Aashnaa (Last)

7.9K 394 54
                                    

Kal subah jab neend khulegi aur tootega yeh khwaab mera

Toh kya yahi hoge tum mere sarhaane par apni zulfon ki khusboo bikraye huye

Aur kya ek hi saaz me liptegi raat ki khaamoshi aur tumhari saanson ki suraiyya

Yeh khwaab jo dekh raha hu, darr raha hu ki toot na jaaye

Ek hulchul na ho kisi bhi karwat ki, kahi tu jaag naa jaaye

Yeh raat ab rok li jaaye, aaj zara gardish me daal diye jaaye yeh chand  sitaare

Peshi ho inki mere khwaabo ki adaalat me aur farmaan jaari kar diya jaaye

Ke khulne na de meri palko ko aaj mera mehboob so raha hai meri aankho me...

*********************


"Me do biwiyo ko nahi sambhal sakta. Toh agar maine dusri shaadi kar li toh me tumhe chod duga. Chalega?"

Aayat went numb hearing his words. Her legs suddenly became lifeless and she fell down on her knees with a thud. The strength she had gathered all these days was no more there, she never thought that Ayaan's second marriage will result in this, she had somewhat prepared herself to see Ayaan with another woman but never in her wildest thoughts she imagined that Ayaan will leave her.

A few minutes passed like that with Aayat lost in her thoughts and Ayaan just kept looking at her with a scrutinizing gaze.

Aayat looked up at Ayaan with a teary gaze, and tried getting up but stumbled and was about to fall again but Ayaan held her. He made her sit on the sofa and turned to go when Aayat held his hand from behind. She pulled him closer and hugged him,

"Ayaan please..." she sobbed hugging him. Ayaan caressed her hairs,

"shh.. Aayat bas ho gaya. Beemar ho jaogi tum aise" He pulled back from the embrace and cupped her face,

"Aayat tumhe jitni takleef yeh baate sochkar ho rahi hai na utni takleef mujhe ho rahi hai tumhaari yeh baate sunkar. " Aayat lowered her gaze, while Ayaan continued,

"Aayat tum batao mujhe, kya hum ek dusre ke saath khush nahi hai? Sabki baate bhool kar ek baar khud se poocho, kya aulaad ka hona itna zaroori hai ki uske bagair hum khush hi nahi reh sakte? Aulaad ke naa hone se hamara rishta kamzor toh nahi hone wala na, itni kamzor hai kya hamari mohabbat? Amma ne keh diya Ayaan ko raazi karo aur tum nikal padi Ayaan ko raazi karne, aur bhale hi tumhari jaan kyu na nikle usme. " Aayat's head snapped towards him,

"Ayaan.. amma.... aapko kaise pata?" she asked shockingly,

"Mujhe kaise pata laga yeh zaroori nahi hai Aayat. Zaroori yeh ki tum unki yeh bematlab ki zidd poori karne par kyu taiyaar ho gayi? Me, kitni baar kahu tumse Aayat mujhe nahi chahiye koi aulaad, mere liye tum kaafi ho. Tum kyu nahi samajhti, yeh sab karke tum hum dono ko takleef de rahi ho"

Frustation was leaking from his words, he was really tired of explaining. Aayat kept looking at him, and taking a deep breath she asked,

"Ayaan kya aapko waqai koi farq nahi padta ki me aapko kabhi aulaad ki khushi nahi de sakugi?"

"Nahi, mujhe koi farq nahi padta" Ayaan said without wasting a second.

"Kyu?"

"kyuki... mere paas, tum ho. Meri mohabbat, meri humsafar mere paas hai. Mujhe aur kuch nahi chahiye."

Hearing his words, Aayat lost all the remaining control on her tears, she hugged him tightly and cried her heart out, and with every breath she was thanking her God for blessing her with Ayaan. Ayaan kept caressing her hairs and back, whispering sweet nothings to calm her down.

Ishq FakiriWhere stories live. Discover now