Bondita to know the "Dark Truth"

2K 81 11
                                    

(After some time both came in senses)
Anirudh- (In a awkward voice) bondita sambhal ke dekh ke chala karo agar gir jati to...
Bondita- sorry pati babu vo apko bhuk lagi the n iseliye jaldi jaldi me dhyn nhi raha...

(After dinner)
(At night)
Anirudh- chalo bondita abb soo jao muze bhi bohot need aa rahi hai...
Bondita- Pati babu app soo jayiye
Vo muze bohot dino se ek novel padhkar complete bhi karni the aaj vaise bhi neend nhi aa rahi hai , app so jayiye mai thodi der badd sojayunge...
Anirudh- Acha thik hai mai apne kamre me soone jaa raha hu par haa novel padhkar jaldi soojana...
Kaal collage bhi to jaana hai n..
Bondita-Ji pati babu

(Both went to their rooms)..
Bondita- (In mind pati babu mera kitna khayal rakhate hai...vo kitne acche hai mai har vakt unke saath rahungi)...ky bondita tu bhi ekdam buddhu hai baato baato me bhul gayi ke vo novel to mai pati babu ke kamre me he bhul aayi hu... Abhi lekar aati hu...
(She started walking towards Anirudh's room)

At Anirudh's room- (phone rings)
Anirudh- kaka ka phone...
Boliye kaka kaise hai app?(in a happy voice)
Kaka- Beta hum sab yaha thik hai tum batoyo tum aur bahu dono kaise ho??
Anirudh- Hum dono bhi thik hai kaka...
Kaka- Sab kushal to hai n?
Anirudh- ji kaka
Kaka- Anirudh tumhe nhi lagta abb bahu badi ho chuki hai..
Anirudh- Haa kaka, bohot badi ho gayi hai Bondita aur samazdar bhi...
Kaka- Agar tumhe aisa he lagta hai to kyu nhi man lete tum usse apni patni?
Anirudh- ( In different tone) Kaka app ye ky keh rahe hai ! App ko to pata hai meri aur bondita ke shaadi kin halato me hue hai, phir bhi aap aisa keh rahe hai....
Kaka- par Anirudh!
Anirudh- Nhi kaka Bondita sirf meri zimmedari hai usse jyada aur kuch nhi....
(Bondita who is standing near the door had listened everything....she is now just broken from inside and without asking or saying anything to anirudh she just ran and came in her room....she locked the door from inside ly on bed and started crying keeping her head on pillow)

Bondita in her mind - ( ky pati babu muzse kabhi pyaar he nhi karte the? Ky mai pati babu ke liye sirf ke zimmedari hu? Ky mai pati babu ke liye sirf ek bhooj hu? Ky mai pati babu ko kabhi khush nhi rakh paunge?

Ky bondita ke man me chal rahe savalo ke javab dega Anirudh?

Stay tuned❤️

Chapter 1 "Anidita's Journey"❤️Where stories live. Discover now