Attending shaadi

1.3K 182 131
                                    

"Mujhe yeh pata nahi ki meri har sapna poori hogi ya nahi....
Bass mujhe itna zaroor pata hai ki meri koshish me kuch bhi kami nahi rehna hai...kyunki mujhe baadh me repent nahi karni hai...."....hapory reading😊.

After a 15days :

Day after tomorrow was kuhu and kunal's mehendi and sangeet... Kuhu called mishti,
Kh : mishti, Tu kaisi hai?.
M : hii kuhu... Me teek hu yaar... Kaafi recover ho chuki hu.. Bass kabhi kabhi thoda sa thaka hua feel karti hu.
Kh : tu kal aa rahi hai na?.
M : ha ha.. Meri best freind ki shaadi hai.. Aur me kyu na aau?.
Kh : humhe kal hi nikhalna hai jaipur ke liye..
M : teri shaadi waha par hai?.
Kh : maine abir ko sab details bej diya tha, last week hi... Wo tumhe bataya nahi?.
Mishti made puppy face and made a mind note to take a class of abir..
M : wo.. Bataya hoga..... Tum sab nikhlo jaipur ke liye... Me aur bir tumhe join karte hai...
Kh : ok... We will be waiting for you both..

Mishti disconnected the call and turned back and collided with abir, who was standing crossing his hands across his hard chest... Then mishti stepped back and started to stare at abir...
A : tu mujhe ghoor kyu rahi hai?.
M : tu ne mujhe bataya kyu nahi ki kuhu ki shaadi jaipur me hai...
A : batake kya karta.. Waise bhi hum nahi jaa rahe hai..
Mishti narrowed her brows,
M : par kyu?.
A : mishti, utna door travel karna is not good for your health... So, maine kunal ko keh diya ki hum nahi aa rahe hai..
M : what!!... No way, mujhe jaana hai... Bir please samjo na yaar... Meri ek hi tho best friend hai...
A : nahi Matlab nahi...

Saying this abir took steps towards the exit door... Mishti called him from behind,
M : suno...
Abir turned towards her and raised his eye brows...
M : please maan jaao yaar...
A : mishti, I said no...
And he again walked forward...
M : suno bir...
A : kya hai?...
M : I promise ki me jyada rest karungi aur thoda sa enjoy karungi... Please na..

She made puppy face.. But, he turned to walk ahead without speaking anything...
M : arre suno na...
This time abir turn towards her,
M : wo... wo...
A : bag pack karna... Hum kal jaa rahe hai..
Mishti came running and hugged him saying, "sacchi?". His heart went weak, as he got this hug after so many days...
A : hmm... Lekin, but you should not walk here and there much...
M : yeah... Pakka..
A : aur jaane se pehle aaj hum jaake Dr. Vidya se ek baar milke aate hai.. Ok?.
M : done bir... Mamma papa nahi aa rahe hai?.
A : nahi mishti, papa ko kuch kaam hai.. Aur mamma bhi kahi jaa rahi hai..
M : ok bir...

After doctor assuring him that mishti is far better and improved, abir came home and packed his stuff... While he was talking to kunal on the phone, Mishti came to his room, sat on his bed and waited for him to finish his talk. Then,
A : ha bol...
M : wo me poochne aayi thi ki hum kis raaste se jaa rahe hai?... Matlab hum road se jaa rahe hai na?.
A : what?... No... Hum flight se jaa rahe hai..
M : kyu?...
A : kyunki road trip is not safe for you now...
M : ok... Kal kitne baje jaa rahe hai hum?... Kuhu ki functions parson se shuru ho rahi hai...
A : kal hum jaldi hi jaayenege... I mean, we are living at 10.00am...

M : ok bir... Maa dinner ke liye bula rahe hai...
A : ha me aata hu...
M : aur suno..
A : hmm..
M : tum wo black colour suit le lena..
A : kyu?..
M : kyunki tum wahi pehen raha hai kuhu ke shaadi ke din... Baaki uski sangeet, haldi me tho kuchh bhi tere hisaab se pehenlo..
A : accha... Tu kya pehen rahi hai?.
M : me kyu batau?.
Abir kept his hands on his hips and stared at her.. Mishti chuckled and ran from there... Abir nodded his head sideways, smiling...

Next day, by afternoon abir and mishti reached jaipur and joined kuhu and kunal... Mishti stayed with kuhu in her room and abir, with kunal.... Both rooms were in opposite corridors... They rested till night and at night, bonfire was organised.... So, all the family members and friends gathered... Two teams were made, bride team and groom team... And they played dumsharads, they danced... Then they all dispersed towards their room...

Will You Be Mine Forever? Where stories live. Discover now