chalo. Sab log saath main aa jao aur mujhe follow karo.. Aao.. Don't get panicked guys..  Relax.. Chaliye.. Sab log follow karo mujhe.

Sumedh was walking in front of everyone. They followed him. Sumedh was checking every single thing in their way. On the way they looked towards boarding school which was barely visible. But the fire after the blast was clearly seen. It took 5 minutes to reach to the assembly hall frm the hostel. There were so many children in assembly hall. Boarding school's headmistress Wadkar madam was there.  Sumedh told everyone to stay there. They four went towards Wadkar Madam.

Sumedh :- Mam..? Kya saare bacche aa gye yaha .?

madam :- nai.. Abhi bhi kuch bacche campus main gum ho gye hai.. Bahot chinta ho rahi hai mujhe..

She started crying. Vedanti hugged her.

Sid :- Mam chinta mat kijiye.. Kuch nai hoga.. Hum bacchho ko dhoond ke layenge..

Mugdha :- haan mam.. Bas yaha jo bacche hai unka aap khayal rakhiye..

Sumedh :- hum poore campus main dekhenge.. Sab ko dhoond nikalenge.

They went on a trip 2 whole campus. They were searching fr kids. Near junior collage building they found some kids seating in a grp crying loudly. They were wearing same night dress. Means they were frm primary school.

Sumedh :- baccho.. Chalo.. Hum tum logo ko Wadkar mam ke paas le jate hai.. Chaliye.. Tum log kaunse std main ho..?

A girl :- 1st std main.

Mugdha felt sad. She went & hugged that girl

girl:- Hamari ek dost nai mil rahi.. Wo kahi kho gyi hai.. Main uske bina nai aaungi..

Sumedh :- kaun..?

Girl :- Khushi.

Vedanti :- Khushi.. Mohit sir ki beti..

Sumedh :- kya..? Mohit sir ki beti..?

Vedanti :- haan.. Ab details baad main doongi.. Beta.. Apke dost ko hum leke aayenge.. Aap chalo.. Plz.. Yaha dekho kya ho raha hai.. Plz co operate.. Chalo.

Kids agreed. But the girl was still crying fr her best friend. Sumedh felt really bad he picked up her on his shoulders.

They reached to assembly hall. Kids went in.

Sumedh :- Khushi ko dhoondna hoga..

Mohit sir came there.

Mohit sir :- Sumedh.. Khushi.. Use dekha tumne kahi..?

Sumedh got angry..

Sumedh :- Aur jaiye aap.. Haath milaiye nalayak logo ke saath.. Aur logo ki jaan lijiye.. Phir aap ke paap to apke family par asar karenge hi.. Wahi ho raha hai Khushi ke saath.. Wo chhoti si bacchi.. Hum use dhoond ke uske mom ke paas de denge.. Aap ke pas nai layenge.

Mohit sir :- Kuch bhi karo tum.. Par plz.. Agar wo mil jaye to use kisi safe jagah pohcha do. Plz..

Sumedh went frm there in anger. Everyone followed him.

After 3-4 hours they found so many children. Wadkar mam took presenty. Everyone was there. They also found Khushi near jungle. Whole assembly hall was filled with students of every age. Some students of junior collage were injured during second blast. But luckily no one was dead. Finally they four sat down. Everyone was tired. Sumedh placed his head on Vedanti's shoulder. As a response  Vedanti banged her head with his. Mugdha saw this & got a weired feeling. She turned her face. Sid smiled looking towards her.

Sid :- yahi jindagi hai Mugdha.. Jo tum abhi feel kar rahi ho wahi main bhi feel kar sakta hoon.. But u knw Mohit sir apne maksad main successful ho chuke hai.. Agar inn dono ka sirf rishta pakka hota to alag baat thi.. Par dono ki sagai ho chuki hai.. They are in a commitment.. To unhe thodi alag feeling ana jayaz hai.. U hv2 understand.

Mugdha :- pata hai 1 mahine pehle tak main Sumedh ke life main bahot jyada mayne rakhti thi.. Ab ek dhokebaaj ladki se jyada aur kuch nai hai uske man main mere baare main. I deserve this.. Main hi thi jisne Amit se shaadi ke liye haan kaha.. Chahe jis bhi condition main kaha ho par kaha na.. Isi wajah se use gussa aya.. And the big fact is that I still love him..  Main aaj bhi usse utna hi pyaar karti hoon.. Main nai dekh sakti use Vedanti ke saath.

Sid :- Aur ab Vedanti ko yeh pasand nai aayega ki tum uske baare main socho.. Jaise Sumedh ko pasand nai aata mera vedanti ke baare main sochna.

Mugdha started crying. Someone tapped her frm back. He was Amit. Mugdha became shocked.

Amit :- agar wo dono sach main kisi aur se pyaar karte honge na to yeh baat unhe pata chal jayegi. Aise kahi aur dil hoke saath main nai reh payenge dono.. Phir tumhe tumhara Sumedh wapis mil jayega.. Aur agar wo wapis nai aya to samajh jaana ki uska dil kabhi tum main atka hi nai.. Simple..

Mugdha lowered her lashes thinking about what he heard frm her. Amit understood that.

Amit :- It's ok. Main ek mahine pehle jab tumse mila tabhi samajh gya tha ki tum alredy kisi main bahot jyada involve ho. Main tumse baat karke tumhe reject kar sakta tha.. Phir tumne hi bataya ki tumhara mujhe haan bolna jaroori tha to main maan gya.

Sinner : A Mysterious Experience. Where stories live. Discover now