Chilling

860 66 18
                                    


Shaurya goes to his room. And gets sick all over again. Kanchan sees him sick and calls Aastha and Yash. Who try to manage him. And after that  he lies on the bed.
Shaurya-Anokhi. Mera yeh haal hai woh theekh toh hogi naa?
Aastha-Yeh peene se pehle nhi socha?
Shaurya-Magar tha worth it. Maza aaya.
Yash-Bhai some deets?
Shaurya-Hmmmm. Bas aise hi. Balcony mein the weather accha tha. Thandi hawa, thande drinks.
Badi maa-Isliye Anokhi ko sardi ho gyi?
Shaurya-Oh woh. Woh shayad shower ki wajah se hoga. Woh naa mein yeh kehne wala tha maine peeya. Usne nhi. Toh taki koi naa pakde shower.
Raat ke char baje. So thand lag gyi hogi. Mein bhi naa kya soch rha tha?
Aastha-Raat ke char baje tak kar kya rhe the?
Shaurya-Waisa kuch nhi bas baatein.
Yash-Itne ghanton ke liye kya baatein?
Shaurya-Bas aise hi. And there is giant smile on his face.
Badi maa-Apne khwabon ke duniya se bahar aao. Aur agli baar se aise ideas Anokhi ko naa do. Waise yahan sardi ki dawai lene aayi thi.
Shaurya-Anokhi ko itne mein hi sardi ho gya.
He springs from the bed.
Badi maa-Nhi utna bhi nhi. Bohot halka hai. Sardi zyada hai. Theekh ho jayegi.
Shaurya-Yeh kya kar diya.
Anokhi is coming. She knows if Shaurya comes to know he will feel guilty.
Anokhi-Kitna bhi beemar ho jaoon I don't regret it ok. Aur kam ho jayega mera sardi.  How can I regret this ?
Aisa soch lo ki we are twinning not in clothes but sickness. Come.
And she takes a selfie. Ye lo yaadgar selfie ek yaadgar night ke khatam hone ke baad ki. Chill. And she sneezes just as she says chill.
Aastha-Next time may be just not so much chill.
And they have a laugh.
Yash-Bhaiya waise yeh kya hai aapke hath mein.
Shaurya-Woh kal dare tha.
Yash-Dare. Aur kya kya tha?
Shaurya-Karela.
Yash-Tum aur tumhara karela. What's this obsession?
Anokhi-Bas aise hi.
Yash-Aur?
Anokhi-Aur kuch nhi bas. Then we slept.  I mean I slept in my room and he in his.
Aastha-Thanks for the clarification. Magar do dare khelne mein saari raat chali gyi.
Anokhi-Fir woh hua jo Bebo ke video mein tha. Zyada yaad nhi uska. Bas.....
Bas kuch yaad nhi. 
Aastha-Bohot masti ho gyi. Jaake so jao. Matlab you in yours and he in his room.
And they laugh.
Anokhi leaves.
Devi-Shaurya Anokhi ko khane mein kya pasand hai. Karele ke eliva. And Shaurya is just imagining......
Devi-Shaurya tumhe kabse karela itna pasand hai ki wohi par atak gye?
Shaurya-Bas jabse Anokhi ko pasand hai. Hmmm. And he is again teleported to another planet.
Devi-Kal sach mein pee lee zyada. Magar nashe mein Anokhi ke ho yaa sharab ke samjh nhi aara.
Shaurya?
Shaurya-Hmmmm
Devi-Tumhari Anokhi ki hi baat ho rhi hai. Kya pasand hai usse. Usse cheer up karne ke liye uska kuch favourite banaungi.
Shaurya-Butter chicken, Naan, Kulfi hum dono ka common hai matlab favorite.
Devi-Ok ban jayega. So jao tum. Sapne mein dekho Anokhi ko. Tum hosh mein nhi ho.
Shaurya-Ok. And he just has that smile of contentment on his face and sleeps.

Lunch is not a huge affair. They all have food in Shaurya's room. Before which they play a quick game of cards. Then a surprise awaits them in the evening.

I love reading comments and that's a great way of knowing how to take the story forward....
What do u want to see more in my stories...... 

Dating DiariesDonde viven las historias. Descúbrelo ahora