Chapter 20: HIS DECISION

3.9K 583 189
                                    

Zoya rushes in her to room to witness shehnaaz's miserable condition, she is hiding behind curtain inconsolably sobbing, unable to accept, whatever occurred an hour back was almost at the verge of losing him forever "stop crying, look at me ?" she requests, going down on her knees, trying to stop her from ripping apart, but sadly damage is done cannot be reverted back "sab khatum hogaya sirf taaya abu ke kehne par sidharth ruk gaye lekin is sab mein yeh chees toh nahi badal sakte na ke he doesn't wish to be with me, mere ko toh ansoo ve bahane ka haq nahi yahi toh main chahte thi na ? Zoe, yaar mere ko itna bura kyun lag raha hai yeh sunn kar ke ab shayed unke dil ke saare darwaaze mujh par bandh ho chuke hain ? I needed this his anger and agony is completely justified, but yaara mera dil muh ko agaya, saans laina, tak dushwaar hogaya .. unho ne kisi dusre ladki ke khaatir apne shehnaaz ko talaaq daine ki koshish ki .. zoe kitne khush honge na phuppo aur zubia aakhir vo apne maqsad mein almost qamyaab joh hogayein" tear roll down like a tap water upsetting zoya "yaar ab bhai ke move ko dil se mat le unho ne gusse mein qadam uthaya" zoya tries to defend him.

"Doesn't matter, his actions and words were loud and clear then why are we pushing him to build a relationship over the basis of compromise, weeks back I broke him, I need him to love me not to be silent, dance on our finger tips or .. accept me for the sake of living !" shehnaaz isn't happy hearing taaya abu's command "pagal ladki, talaaq hojane
ke baad tera aur bhai ka phirse saath ana ek dum na mumkin hojata jaante nahi teen talaq ke baad aap phirse us shaks ke paas chah kar bhi nahi jaa paoge" zoya argues, even-tho realizes her father's stance is unacceptable but over a wider picture in islam one cannot part ways, and come back easily together, is they want must sort out take time few days of break from each-other, but taking divorce would automatically shut the doors of reconciling if they wish to in coming months.

"I know, but will I have self respect ?" she asks in sadness "I'll die in guilt to watch ur brother live a life with me where he won't be himself, will feel .. suffocated ... how will I ever face him ?" she adds, raising valid points "bin bulaaye unke zindagi me dhakele jaunge ?" poor babe, cried reminiscing it.

Their verbal spat, his frustration to get rid of her. So many reason to part ways maybe they weren't
meant to be will have to speak to elders "please ..
let go off me .. I've to stop this !!" shehnaaz walks out quickly marching ahead to uncle's room.

"Yaar pagal mat bann !" zoya stops by pulling her aside but she doesn't stop from confronting them "taaya abu .. ammi .. aap dono se kuch baat karne hai" zoya remains out "kal, aap dono ka reception hai padhaye aap uske baad bhi continue kar sakte hain, hume koi aitraaz nahi yakeenan sidharth ko bhi nahi hoga" uncle says softly tho he was madly pissed at them for creating a mess out of valuable relationships "aap meri hifazat karte huwe, bohut se jagaun mein galat jarahe ho, mere saath ... sahi karne ke chakar mein aap apne bete ka dil phir se tod rahe ho,kya faida is zabardasti ke rishte mein  unko bandh kar rakhne ka, kal tak, jab maine aap se is rishte ko todne ke baat ki aap dil par phattar rakh kar maan gaye toh aaj jab baat aapke bete ki hai yeh na insaafi kyun ?" she knelt down, asks as his wife, be it for sometime will fight for his right. 

"Ek acha bhai or taaya abu saabit hone ke chakar mein aap ache baap ne rahe, sidharth ke un bade nazraun mein aap ne apne liye shikayat ne dekhe un mein nafrat aur takleef ke siwaye kuch nahi is sab ke zimedaar main hoon" she took the blames on her shoulder "tu, talaaq chahte hai ?"shafiq ji remorsefully, questions "aap meri chor kar, unke sochiye woh kijiye joh sidharth chahte hain mera kya hai, main toh bewaqoof hoon .. aap sab mere khushi ke wajah se kitna galat karoge I want him to decide, I did my part .... I took him for granted but this time let him make the choice aap ek waqt ke liye bhool jao apne bhai ko ladle naaz ko taaya abu .. taaye ammi aap logon ne .. bohut kuch kiya is bachkaand ziddi aur selfish ladke ke khaatir ab waqt agaya hai mujhe bhool kar apna sochne ka I made you all fulfill my demands, I would've been the happiest to marry to him but now I want him to decide for us kyunke maine toh apna mauka ik
nahi bohut baar kho diya hai" she sobs, just mere thought of drifting apart is heart wrenching.

KIS HAQ SE ? (COMPLETED) Where stories live. Discover now