Chapter 25: LET'S HIM GO

4.1K 677 172
                                    

Shehnaaz cooks kheer following the instructions of her dearest mom in law then carefully poured in a bowl to serve everybody eagerly waiting out to have something exclusively made by her "oho taaye ammi upar se badaam na kaatein sidharth ko pasandh nahi" quickly stopped remembering eid occasion during which he complaint about it after every spoon "arey, haan sahi kaha hum toh bhool gaye, koi baat nahin, aap spoon pass kijiye upar se nikaal daite hain" she was happy to learn shehnaaz's concern for sidharth.

"Zahra ji, ab aa bhi jaaye kabse intezaar kar rahe hain pait mein khaane ka ik niwala tak nahi gaya is excitement se hamare bache meetha bana rahi hai" shafiq ji joyfully called out bringing smile on their faces, grinning went out to witness him, her sidharth getting up, after finishing food prepared by zubia causing her heart to drop in sadness.

"Finally, kya baat hai bhabi .. khushboo lajawaab hai .. arey bhai rukiye na aap kahan chale ?" zoya furrows eyebrows in confusion.

"Mera mann nahi waise bhi breakfast bohut acha bana tha mujhse intezaar nahi huwa isliye maine pait bharr kar khaa liya, time par banana chahiye na ab mere andar meetha daal ne ki jagah nahi" a very rude and arrogant way of letting down effort of his wife in front of everybody then praising the cooking skills of another women instead of her so mean, hurtful and cheap "koi na taaya abu aap he khaa kar bataye kaisa bana hai" shehnaaz, plaster smile while serving them even though almost at a verge of crying "sidharth chup chaap baith jaaye ! apne begum ka dil rakhne ke liye taste kijiye" his father scolds disapproving mean freak attitude.

Unable to disobey his father quietly settled down making his siblings smile "bhai, aap office jarahe hain apne shaadi ke pehle din ?" adil asks, shafiq ji sighs "koi kahin nahi jaraha" announces before sidharth could reason, hearing him, passes death glare towards adil for being way too talkative.

Adil plasters fake expressions deep down joyfully grinning after succeeding .. in his mission to stop  his brother from leaving shehnaaz alone "yummy yaar tere haath mein toh bada swaad hai" both of his siblings couldn't stop praising ... uplifting her confidence which shattered a minutes back "sach mein kahan thi aap .. mashallah .. bohut acha hai pehle baar kuch banane ki khushi mein inaam" it is so sweet of everyone complimenting, taaye abu handing over money and taaye ammi making her wear gold bangle "mera bacha 🥰" plants kiss on her head mean while sidharth, zubia and phuppo were quiet "thank you, iske zaroorat nahi thi, aap ne pehle hi itna kuch diya hai" zubia's expression were bitter evidently showing her jealousy.

"Beta aap toh taste karke bataye kaise bane hai ?" zahra ji, asks eagerly waiting for his reaction "ek second bhabi, sidharth ko badaam nahi pasandh shehnaaz ne ... laa parwah biwi bann kar upar se daal diye, hadh hai bilkul bhi shohar ke pasandh ko izzat nahi daite !" zakia ji, points out.

"Meri zubia ko sab ka itna khayal hai .." that was really demeaning and insulting due to which she stood up like a mom to defend something hadn't even done at first place "aap .. hamare mehmaan hain isliye chup kar ke sab sunte hain main apne beti ke khilaaf ek baat bhi bardasht nahi karunge usne kaha tha sidharth ko nahi pasand, maa hote huwe, main bhool gaye aur yeh kahan ka dastoor huwa ke maa aur biwi se bhool nahi hosakte" her eyes brim with tears "bhool mujhse huwe toh kya iska matlab main ... apne bete ki pasandh ke izzat nahi karti ?" zahra ji, raises question.

Zakia ji didn't have anything to say putting down
head went upstairs taking her daughter along too "beta, khade kyun ho baith jao !" zoya holds hand to make her sit beside sidharth.

She refuses "taaye ammi, aap mere liye mat lada karein .. beizzati un ladkiyaun ke huwa karte hai jinke shohar haath baandh kar baithe rehte hain jab unhe fadak nahi padta toh aapke .... kuch bhi kehne ka koi jawaaz (matlab) nahi" taunting him for being silent and tolerating her insult.

KIS HAQ SE ? (COMPLETED) Where stories live. Discover now