Sponsorship challenge

386 44 25
                                    

Guys to make it realistic there will be some fest talk. Otherwise it will not seem true at all. Bear with it. There will be Shakhi moments sprinkled through it. Plus the fest is when u get to see Jugni Anokhi.

Reema, Maya (Person disappeared on the show but.......), Alia, Vikram and Atif, Shayani as core coordinators meet in college committee room.

Atif-Mein list laya hoon alumni and unke current working place ki Alok sir se.
Anokhi-Great. You know what we are looking for so get started.
They start scanning through the sheets and calling prospective alumni sponsors to set up a meeting. By 10 pm they have gathered 8 people who are willing to meet.
So now sab apne apne room mein jate hai.
We are going to split into groups of twos and threes. Har koi group teen  alumni ke liye ppt banaegi taki usko present kar sake.
Make the ppt super professional. Basic point yeh hona chahiye ki their target audience ka hub apna college hai. So it will profit them. Also apne ko as I said iss baar ek artist chahiye. Look at artist brand associations. Pick something jisse koi fayda ho sake. These days even YouTube sensations have paid partnerships. So look into that angle. Ye kaam Atif, me and Alia dekhte hai. Uske sath tumko bhi ideas mile toh bhejo. Uske sath we will be handling 2 people of the list.
Maya, Vikram tum log 3 people ke ppt banaoge dekh lo kiske sath deal karna you will prefer. Shayani, Reema tum log bhi teen naam select kar lo.
Vikram-Done Anokhi. Hum just room pe pahunchte hi kaam start kar denge.
Anokhi-Fab. Waise batana bhul gyi Vikram I know tum ppt pe nhi aa paye apne kaam ki wajah se but maine sabko bola tumhare idea ke baare mein toh they loved it. Sabko fresh laga.
Vikram-Thanks for giving me credit. First year mein idea dia tha toh seniors ne credit le liya. Fir bhi apna college hai and I knew tum fest head toh sab achese hoga aur fair hoga isliye iss baar team ka hissa hoon.
Anokhi-We love it ki tum team ka hissa ho. Tumse better ko team mate ho nhi sakta.
Vikram-Bas bas itna hi pasand hai yeh team mate toh chalte hai naa hum sab ma'am treat dengi hume.
Anokhi-Fest ke baad pakka. Magar utna high end nhi hoga.
Vikram-Ma'am hume high end pani puri hi chahiye aur ice cream and he names a shop.
Anokhi-Done done. Ab kaam karne bhi jaye.
Atif-Yes ma'am.
They go to room and start working.
Shaurya calls Anokhi.
Shaurya-Hi jaan.
Anokhi-Hey.
Shaurya-Kaam kaisa chal rha hai.
Anokhi-Kar toh rhe hai but result aayega yaa nhi nhi pata.
Shaurya-Meri Anokhi ka result kabhi bura nhi ho sakta.
Anokhi-Shaurya I love you a lot.
Shaurya-Mein bhi. Aaj barish ho rhi hai. Kitna romantic mood hai aur tum wahan mein yahan.
Anokhi-Filhal romance sujh nhi rha.
Shaurya-The most off putting thing you could say.
Anokhi-Arre baba kya karun? Kaam hi itna hai.
Shaurya-I understand jaan.
Anokhi-Mein thodi der mein call karti hoon.
She keeps working and loses track of time. Suddenly she remembers about calling him. She doesn't see time and calls.
Anokhi-Hello.
Shaurya-Hmmm. Anokhi.
Anokhi-Hey mujhe tumhe call karna tha naa. So hi.
Shaurya-Hi. Bolo.
Anokhi-Tum naa apne black shirt mein bohot acche lagte ho pata hai naa. Agar woh pehne hui ho ek pic.
Shaurya-Flirting on phone not bad madam. But sorry to disappoint you white pehna hai maine.
Anokhi-White mein hi bhej do. Andar toh same hi insaan hai. Aur exactly upar ke teen button khol ke.
Shaurya-Irada kya hai madam. Waise bhi aise door se koi irada pura nhi hoga.
Anokhi-Dekhte hai.
Shaurya-Achaa?
Anokhi-Dekhte hai.
Shaurya-Dekhna hi toh chahta hoon tumhe.
Anokhi-Video call pe aaoon?
Shaurya-Aa jaogi apne woh pink top or shorts mein toh mujhe girls hostel mein aane se koi nhi rok sakta.
Anokhi-Toh aa jao.
Shaurya-Sach?
Anokhi-Kya tum bhi. Woh ho gya ek baar rule break aur nhi.
Shaurya-You are right. Haye tum kash paas hoti.
Anokhi-Toh aise bhi nihar sakte ho. Bas chu nhi sakte.
Shaurya-Meri tadap nhi samjhogi.
Anokhi-Bas bas. Ab jaldi aao video call pe.
They have a video call. (Use imagination as reader)
Anokhi-Rakhne ka mann nhi.
Shaurya-Mujhe bhi aur thodasa dekh loon tumhe. Aur thodasa paas aa jao mere.
Anokhi-Magar ab toh jana hi padega naa kyunki ek ghanta baki hai college ko shuru hone ke liye. Oh no hum sari raat. Maine tumhe sone nhi diya.
Shaurya-I wish uska meaning woh hota but. Anyways to your credit. Door se neend udadi apne.
Anokhi-Chalo bye. Love love.
Shaurya-Love you too jaan.
In college next day:-
Atif-Anokhi tera ppt ban gya naa final?
Anokhi-Haan? Oh haan ban gya.
Atif-Anokhi tum kitni mehnat karti ho. Soyi nhi raat bhar.
Anokhi-Arre karna tha jinse I mean jisse hum pyar karte hai I mean humara kaam uske liye karte hai sab.
Atif-Tum kitni dedicated ho.
Anokhi-Arre arre bas. Chalo class chale?
Atif-Haan.
Shaurya enters.....
His eyes are red because he hasn't slept too to cover it up he is wearing glasses.
Shaurya-Guys aaj hum World Bank influence on low income countries padhenge. He starts teaching and keeps yawning throughout.
Atif-Yeh Shaurya sir ko kya ho gya. Itne sleepy lag rhe hai.
Anokhi-Arre tumhe pata toh hai kitne mehnati hai naa toh bas.
Atif-Haan bilkul tumhare jaise. Unke values of dedication hai tum mein.
Anokhi-Haan. Haan matlab aisa nhi hai mujhse zyada dedicated hai. Kitna kuch achieve kiya hai.
Atif-So toh hai. Chalo hum niklate hai sponsorship pitch ke liye.
Anokhi-Haan.

Guys the next chapter I think is going to be quite fun. So hang on.....
Will be waiting for your comments......
To be honest especially from now comments will really boost me up considering there is no Saakk on tv anymore. I love Saakk and will continue to write but if you put in comments I will feel better about the whole thing.
Secondly tomorrow is the start of a new one shot book where I will recreate some Saakk moments. Was asked for shakhi but expanding it to saakk. So I really hope you enjoy that........

Dating DiariesWhere stories live. Discover now