Chapter 19: THE END ?

3.5K 602 176
                                    

Everybody is quietly having dinner "sidharth beta aap ke, aur adil baba ke liye police puch taach kar rahe hai humne andar ane se mana kiya lekin kisi bhi waqt .." panicked househelp, came running in to their dinning area to inform their arrival, every body lost their minds, and tensely stood up "kya ? yeh hum kya sunn rahe hain sidharth ?" mom got up anxiously questioning them.

"Relax ammi, calm down kuch nahi huwa aap toh jaante haina chote se baataun ka tamasha banane ki adat hote hai police walo ko aap yahin rukiye is matter ko main khud handle karsakta hoon, relax abu aap toh aise pareshaan horahe ho jaise aapke betaun ne jurm kardiya ho" sidharth chuckles his brother's facial expressions altered, worrying shit out of shehnaaz who knew sidharth won't spare a single man involved in hurting them, his family !

"Adil, what did you do ?" shehnaaz whispers, adil shakes head "nothing" plastering smile "plz ... tell me .. it's not .. what I think it is ?" she requested.

"Bhai, main bhi chalun ?" adil interrupts while he was trying to calm their parents down.

"Hmm .." sidharth didn't wanna take him, but he his absence wouldn't help their matter hence had to agree "bhai sahab, yeh sab chal kya raha hai ?" zakia ji, asks ignoring her questions shafiq ji goes behind followed by others, even-tho sidharth was clearly against their presence but being parents it was out of question, reaching there they heard an entire narration shared by sidharth.

Thankfully, police inspector, who had come to do an inquiry was sidharth's friend from school time he knew him in person, therefore didn't file umar his shameless friends complaint against them but also left by advising him not to get involved if any of these matters arrive must file a complaint "you know how one becomes weak when it comes over family matters" sidharth reasoned "I agree but as a police officer I want you to act responsibly okay kyunke hum aise reasons accept nahi karsakte ur my friend .. I know you isliye chalta hoon, khayal rakhna" bid goodbye, sighing, turned to meet his father's disappointed gaze.

"Ya Allah, ladke bhaala tujhe kyun pareshaan kar rahe thai ?" zakia ji starts, questioning shehnaaz.

"Beta, Tum dono ko involve he nahi hone chahiye tha zaroor shehnaaz tera kasoor hoga, bhai sahab main na kehte thi, ek akele jawaan jahan ladke ko paal na asaan nahi, aap he ko josh chada tha bhai ke amanat ko dil se laga kar rakhne ka dekh lijiye nateeja, aaj police aye hai, kal ko na jaane kaunse din aapko dikhayegi yeh ladke tauba hai waise ab bhutt kyun bane khade ho ?" zakia ji insults poor shehnaaz unable to endure "haan g, mera kasoor yeh tha ke mere maa baap marr gaye .. mujhe na apne nikkah ka pata tha na samajh thi sahi ladke ka intikhaab (choice) karne ki saare samajh upar wale ne bass aapko ya zubia ko de hai .. maine us shaks se kaha meri beizzati kare .. maine adil aur apne shohar se kaha mera badla lein ... main ullu bann ke kisi ghatiya ladke ko apna life partner ke surat mein dekhna chah rahe thi .. my fault saare kasoor mere hain lekin kya mujhe is baat ka pata tha ke main kiske hoon, mera shohar kaun hai ?"

"Aap jaante haina phir kyun apne haseen beti ko mere shohar ke peeche laga rahe hain ?" she lost every ounce of patience when she saw her acting so cheaply, leaving no stone unturned to put her down, she is her aunt too then why all the love is associated to him alone "shehnaaz behave urself kis tarah baat kar rahe ho, bade hain tumse izzat de nahi sakte beizzati mat karo ... zubia ko beech mein mat ghaseeto yeh hamara matter hai" she's interrupted by sidharth's warning who felt it was jealously clearly reflecting out through actions, it wasn't only jealousy but pent-up emotions which he failed to recognize or understand !!

"Izzat unke ke jaate hai joh izzat ke qabil haun is sab mein zubia khushi se aye hai maine use nahi ghaseeta hai, aap usko lekar aye hain, aap ne use ijazat de hamare beech ghusne ke warna phuppo ya miss perfectionist ke himmat na hote .. chup .. kyun khade hain .. bataye na sabko .. rukiye main puchte hoon, phuppo jaan aap aakhir kis maqsad se yahan aye hain ?" shehnaaz screamed trying to unleash their ulterior motives.

KIS HAQ SE ? (COMPLETED) Where stories live. Discover now