'second reason of sadness'

1.6K 68 8
                                    

Anirudh- (tensed) He picked up Bondita in his arms...and made her lie down on the bed....
(He urgently calls doctor)

Anirudh- Doctor ky hua hai Bondita ko....(He was worried)
Doctor- Mr Anirudh... Ye sab weakness aur tension ke vajahase hua hai ...but don't worry maine injection laga diya hai thodi he der me unhe hosh aa jayega... She will be alright...
Anirudh- Thankyou Doctor...
Doctor- (smiling face) Take care...

(Doctor leaves)

Anirudh- Bondita ko to abb tak hosh nhi aaya....
Mai tab tak uske liye soup bana leta hu....

(Anirudh in kitchen)
Anirudh- (In his mind) Are ye to bondita ka tiffin hai... (He open it)
Ky!!! Bondita ne aaj tiffin bhi nhi khaya hai...( He was totally disturbed and worried)

(Anirudh in Bondita's room)

(Anirudh take Bondita's hand in his hand and sit near her...)

(After some time)
Bondita-(regains consciousness)..
Pa..pa.. pati babu
Anirudh- (Happily) Bondita!! Tumhe hosh aagaya... Thank god..
Bondita- muze ky hua tha pati babu me to hall me the n.. (And tries to wake up)
Anirudh- Nhi nhi bondita utho mat leti raho... Bondita tumhe chakkar aa gaya tha... Isliye tum aaram karo...
Bondita- Hmm...thik hai
Anirudh- Aur abb chalo ye soup bhi peelo aur khana bhi khalo...
Bondita- Nhi pati babu vo muze bhuk nhi hai...
Anirudh- Are aise kaise bhuk nhi...
Bondita- vo..vo maine tiffin kha liya tha...
Anirudh- Acha to tume tiffin kha liya...
Bondita- jii
Anirudh- Acha to aaj tiffin me ky tha??
Bondita- (confused mind) kyu...apne banaya to apko pata hoga na...
Anirudh- Muze sab pata hai aur muze ye bhi pata hai ke tumne tiffin nhi khaya hai...
Bondita- (with sad face) looks down...
Anirudh- (with sweet voice and smiling face) Bondita! Yaha dekho meri taraf... Aur muze batao ky hua hai...
Bondita- kuch nhi pati babu...
Anirudh- Tum to muze apna rakshak babu manti ho n phir apne rakshak babu ko nhi batogi ky baat hai?...
Bondita- vo..vo..
Anirudh- Haa bolo bondita...

(Flash back: Today was Bondita's first test in her class and due to yesterday's matter she was totally disturbed,...so she connot perform well in her first test...and got less Marks....
This was the second reason of Bondita's sadness)....

Bondita- Pati babu....(and starts crying)...
Anirudh-(worried) Ky hua hai Bondita kyu roo rahi ho(wipes her tears) daro mat muze batao ky hua hai...
Bondita- Aaj meri pehli test the...par mai..par mai...
Anirudh- Haa, par tum ky bondita...
Bondita- Par mai usme accha nhi kr pai pati babu(with crying ) nhi kar pai mai acha perform...
Anirudh- (With caring and sweet sound) To phir tumne muze ye pehele kyu nhi bataya?
Bondita- kyuki mai darr gayi the ke apko kaisa lagega... App muzpar itna bharosa karte ho...apko pura vishvas hai ke mai barrister banunge...par maine to pehele he imtehan me gadbad kardi...(and starts crying)...
Anirudh- Nhi Bondita pehele ye rona band karo( and wipes her tears)...
Tum iss baat ka itna tension le rahi the Bondita... Aur ye to tumhara pahele he imtehan tha n to aisa hota hai, sab ke saath hota hai bondita... Zindagi me haar jeet to lagi rehti hai...par ky ek test me gadbad hogyi to tum aise tension logi Bondita...Nhi agli baar tum bohot accha perform karogi...muze pura bharosa hai...abb rona band karo aur kuch khalo chalo...
Bondita- Nhi Pati babu muze bhuk nhi...
Anirudh- Dekho bondita tumhari uss baat par nhi par iss baat par mai jarur gussa ho jaunga...
Bondita- par pati babu...
Anirudh- Maine kaha n khana khalo to bass... aab mai aur kuch nhi sununga...

(Anirudh gets food from the kitchen)
Anirudh- Abb chalo muh kholo...
Haa ye hue na baat...abb aise he chup chap pura khana finish karo....

(And they both had their dinner)

Anirudh- Chalo bondita abb tum aaram se soo jayo..
Bondita- Nhi pati babu muze thodi books padhni hai...
Anirudh- Are aaj koi books nhi padhoge tum chup chap arram karo chalo jaldi....
(Bondita tries to sleep)

(Then Anirudh went to his room)

Bondita-(In her mind) Ye tu ky kar rahi the Bondita... Haa ye baat sach hai ke vo tuze apni patni nhi manate...par aaj tak aur abhi bhi unhone jo tera itna khayal rakha uska ky? Har kadam par saath diya? Tuze samja aur vaqt aane par tuze samjhaya...Tu ye sab kaise bhul sakti hai Bondita?Aur tune aaj kaise bartav kiya unke saath... Ye tune sahi nhi kiya Bondita...
(Mai kaal he jakar pati babu se maafi maang lungi)...

(At morning)

Bondita- Good morning pati babu!!
Anirudh- Are Bondita itne jaldi uth gayi.... Good morning!
Bondita- Haa pati babu aur breakfast bhi tayar hai...
Anirudh- Are waa..
Bondita- Pati babu ... Muze maff kar dijiye...(with sad face)
Anirudh- Kis liye Bondita...
Bondita- Mai app ko kaal bina bataye ghar se chalo gayi... Apko meri vajahase kitne takleef hue... Muze maaf kar dijiye...(looking down in sad face)...
Anirudh- Bondita ye tum ky keh rahi ho... maafi mat mango kaal ke baat ko abb tak man me lekar bathe ho tum... Bhul jao... Chalo ab mai tayar hokar hall me aata hu...
Bondita- Chaliye abb ap jaldi fresh hojaye aur hall me aa jaana..
Anirudh- Haa bondita... Vaise ab tum kaise ho...
Bondita- Mai bilkul thik hu pati babu... Khud ko samjha liya hai maine...jo ho raha hai usse hone do ek din sab kuch sahi ho jayega...
Anirudh- (confused) ky kaha??
Bondita-Nhi kuch nhi...jaldi hall me aaiye...
Anirudh- Haa

(At hall)
Anirudh- Are waa bondita aaj ka khana bohot tasty bana hai...
Bondita- To phir aur lijiye na pati babu...
Anirudh- Nhi bondita bass....aaj bohot khaliya...Abb chalo tumhe collage drop kar deta hu....
Bondita- Jii

(At collage premises)
Anirudh- Bye Bondita!! Apna khayal rakhna...
Bondita- Jii... Bye...

Samidha- Bondita? Kaise ho abb?
Bondita-  Samidha... Muze maaf kardo
Samidha- par kis liye Bondita?
Bondita- kaal maine tumhe jis tarah ghar se jaane ke liye kaha...maine thik nhi kiya.. I'm sorry (sad face)
Samidha- Are meri bodu... Tu sorry kyu bol rahi hai? I can understand yr.. tab vo vakt aisa tha ke tu distrub hogi...abb sorry mat bol...
Bondita- Thanks samidha...
Samidha- chale abb class ke liye late ho raha hai....
Bondita- Haa chalo...

(At home)
Anirudh- (In his mind)...
Aaj kaal Bondita udass rehene lagi hai... Aaj kuch karna padega bondita ke liya....

Ky karega Anirudh Bondita ko kush karne ke liye....

Stay tuned ❤️

Chapter 1 "Anidita's Journey"❤️Место, где живут истории. Откройте их для себя