Shot 10

4.3K 201 28
                                    

Guyss plzz.. vote

Continue:

Karan was ready to leave..

Riya : sir aapki flight 1 ghante m h..

Karan : ok.. tum ek kaam karna preeta ko koi kaam nhi dena.. uski tabyat thik nhi h.. agar vo baat na mane to mujhe phone karna.. okay

She nodded & he left from there..

In the evening ,

Preeta : thak gyi baithe baithe ab ghar jati huu..

She stood up & moved outside the cabin. Riya saw her..

Riya : mam

Preeta : haa riya kuch kaam..

Riya : mam karan sir bol ke gye the.. apko driver chod ke aayege or aap time pe dawai le lena..

Preeta ( in mind ) : hadd h.. ab dusro ko bhi bolne lag gayaa.. yaha nhi h phir bhi pareshan kar rakha h.. ( to riya ) m chali jaugi riya tum jao..

Riya : okay mam ( smiled )

She reached her home & took some cookies from kitchen & moved towards her room . She changed her clothes & sat on bed Turning on the tv she started watching movies.

Preeta ( while eating ) : thank god vo ghamandii nhi h yaha varna phir kuch kartaa.. bina meri marzi ke.. pata nhi kaisa h.. kabhi itna soft kabhi rude.. shukr bhagwan ka 1 hafta shanti to h..

Then her phone started ringing She looked at her phone & happily picked up..

Preeta : hello mom kaisi h aap..

Mom : m bilkul thik.. tu bataa sab thik hai na.. dyaan rakh rhi h na apna..

Preeta : haa mom sab thik.. papa kaise hai..

Mom : tere papa ko to mithai Khane se fursat hi nhi..

Preeta ( laughed ) : papa bhi na..

Mom : acha m rakhti hu koi bula rha h.. tu chinta mat karna.. agle mahine aa jayege..

Preeta : koi baat nhi aap jao.. i miss you..

Mom : love you baby

Preeta : love you too..

She cut the call & smiled seeing her mom's picture which was placed on table..

Preeta : ab achi neend aayegii.. mom se baat ho gyi..

She go to washroom  & Her phone started ringing again..

Preeta : kiska phone h.. fresh bhi nhi hone dete..

She looked at the caller id & made faces

Preeta : aa gya.. maha sheh ka phone

She picked it up & said

Preeta : hello.. kya hua itne rings kyu maare..

Karan : tum yeh batao.. kaha thi kab se.. phone kar rha huu pata bhi h.. kitni fikar ho rhi thi.. kuch khaya ki nhi.. dawai lii..

Preeta : m washroom m thi.. or tumhe kyu chinta ho rhi thi.. m lagti kya huu.. haa..

Karan : jitna pucha utna jawab doo.. dawai lii..

Preeta : abhi lungii.. tum mera pichaa vaha jaake bhi nhi chod tee..

Karan : m tumhara picha kabhi nhi chodungi... or puchna mat kyuu.. & lungi ka kya matlab.. abhi loo.. time ho gyaa..

Preeta : aree le lungi.. abhi muh kharaab nii karna mujhe..

Karan : chup chap le loo.. phir gir jayogi m nhi hunga sambhale vala..

Preeta : tumhari zroorat bhi nhi h.. le rhi hu dawai..

She took medicines from her bag & gulped it down..

Preeta : bs khush le li..

Karan ( smiled ) : bohot khush.. kal subah ki bhi hai le lenaa.. okay

Preeta : haa.. babaaa.. le lungi.. tumhe kyu farak pad rha h itna meri health se..

Karan ( in mind ) : yeh to mujhe bhi nhi pataa.. kyu.. m iska dyaan rakh rha huu..

Preeta : kaha kho gaye mr.. line pe ho na..

Karan ( came back to senes ) : haa.. haa hu tum apne kaam se kaam rakho.. tumhe batana zroori nii samjata ki kyu fikar h.. chup chap soo jaoo.. window close kar lena.. or door bhi.. bye..

Saying this he cut the call..

Preeta : kaisa insaan h yeh.. meri hi care karta h..or mujhe hi nhi batata kyu karta h.. ( hugged her pillow ) lekin.. jab yeh aese bolta h.. dyaan rakho.. dil ko acha lagta h.. aese lag rha hai jaise yeh badal gya h.. ( smiled )

Karan's side: 

Karan : yeh ladki bhi naa.. bilkul dyaan nii rakhti kal bhi phone karke madam ko yaad dilana padegaa.. ( laying on bed ) iski yeh cute si harkate.. ( chuckled ) yeh pehli ladki hai jis ki m aese bacho ki tarah dyaan rakh raha hu.. mere dil m iski liye feeling aane lag gyi h.. kahi m isse..

Preeta's side :

Preeta : tu kya soch rhi h preeta.. yeh kabhi nhi badal sakta.. jaisa hai vaisa hi rahega.. jisko ladkiyo ki izzat karni hi nhi aati.. kher chod 1 hafta hai khush rh kar nikal.. phir to yeh aa hi jayegaa.. or pata nhi kab jayega.. uff

Both slept after some time..

4 days passed.. Karan always called her for her health. Preeta started feeling happy seeing his care towards her..
One day... she was going home & walking alone on road..

Preeta : na auto mil rha na kuch.. kitni der ho gyi h aaj.. jyada kaam kar liyaa.. jaldi chal preeta.. varna phir karan bolega.. itna kaam karne ki kya zroorat thi.. kis ne bola.. vagera vagera..

Screen freezed

Precap : goons attack on preeta..

Do votes & leave your reviews

Tina ♥️

Lust Love ✔️Where stories live. Discover now