CHAPTER 12: MERA MUHAFIZ SIDHARTH

3.9K 567 195
                                    

They are completely devastated hearing his heart condition due to tension suffered minor attack, it could be worse, if shafiq ji doesn't take his health seriously in-order to monitor, the doctor has kept him under strict observation.

Adil leans over his elder brother's shoulder, with exhaustion meanwhile Zoya handles Zahra ji her broken mother is worried beyond imagination, it was as if shehnaaz's presence wasn't important a drop of regretful tear rolled down watching their strange behaviour which she totally deserved it's cause of her bloody attitude they are suffering as well as bearing consequences, she should have it was her choice, but her dearest uncle is facing so much pain both physically, and mentally "maine kya soch kar apne family ko azmaish mein dala ? apne zidd ke hathaun, in khushiyaun ko barbaad kardiya ? Ya Allah, kis liye us insaan ke liye jis ko meri izzat tak rakhne nahi aye jab uska baap .. mujh par kichadh uchaal raha tha ... mere sarr se izzat ki chaddar keench raha tha us waqt mera ... muhafiz vo shaks bann kar aya jiske jhooti izzat .. tak maine aaj tak kabhi nahi kare un sab ke beech sirf use meri parwah thi, bina maange usne ki aur unse bhi karwaye jinho ne mujh par kaaye sawaal uthaye, chahta toh peeche hatt karna, tamashe ka hissa bann sakta tha lekin us se dekha nahin gaya kyunke usne mujhe dil se apne biwi maana, kitne bewaqoof thi, apne guroor ke haathaun andhe ho kar sidharth ko neecha dikhana chah rahe thi, jab ke us shaks ne mujhe sabke nazraun mein uthane ki koshish ki .. yeh fadak hai .. hum dono mein us ka irada, kabhi mujhe, neecha dekhana tha nahin lekin mera hamesha se uske khilaaf jakar .. sahi .. galat cheesain karne ka raha hai .. shayed khudko sahi aur unko galat dikhane ke junoon mein main sab barbaad kar gaye, mera zidd un logon ko durr kar gaya jinke subah mere bina nahi hote thi .. uff yeh main kya kar gaye, Allah ?" tears ran down as realisation kept hitting her like a sharp knife loud painful cry escaped hurriedly rushed outside with a hope to control her emotions.

What did she do to them ?
she broke them ..
she tore them ..
she didn't value their selfless love ..
she didn't see their pain ..
she kept hurting them ..
she only thought about herself ..
she didn't feel the need to know her husband ...
she didn't feel the need to ask him ..
she didn't ask any of them ..
she only prioritised herself ..
she didn't bother to know their wish ..
she judged them ..
she blamed them ..
she yelled at them ..
she accused them ..
she not even once tried giving him chance 💔

"Ya Allah, yeh mujhse kya hogaya main kab itne khud garz bann gaye, khudke haqooq (rights) ke badle kisi dusre ka nahi socha mere liye is rishte ki value nahi hoge, lekin unke liye jinho ne saalo pehle pakka kiya unka kya .. mere faisle ki wajah se kitno ko dhukh pochancha hoga taaya abu bhi meri wajah se takleef mein hai, sidharth, adil zoe taaye ammi .. main in sabke kasurwaar hoon sirf mere future ko bachane ke liye unho ne itna bara qadam uthaya main un par gussa kar rahe thi jab ke saare zindagi unka ehsaan nahi chuka paunge, sidharth ne bhi toh samjhota kiya tha na maine .. kyun nahi .. yeh jaan ne ki .. koshish kyun nahi ki ke sidharth mujhe talaaq kyun nahi de rahe ?" he might have feelings for her, she wondered.

That's why, he was so adamant to convince him a man, would never do until an unless he has some thing how stupid of her, she didn't notice his love his care, right and limitless interference, he did it as her husband "I can't lose them, I'll apologise is ghar mein aisa koi nahi joh mujhse baat na kare I will do anything to set everything right" she utter with determination, wiping tears quickly march's inside with a water bottle "taaye ammi, aap kabse roh rahe hain please thoda sa paani pee lijiye ?" it came out as a request.

Zahra ji, passed death glare "zoya, inse keh dijiye hume pyaas lagegi toh khud pee lainge inko fikar karne ki zaroorat nahi already hamare liye bohut kuch kar chuke hain" harshly, replied.

"Please ..." Zoya asks her to leave them alone her attitude, made her feel exactly what they must've  felt while enduring her never ending tantrums to obey quietly sat in the opposite bench.

KIS HAQ SE ? (COMPLETED) Where stories live. Discover now