"sweet moments"

1.5K 99 7
                                    

(It was an lovely morning... The sun rays are pouring through the window... Anirudh came into the hall with 2-3 bags... Beacuse finally it was the time for the suprise.... Anirudh was looking for Bondita everywhere... And suddenly found her... Joining  hands before the murti of dugga ma!!.. He smiles.... looking at cute and innocent face of her.His eyes were staring her ..with endless affection)
Bondita's p.o.v-
(Dugga ma!!! Mujhe nhi pata ye sab kuch jo ho raha hai... Ye thik hai ya nhi.... Bachpan se lekar aaj tak bohot kuch badal gaya hai.... Kabhi lagta hai ab sab kuch accha hoga... Par phir khi ek daar sa bhi lagta hai ke phirse koi musibat na aa jaye.... Mujhe nhi pata dugga ma!! Ke mai ek acchi patni  hu ya nhi.... Par shayad ek zimmedari kabhi kisike patni nhi ban sakti....Bass yahi chahati hu... Ke ap jaise hamare saath hai..aise humesha rahiye.... Mere pati babu ko har vo khushi mile jo vo chahate hai... Mere hisse ke saari Khushi unhe de dijiye... Aur unke hisse ke sarre dukh mujhe.... Haweli me bhi kaka sasur ji, sasurji, sohum dada, butak, bihari babu, koyli didi unn sab bhi Humesha saath rahiye dugga ma!!!!)
( she looks at her opposite side... And saw Anirudh staring at her)
Anirudh-(Comes in senses) Vo.. Bondita mai kehene aaya tha ke agar tum tayar ho gayi ho to chale samidha ki pishima ke ghar... Time to ho chuka ka hai)
(Bondita nodded her head saying yess, Ap yahi Rukiye... Mai kuch books lekar aati hu)
Anirudh-Thik hai...
Anirudh-(praying) Mujhe pata hai Bondita ne ky kaha hoga... Hum sab ke liye khushiya mangi hogi... Par apne liye kuch nhi.... Mai bass yahi chahata hu ke ap Bondita ke humesha saath rahe.... Aur iss baar bhi meri madat kar dijiye dugga ma!! ke mai Bondita ke naarazagi aur darr dono ko dur kar saku... Aur vapas uske chehre par vo muskaan la saku jo kahi khoo gayi hai....)
(They both started the journey)
(After 3 hours finally they reach to a beautiful place... Which was none other than samidha's pishima's House)
(Seeing the Beauty of the place..
Bonditas face appeared so happy..her heart was filled with joy)... Yaha to ghar ke samne ke samundar hai.... Kitni sundar jagah hai ye pati babu....)
(Listening the word pati babu... After a long time... Anirudh felt happy... Haa Bondita bohot sundar jagah hai...)
(With in second Bondita realised that she called anirudh as pati babu) Mera matlab hai birristara babu.... Chaliye andar chalte hai...
(Anirudh nodded his head with sad face)
Anirudh-(In his mind) Ab ky karu... Bondita to ghar ko taala dekhte he samjha jaayegi... Ke pishima yaha nhi hai.... Aur agar usse abhi he sach bata diya... To vo aur narraj hojayegi... Nhi!! Nhi!!! Mai Bondita ko abhi he ye sach nhi bata sakta....kuch karna hoga...
(Bondita knocks the door... But suddenly  saw  lock on the door)
Bondita-taala!!! Birristara babu yaha to taala laga hua hai....
Anirudh-(Stammering) Taala!! Are haa yaha to taala laga hua hai...
Bondita- Par samidha ne to kaha tha ke uske pishima ko bohot jaruri kaam hai... To ab uske pishima kaha ja sakti hai...
Anirudh-Bondita! Aisa bhi to ho sakta hai n ke unhe isse bhi jyada jaruri kaam aagaya ho....
Bondita- Ho sakta hai... Par ab hum ky karenge yaha.... Hume to ye bhi nhi pata ke vo vapas ab aayengi... Chaliye birristara babu vapas ghar chalte hai...
Anirudh- Ky kaha!!! Vapas ghar...
Bondita-Haa... Jab samidha ke pishima vapas aa jayenge... Tab phirse aayenge....
Anirudh-(In his mind) (Ab ky karu Bondita to ghar jaane ke baat kar rahi hai... Nhi!! Agar ghar chale gaye... To bondita ka daar aur naarajagi dono kaise dur kar paunga....)Ahh!!
Bondita-(Worridly) Ky hua? Ky hua birristara babu.....
Anirudh-(In a dramatic voice) Bondita meri chot bohot dard kar rahi hai..
Bondita-(Worridly in a Tensed voice) Ky!! Kaha tha n maine apko pati babu ke mai akele aa jaungi yaha... Ab dekhiye apko kitna dukh raha hai...
Ab ky kare.... Aise halat me mai apko gadi chalane nhi de sakti.... Par yaha bahar kitni der tak baithe rahenge....
(There was a small window near the door... Anirudh secretly throws the keys... Near it...)
Anirudh- Are Bondita!!! Ye dekho yaha to chabbiya padi hue hai....
Bondita-Haa!! (And she picks up that keys)Lagti to isse taale ke hai....
Anirudh-  Shayad samidha ke pishima ne isse yaha hamare liye he rakha ho... Kyuki inhe to pata tha ke hum dono aane vale hai.. aur unhe koi jaruri kaam aagaya hoga... Isilye chabbiya rakhkar chali gayi honge....(in his mind- Maaf kar dena mujhe Bondita... Jooth bolna pad raha hai tumse....par ye sab mai Tumhare liye he kar raha hu...)
Bondita- Haa aisa he hoga...(And she opens the door)...
(They both enter in the house.It was a small house filled with pleasure and nature's touch...)
Anirudh- Bondita! Tum yahi ruko mai gadi se saman lekar aata hu...
Bondita-Nhi!! Birristara babu... Apke chot to dard kar rahi hai n... Ap Rukiye.. mai lekar aati hu...
Anirudh- Bondita! Ab mai bilkul thik hu...
Bondita- Par birristara babu...
Anirudh-Par var kuch nhi... Tum yahi ruko... Mai saman lekar aata hu...
Bondita-(Nods her head saying yess)
(Anirudh left towards the car)
Bondita- Itna lamba safar tha... Thak gaye honge birristara babu... Unke liye coffee bana deti hu....
(She enters in the kitchen... And starts searching for the coffee... But she didn't found it anywhere) Tu bhi ekadam buddhu hai Bondita... Bhala samidha ke pishima ke ghar kyu hogi coffee... Vo thodi na coffee Peete hai..
Par ab ky karu.... Yaha to doodh rakha hai... Par tujhe to pata hai n Bondita ke birristara babu ko doodh Bilkul pasand nhi hai... Par unhe peena padega.... Ek to choth bhi dard kar rahi the... Aur upar se itna lamba safar tha.... Coffee nhi to doodh he sahi....
(And she put that milk into the glass)
(On the other hand anirudh was putting out the luggage from the car...)
(In his mind) Accha hua samidha ne sab kuch pehele he soch liya tha...
(Flash back)
Samidha-Aur ha Anirudh ji... Ap uss ghar ke saf- safai... Aur khaane ke saman ke chinta bilkul mat karna...
Mai kaal he vaha gayi the... To ghar bilkul saaf hai... Aur kaal ap logo ke vaha jane se pehle... Mai khaane-peene ke sab cheeze vaha rakh dungi... Jisse na to bondita ko shak hoga... Aur ap Bondita ke naarazagi bhi jaldi dur ka payenge....
Anirudh- Dhanyawad samidha!!
Samidha- Nhi Anirudh ji... Apne aur Bondita ne mere liye jo kuch bhi kiya hai n... Uske samne to ye kuch bhi nhi...
(Anirudh Smiles)
(Flash back ends)
(Anirudh Enters in house... And was busy in arranging the luggage in one corner side of the house)
Bondita- Birristara babu!!
Anirudh-Ha!!
Bondita- Ye pee lijiye....
Anirudh- Ky? Doodh!!!!! Nhi nhi mujhe nhi peena....
Bondita- vo.. yaha coffee nhi hai... Isilye ye doodh pee lijiye...
Anirudh- Nhi!!! Tumhe pata hai n Bondita... Mujhe doodh peena pasand nhi....
Bondita- Haa pata hai... Par dekhiye... Aur koi option nhi hai apke paas... Apke to aaj chot bhi dard de rahi the n.. aur upar se itna lamba safar... Dekhiye mai kuch nhi sunungi... Ye doodh pee Lijiye...
Anirudh- Bondita... Par ab to nhi dard kar rahi n chot... Mai nhi peeunga...
Bondita- (Angrily) Dekhiye!! Zidd mat kijiye birristara babu... Chote bacche hai ky ap.... pee lijiye....Varna..
Anirudh- Mai nhi peeunga... Aur varna ky...
Bondita- Varna Bondita ko zabardasti karna bhi aata hai... Uss din peeya tha n apne haldi vala doodh... Vaise he abhi nak aise band kijiye... Aur pura doodh pee Lijiye... Jaldi...
Anirudh- (Giggles) Rakshas babu...
Bondita- Kuch kaha apne...
Anirudh- Nhi.. nhi to... Pee raha hu...
(And by closing his nose .... He drank the glass of milk)
(With an fake smile) Ab thik hai...
Bondita-Haa....
(It was 7 'o clock evening.... Anirudh was writing something... And bondita was reading her book.. Anirudh looks at Bondita...) Itni der tak shant Bondita kabhi maine dekhe he nhi... Yaha aakar bhi... Chehere par vo Pehle vali muskaan nhi hai.... Anirudh Roy Chowdhury... Ab tujhe he kuch karna hoga....
(He Comes near Bondita... And snatches the books from her hand)
Bondita- (Angrily) Birristara babu ye ap ky kar rahe hai....
Anirudh- Mai? Kuch nhi bass ye book dekh raha tha...
Bondita- To badme dekh lijiye ga  birristara babu... Ab mai padh rahe the n...
Anirudh- Are... Tabse padh he to rahi ho...
Bondita- Ye ky baccho vali harkate kar rahe hai ap.... Dejiye vapas...
Anirudh- Are Wahh!! Tum jab aisa pehle karti the the to vo sahi... Aur ab hum kare to vo baccho vali harkate...
Bondita- Haa... Bacche he hai aap...
Anirudh-(In a Teasing tone) Accha to dekhte hai... Ye book lekar dekho mujhse...(And starts running... Bondita also started running after him... Dekhiye birristara babu... Voh book mujhe de dijiye... Keh rahi hu... Bondita se jeet nhi sakte ap...
Anirudh- Accha ji... Dekhte hai...
And they both started running...
(After a long time... Bondita was smiling like a kid... Seeing Bondita like this... Anirudh was feeling much happy in his mind... Are Bondita!! Thak gayi ky.. lelo book ko... Bondita kabhi thakti nhi birristara babu...  (But suddenly  her leg twists As she was about to fall..two strong hands held her..it was Anirudh... Anirudh helps Bondita to stand.... Both were looking in each other's eyes.... But suddenly....His words sparkled in front of her eyes.. Ek zimmedari Humesha zimmedari he hoti hai... And And gave a jerk to his arms....)

Now what will happen next...
Ky Anirudh kar payega Bondita ke naarajagi dur?
Ky hoga jab Bondita ko pata chalega ke anirudh ne usse jooth kaha hai...
To know all this..
Stay tuned ❤️

Chapter 1 "Anidita's Journey"❤️Where stories live. Discover now