Part 51

579 61 26
                                    

1 month went in tension fr everyone.  No one was looking happy. Ramesh Sir Nisha & Antara were talking. 

Nisha :- chal kya raha hai ye..? Kuch samajh nai aa raha.. Mugdha aur Sumedh ko unke ghar wale le gye haii.. Parth mar chuka hai.. Aur Mohit..?  Mohit shant baitha hai.. Kuch nai kar raha..? Aisa kyu..? Kahi sach main khushi wala hamara idea kaam to nai kar gya..?

Antara :- mujhe bhi aisahi lagta hai.. Aur shayad Parth ke jaane ke baad use laga hoga ki uski powers to kam ho gyi hai.. Ab use iss sab ke baareme sochna chod dena chahiye..

Ramesh Sir :- nai.. Mohit itna sidha insaan nai hai.. Wo itni aasani se sab kuch nai chodega.. Parth to gya hai.. But he still thinks ki Mitali uske saath hai.. Wo jaroor kuch aur plan kar raha hai.. Antara.. Jao pata lagao..

Antara :- nai Ramesh.. Mujhe usse baat nai karni.. Main jitna jaldi ho sake utna jaldi Khushi ko lekar yahase jaana chahti hoon..

Ramesh Sir :- Thik hai.. Main khud jaake usse baat karta hoon.

In Mohit sir's cabin.

Ramesh Sir :- Kya chal raha hai tumhare dimag main Mohit..,? Kya karne wale ho tum.  ?

Mohit :- Ab maine un charoko marne ka idea chod diya hai.. Wo jinda rahe yahi accha hai.. Waise bhi unke apne life main hi itne problems hai ki  wo apne aap hi suicide karke mar jayenge..

Ramesh Sir :- Tum unhe jinda kyu rakhna chahte ho..? Kahi aisa to nai ki parth ke jaane ke baad ab tum akele un logoko maar nai sakte..? 

Mohit :- aisa kuch nai hai.. Aur na hi kabhi ho sakta hai.. I don't need anyone. It's just ki mujhe laga ki inn logoko maarke mujhe kuch nai milega..

Ramesh Sir looked amused.

Ramesh Sir :- Bahot jaldi pata chal gya tumhe .,? Accha hai.. Ab sab kuch thik ho jayega.. Aur tum.. Tum bilkul bhi bich main nai aaoge..

Mohit sir nodded like a kid. Ramesh Sir gave him a stare & left.

Vedanti & sid were seating in canteen.

Vedanti :- aaj ek mahina ho gya hai.. Maine Mugdha ko nai dekha.. Aur na hi Sumedh ko.. Mujhe bahot yaad ati hai unki.. Kaise honge dono..? Ek dusre ke bina bahot jyada incomplete feel kar rahe honge.. Maine hamesha Mugdha ko samjhaya tha ki wo Sumedh main itni jyada involve na ho.. But usne nai mana.. Ab dekho.. Sabse jyada taklif use ho rahi hai..

Mitali :- Mujhe to soch kar bhi bura lag raha ki un dono ko kaisa lag raha hoga.. Ghar main band kar rakha hai donoko.. Na hi phone hai na hi kuch aur jisse hum contact kar sakte hai.. Vedanti hame kuch to karna padega.. Hum aisa nai hone denge..

Vedanti :- par kya karenge .?

Sid :- listen.. Abhi next week main hamare terminal exams hai.. Uske liye to clg main aayenge hi dono.. Hum tabhi kuch karenge..

Vedanti :- hum un dino ki shaadi kar denge..

Sid looked towards her irritatingly.

Sid :- aur koi idea nai mila tumhe..?

Vedanti :- ab kya kar sakte hai .? Abhi  nxt two days main Sumedh 21 complete ho jayega.. Phir hum dono ki shaadi kar denge.. Cool na..?

Sid :- bilkul nai.. Itnisi umar main hum dono ko shaadi jaise mature relation main bandhenge...?

Vedanti :- look.. Agar wo dono ek dusre se pyar karte hai to wo shaadi ke liye mana nai karenge.. Aur abhi sirf vedic rituals se shaadi karvayenge.. Shaadi ke waqt photos khichenge.. Aur kuch saalo baad jab wo dono tayyar honge tab Muncipal Corporation main jaake Marrige register karvayenge.. Phir to koi kuch nai kar payega...

Sid :- Sounds really interesting.. But agar baad main dono ne shaadi accept karne se mana kiya to..?

Vedanti :- firstly wo aisa nai karenge.. Aur agar kar bhi diya to kya hoga.. Wo dono officially married to honge nai ki unhe divorce lena pade .

Sid became angry.

Sid :- To kya Vedic rituals time pass hai .? Aisehi timepaas ke liye shaadi karenge..?

Vedanti :- sid negative kyu soch rahe ho .? Abhi hamare paas koi aur option nai hai..  

Vedanti's phone ranged. Her mom Pranita Deshpande was calling.

Pranita :- Vedu kaha ho beta..?

Vedanti :- clg main hoon aai..

Pranita :- accha suno.. Kal ghar aa jao.. Bahot jaroori baat karni hai..

Vedanti :- Aai..? Aise kaise ghar aa jau ? Hua kya hai..?

Pranita :- parso Sumedh ke bday ki bahot badi party rakhi hai.. Uske liye to tumhe aana hi padega.. To kal hi aa jao.. Waisebhi agle hapte tumhari exams hai.. To clg bhi band hi rahega.. Aa jao..

Vedanti :- thik hai aai.. Par tum itna mysterios kyu sound kar rahi hai..? Kya chupa rahi ho mujhse..?

Pranita :- kal ghar aa jao phir batayenge.. Tum khush hone wali ho.. Abhi rakh rahi hoon aur koi sawal mat puchna.. Bye..

Vedanti :- par aai..

Pranita hunged up call.

Vedanti :- Sid kal mujhe Pune jana padega.. Aai bula rahi hai..

Sid :- Thik hai tum jao. Parso main aa hi raha hoon bday party ke liye. Tum kl chali jana..

Vedanti nodded. Nxt day she went to Pune. Pranita hugged her tightly. Her dad came there. He also greeted her with a hug. Vedanti was smiling.

Vedanti :- ok.. Aisa kaunsa teer maar liya maine..? Itna pyaar ubhar kar aa raha hai..? Kya hua ?

Her dad Sanjay Deshpande looked towards her. He had tears in eyes.

SD :- badi ho gyi hai meri beti ab.. Pranita tum ise batao.. Main Party office jake ata hoon..

Vedanti :- wait a minute baba..itna scenty kyu ho rahe ho aap .?? Aur Aap party office kabse jane lage .?

Pranita :- jabse Vasudev ji hamare CM bane hai . wo chahte hai do saal baad jo loksabha elections ho rahe hai usme tumhare baba khade rahe..

Vedanti :- kya ?? Kuch bhi..

Pranita :- kuch bhi nai sach hai..

Vedanti :- accha wo sab chodo.. Yeh batao ki aisa kya hua hai ki main bahot khush hone wali hoon ? Aur yeh baba itne senty kyu ho rahe the .?

Pranita :- Vasudev ji chahte hai ki hamare political rishta judne se pehle family wala rishta jude.. Isi liye unhone , apne bete ke liye tumhara haath manga hai.
Hai na khushi wali baat.  ?

Vedanti widened her eyes. She became shocked. She started shivering.

Vedanti :- kya bol rahi ho aai .? Sh.. Sh... Shaadi Sumedh se..?

Pranita :- haan.. Aur acchi baat yeh hai ki wo bhi iss shadi ke liye jhat se maan gya hai..!

Now Vedanti started crying. Her heart broken into pieces when she heard that Sumedh is ready fr marriage. She was shivering badly & became speechless. She was not at all ready to marry him. She was not at all ready to live the dreams with Sumedh which she had dreamed with sid. A day before she was imagining Sumedh's marrige with Mugdha. & now she learned that he wants to marry her.She thoght in her mind. ' How is that possible ? No. Jaroor Sumedh ko pata hi nai hoga yeh. Uske dad ne man se hi yeh sabkuch kiya hoga. Warna wo kabhi 'haan' nai bolta. Wo khud apni jaan se jyada Mugdha se pyaar karta hai.. Wait.. Kahi ek mahine main wo badal to nai gya..? Par wo janta hai ki main sid ke saath hoon..  Oh god why me..?' She couldn't handle the pressure & became unconscious. 

Sinner : A Mysterious Experience. Where stories live. Discover now