My world...!

847 137 114
                                    

"Zindagi jho bhi deti hai, use aazmaana seekho....khush rehna seekho..kab tak dukhi rahoge yaar..poori zindagi nikhal jaayegi yeh sochke ki ek din hum bhi khush rahenge...khushi manzil se zyada, mazil tak ke raaston me hoti hai..."....happy reading😊.

Mishti dragged abir with her, out of his room...
A : mishti, hum iss time upar terrace me kyu jaa rahe hai?.
M : Tu aana bir.. Bataati hu..Nahi, khud dekh lena..
A : kya dekhna hai?.
M : chup chaap aaja...

Then, they both reached the terrace.... Abir looked around and couldn't find anything extra,
A : mishti, yaha pe tho kucch bhi nahi hai yaar...
M : arey bir, upar dekho na.. Humare sukoon ghar ke taraf...
Abir looked at that and he was surprised by the arrangement... He could see the small, pleasant lighting, surrounding their sukoon ghar...
A : mishti, yeh kaise banaya tu ne? ..
M : chal na.. Upar chalte hai...
A : ha...

Abir climbed up first and then held his hand forward to take mishti's hand... Mishti held his hand and both got into their fav sukoon ghar... It was a slopy, open place.. But, today, mishti had turned it into a beautiful dating place, with the help of lighting and soothing music... Abir looked at that and smiled,
A : mishti...
M : hmm...
A : aaj teri iraada kuch teek nahi lag rahi hai...
M : what!!... Tera khuraafati dimaag ko bandh karo thodi dher... Hum sirf kuch dher yaha spend karne aaye hai.. Kyunki, dho din baadh humhare shaadi ho jaayegi aur uske baadh hum US chale jaayenge tho shaanti se yaha baithne ka time nahi milege... Isiliye...
A : accha kiya... Aaja baitthe hai...
They both sat on the slope....

Both were just gazing at the sky since last 10min, with mishti keeping her head in his shoulder, encircling his elbow in one hand and having cold coffee in the other... Abir was also enjoying the night breeze, sipping cold coffee, holding her hand in another hand....

M : bir, hum papa mamma ko bhi US kyu nahi leke jaa rahe hai?.
A : kyunki hum waha settle hone thodi na jaa rahe hai...
M : ha.. Baat tho sahi hai... Lekin, me unhe bahut miss karungi....
A : philhal tho me humare sukoon ghar ko miss karnewaala hu....
Mishti kept her coffee cup aside and hugged him across his torso,
M : me bhi miss karungi..
A : kya miss karegi tu?.
M : yahi ki humare sukoon ghar me baitke, tujhe aise kaske pakad ke, raat ki yeh khubsurat nazaara miss karungi...

Abir hugged her tight,
A : Tu mujhe US me bhi hug kar sakti hai... Balki waha tho kuch zyada hi hug kar sakti hai...
Mishti hit his chest a bit,
M : shut up bir... Naughty mat bano...
A : tu mujhe naughty banne kaha degi?.
M : kuch bhi ha...
A : teek hai.. Bata ki tujhe shaadi ki gift kaunsi chahiye?.
M : mujhe kuch nahi chahiye... Mere paas sab kuch hai... Me iske liye khanaji ko humesha thank you kahungi... Me apni life me jo deserve karti thi na usse zyada mil gayi hai already aur me ise sambaalke rakhna chahti hu...

Abir caressed her hairs,
A : mishti, jo tu deserve karti thi na wahi mila hai.. Tu bass khushiya deserve karti hai angry chorni....
M : meri khushi tho tumse judi hai ajeeb rajvansh.. Tu khush hai tho me bhi khush hu... Ab tu bata ki tujhe kaunsi gift chahiye?.
A : accha... Jo me maangunga wo tu de paayegi?...
M : ha...
A : nahi... Chod tujhse nahi ho paayeega...
Mishti straightened her back,
M : me angry chorni hu.. Aur tere liye kuch bhi kar sakti hu... Don't underestimate me...

A : acchaa... Phir mera gift tho do..
M : kaunsa gift...
A : shaadi wala gift.
M : pehle batao ki tujhe kya chahiye...
Abir held her hand and placed her index finger on his lips... Mishti pulled away her finger,
M : bir, maine kya poocha aur tu kya kar raha hai?....tujhe gift kya chahiye batao na...
Abir narrowed his brows,
A : mishti, tujhe sach me samaj me nahi aaya?.
M : kya?.
A : wo jo maine abhi abhi ishaara diya na...?.

M : kaunsa ishaara yaar?.. Kal bhi aise hi kuch bata raha tha.. Aaj bhi?.. Saaf saaf kaho na...
A : kuch nahi.. Chod..
Abir sighed and pouted and turned his back to her...
Mishti chuckled,
M : bir... Dekho na meri taraf...
A : nahi..
Mishti pulled him towards her and immediately pecked his lips... And then, she pulled her face away...

Will You Be Mine Forever? Where stories live. Discover now