Chapter 27: THROWN OUT

5.5K 684 249
                                    

"He doesn't respect you, what makes you think a man like him is loyal towards you ?" she asks, on getting impatient, unable to tolerate slapped her with all her might releasing pent up emotions as well as aggression, astonishing sidharth.

"Shut up, itne bichare ho toh ab bhi is halat mein mere saamne .. mere shohar ke aage apne jism ki yun numaish kyun laga rahe ho, na sharam na he koi lihaaz muh utha kar ghar walo ke peeche tum yahan mere kamre mein kya karne aye .. khud ko ek baar, sheeshe ke saamne dekho bade aye mujh ko batane wale sidharth kaise hain, so what ..... if currently our relationship is jeopardizing, matlab yeh toh nahi ke joh chahe muh utha kar aye, phir jitne marzi tohmate (blames) lagaye ... main inke biwi bachpan se rahe hoon, chahte haq jatate not even once he touched me .. tumhe kya lagta hai .. your so beautiful that sidharth cannot resist .. koi bhi akar, keh daiga ke mera banda use chahta hai toh kya main yakeen kar lunge ??
Itne bewaqoof bhi nahi hoon .. sidharth sirf mujh ko chahte hain tumhe na .. unho ne sirf ek mohra bana kar ... apne mafaat (benefit) ke liye istemaal kiya jiske main shuru se khilaaf thi.
I didn't want any bodies interference yeh toh phir bhi tum thi whom he used to teach me a lesson so I am not mad nor blind to trust your words on his actions, I never supported his way of using you as a weapon to hurt me but my dear cousin you your self gave him the right kyunke tum khud sidharth ke pyaar mein andhe huwe wahi thi ... kya .. main nahi samajhe jis tarah day 1 se unke saath mil kar mujhe neecha dikha ne ke koshish kar rahe ho ??
Yahan tak ke phuppo jaan bhi ise irade se aye thi ke hamara rishta tor kar tum dono ka jodwa sake only cause of our family you people couldn't win ! You two were so adamant to break us !" shehnaaz told astonishing them most importantly him, was not expected after whatever he did to her yet here protecting him like an unbreakable shield.

"Shehnaaz ..." zubia whispers, but instead felt the harsh pull "not even a word apne gande muh se u better not call me !!" she warns, covering her "not cheap like you neeche sabke saamne is tarah nahi lekar jasakte so quickly, wear this fucking robe !!" zubia trembled like a scared cat, silently pleading her not to but who could stop shehnaaz.

She dragged shameless cousin downstairs, every body stood up getting confused and shocked her appearance, raises several questions, shehnaaz's hurtful expression and sidharth's infuriated look scared the freak out of them.

"Ammi !!!" zubia cries as soon as shehnaaz yanks her arm with disgust and aggression.

"Kya huwa bache ??" zakia ji, hugs out of concern then averted gaze towards her brother "bhai jaan, aapke zinda hote huwe yeh badtameez ladki hum maa beti ko itne bure tareeke se treat kar rahi hai aap chup khade tamasha dekh rahe hain ?" zakia, raises voice after watching her daughter's state it was indigestible more like intolerable.

"Phuppo jaan, main aap he ke marhoom bhai ke beti hona, taaya abu aur taaye ammi ne raaste se toh nahi uthaya mujhe phir itne nafrat kyun .. jis din se aye hona haath doh ghar mere peeche pad gaye ho .. kya bigara maine aap dono ka .. aap ko sidharth itne pasandh hain toh karte na baat aap apne bhai bhabi se yeh kaunsa tareeka huwa aap dono ka mujhe zalil aur ruswa karne ka ??
Taaya abu, tamasha maine nahi inke beti ne laga rakha hai, puchiye apne bete se, kya keh rahe thi yeh upar ... kyun meri absence mein is look mein hamare kamre mein aye kya iraade thai ??" tears stream down while staring at her loved ones, she can't deny the fact that her husband gave her the authority to cross the line, raised hand to protect her, his attitude gave them liberty else none dare to interfere or ruin any bodies home.

"Beta baat kya hai aakhir koi batayega ?" shafiq ji cannot burst with out learning entire truth, that's when shehnaaz narrated along sidharth shocking everybody, including zakia ji who felt ashamed as her stupid daughter, ruined everything by clearly showing impatient side of her personality.

"Jhoot bol rahe hain bhai sahab meri bache bade shareef aur seedhe saadi hai" zakia ji, stammered "nazar araha hai phuppo jaan !!" adil taunts "how cheap and disgusting jitne aap sharafat ke qasede padte thi na use kahin zayada besharam hai zubia itne waqt se, hum chup karke, tamashe dekh rahe thai ab aur nahi abu jaan inhe keh dijiye yahan se chale jayein bohut huwa drama !" zoya bursts, it's a high time these toxic people disappear from her brother and sister like best friend's life.

KIS HAQ SE ? (COMPLETED) Where stories live. Discover now