Truth is out

286 36 11
                                    

Next day morning:-

Aastha comes to meet Shaurya.

Anokhi-Maa woh theekh hai.

Aastha-Anokhi kya chupa rhi ho!

Shaurya-Maine chipane bolta tha mom. Isliye chipa rhi thi.

Anokhi-Haan woh kuch nhi hai.

Shaurya-Thanks Anokhi. Mein tumhe trust aur family samjha tha tha but abhi tak I haven't shared with my mom and dad ki I am going through therapy.

Aastha-Kaunsi therapy?

Shaurya-For panic attacks and depression but now I have almost recovered. In fact I don't have to take my medicines anymore.

Aastha-Aur yeh baat chupayi tumne?

Shaurya-Mom mein kaise batata. It was so hard. In fact mein khud nhi janta tha how much I needed this. Jab uss din you know mere saare emotions explode hue, arre issi din jis din hum cake cut kar rhe the Anokhi ke liye, Anokhi ne mujhe explain kia. Tabse jaa rha hoon mom. And mein bilkul akela nhi tha. Anokhi thi mere sath har step pe. Jab bhi I would relapse she was there with me. You know that's why she started staying back so that after the therapy when I would feel messed up she could be around me. She could make sure that I didn't have to work too hard at hiding all of this from you. She left behind her independence ke naaare for me mom.

Aastha was overwhelmed and started to cry. She hugged Shaurya. She kissed Shaurya. Shaurya also got emotional. Anokhi was leaving when Shaurya held her hand without coming out of the hug. His clasp was tight which showed how he felt then. He was overcome by emotion. It was hard for him to tell everything to his mom. Finally they came out of the hug.

Aastha-Thank you Anokhi! Mere ladoo ka khayal rakhne ke liye. Thank you for giving him the strength to go through this.

Anokhi-Nhi maa. Woh kafi brave hai. Har situation ko khud face karte hai. I am so proud of him maa.

Shaurya-Hhhmmm. And I love you Jaan. Chalo can I get pampered by both the ladies in the house?

Anokhi-Hhhmmm?

Shaurya-Champi kar do koi meri. Koi thoda sir daba do. Abhi beemar hoon fayda toh loonga naa.

Aastha-Shaurya! Dramebaaz! Chalo baitho mein kar deti hoon.

They were talking away when Shaan comes and overhears.

Shaan-Shaurya! Itni badi baat tumne chupayi? I mean I am sorry Shaurya ki tumhe nhi laga tum kisike sath bhi share kar sakte ho.

Shaurya-Dad. It's exhausting for me to go over this again and again. Baad mein sab bataunga aapko. 

Shaan-Ok but I need to know everything Shaurya. And Anokhi beta tum uski strength thi. I am so glad ki woh tum uski life partner ho jisne usse woh sahi advice kia ki woh therapy le.

Anokhi-Maine toh sirf advice dia. I am glad ki he understood what I was trying to say and acted upon it.

They all spend some family time together. Just then Anokhi gets Babli's call.

Babli-Anokhi problem ho gyi hai. Hume abhi nikalna hoga. Mein jaa rhi hoon Kapurthala.

Anokhi-Kya hua di?

Babli-Anokhi humari neighbour ka phone aaya tha ki humare ghar pe bohot zyada jhagda ho rha hai. Either papaji ko plan ka pata chal gya. Yaa phir kuch aur. Pata nhi nikal rhi hoon.

Anokhi-Di! Mein aa rhi hoon.

Babli-Tune bola tha ki Shaurya ji theekh nhi hai.

Anokhi-Di unki family hai yahan. Aur mein manage kar lungi di.

Babli-Achaa. Mein aaoon tumhe pickup karne?

Anokhi-Di mein auto kar lungi.

Shaurya-Kya hua Anokhi? Bohot pareshan ho?

Anokhi-Shaurya mujhe jana hoga. Kuch kaam hai.

Shaurya-Aisa kya kaam hai?

Anokhi-Shaurya tum nhi samjhoge. (She was mean to him on purpose so that he doesn't ask her anything and stays back. She wanted him to rest rather than take her to Kapurthala.)

Shaurya-It's about aunty yaa phir Babli. Batao. Mein help hi karunga.

Anokhi-Shaurya you take care please apna. Mein sambhal lungi sab.

Shaurya-No ways! I am coming.

Anokhi-Shaurya! Tum abhi already cheezon se deal kar rhe ho. Hum sambhal lenge.

Shaurya-Shut up! Wahan pe Raja hoga. Tumhare Papaji honge. Yaar. And before you say it no it's not about your gender. It's about me being concerned for you. For the first time I wish Acp hota. He would have handled it the best. Khair woh mission pe hai so hum teeno ko hi Jana hoga.

Just then Ahir enters.

Ahir-Acp ko yaad kia woh hazir.

Anokhi-Abhi toh jaane do.

Shaurya-Arre jaan. Sasu maa ko uthane ke lana hai janta hoon but yeh trip toh intro bhi hoga naa hero a.k.a Shaurya ka to sasu maa. Thoda impression jamane do. Thoda unko bhi pata chale ki damad mein kitna dashing, hot Banda Mila hai unhe.

Anokhi-Shaurya! Kuch bhi!

Shaurya-Please naa. Acp mein leke aa jaunga Anokhi ko. Tu nikal. I know movie ka climax action hone wala hai but climax tak pohonchne se pehle gadi mein thoda romance ka scope hai.

Ahir-Professor tum nhi sudhroge.

Shaurya-Professors sudharte nhi. Sudhaarte hai.

Ahir-Waah! Professor kisne banaya tumhe. Web series mein hero hona chahiye tha tumhe! Yaa fir movie ka hero! Though I must say Itv se dur hi rehna agar hero bane. Tumhe deserve nhi karta.

Anokhi-Ho gya aap dono ka? Wahan emergency hai aur tum dono nok jhok mein lag gye. Chalo bhi!

Shaurya-Hhhmmm chalte hai.

They leave.

Yeh part was a bit short and okayish but kal ka part zaroor padhna. It's a very, very fun one. Promise you guys kal ke part mein tum log bohot hasoge. I wish aaj hi de pati but ek dost ne kahan only one update a day so sorry guys!

Dating Diariesजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें