Chapter 14: TROUBLE

3.5K 563 164
                                    

"Taaya abu ?!" shehnaaz whispers, emotionally holding his trembling hands as  shafiq ji lovingly raises to touch her tear stricken face. 

"Kaise hain ?" she weeps harder, his sickness tore her apart. 

"Alhumdullilah, aap roh kyun rahe hain, hum toh bilkul theek haina ye rona kis baat ka ?" shafiq ji, says making her chuckle. 

"Yeh rona is baat ka hai aap ne thappad kyun nahi lagaya jab maine gusse aur nadaani mein akar itne bade qadam uthaye, aap sirf mere taaya abu nahi dad hain mujhe toh abu ammi ki chehra tak yaad nahi, main aapko taaye ammi ko unke jagah mein rakh kar dekhte hoon" she expressed, kissing his knuckles. 

"Beta hum sirf khudko aapke baap ki jagah mein rakh kar dekh rahe thai waise khuda ka shukar hai aapko apne galatiyaun ka ehsaas huwa warna hum, kahin aapko hamesha ke liye kho na daite, hume maaf kar dijiye !" shafiq ji, folds she quickly stops him from doing so "kya kar rahe hain please sharminda na karein    galati meri hai aap kyun maafi maang rahe hain ?" 

"Hamare wajah se aap se aur sidharth se unka haq cheena gaya .. jazbaat mein akar humne aap dono ki zindagi barbaad karde" his voice, remorseful. 

"Nahi, aap ne abu ki mohabbat mein akar, mera future secure karne ki koshish ki zayatti (wrong) mere saath nahi sidharth ke saath huwe hai phir bhi unho ne apne taraf se pure koshish ki nibhane ki .. main gusse mein andhe hogaye thi u tried explaining, but kehte haina jab cheesain haathaun se nikal jaate hain, tab jakar ehsaas hota hai lekin tab tak bohut dair hojate hai" she regretfully, spoke wiping off tear asks him to rest will come back soon to meet him. 

"Apne khayal rakhna, hum sab bohut jald ghar wapis jayenge" shafiq ji, smiles weakly "g, aap bhi .." helplessly, steps out where adil and zoya take him out "u okay ?" zoya asks siding by her "hmm .." adil sighs "bhai ne kaha tujhe ghar pe chod doon" she nods "jaante hoon" whispers, shehnaaz. 

They leave passing through sidharth whose paying bill at the billing counter it was quiet evident she cried from her eyes softening him quickly looks aside to ignore act stone hearted, drinking back emotions, painfully went outside. 

"Tu please rona bandh karegi, aisa karegi toh kaisa chalega ?" adil told, shook head "yaar mana galati karde maine, lekin taaya abu se durr karke kyun sazah de rahe hain sidharth ... taaye ammi ki nafrat aur chuppe mujhse tolerate nahi hote na jaane woh kaunse manhus ghare thi jab maine apno se, muh mod kar us kaminey ke liye saare rishtaun ko aag laga de, sahi kehte thai sidharth zidd mein akar kisi din khud ko bhi le doobunge" shehnaaz angrily, uttered. 

"Yaar joh hona tha hogaya thoda sabr rakh waqt de zayada din ... tujhse naraz nahi reh payegi ammi toh bilkul bhi nahi .. bhai ka pata nahi he is too broken u better avoid facing him" zoya suggest, adil agreed. 

"True, bhai is badly hurt .. tune koi kasar bhi toh nahi chode unko gussa dil ane mein unka dil todne mein" she knows "I swear .. he madly loved you divorce ke baat sunn kar bhai ke umeed .. dil sab toot gaya tune dekha nahi he was crying pleading baba, to stop you as if his life was dependent over this marriage" eyes  widen, her innocent heart remorsefully sank, under the waves of guilt. 

She didn't know, sidharth loved her soo much "mujhe koi idea nahi tha ke woh mujhse itne mohabbat karte hain .. I assumed .. he doesn't want to leave me to punish me .. aise jaise .. unho ne apne ego par le liya ho mera rejection isliye us din terrace mein akar, unho ne bet rakhe, ke agar rishta na huwa toh I will have to accept him as my husband, kitne stupid thi main fuck how could I not get it ! He knew my choice will pay me a huge price that's why he didn't give me, allah    itna sab hojane ke baad bhi woh banda mera soch raha tha" she felt terrible on judging him at every point rather than recognising other side of the coin. 

KIS HAQ SE ? (COMPLETED) Where stories live. Discover now