Chapter 25

331 60 1
                                    

Aman: Dekh le Sonia beta bada ho gya hamara

Sonia: Sahi mein

Aman: Uske baare mein kuch bata to sahi. Fir dekhte hai

Jai told Aman and Sonia a bit about Reem.

Sonia: Hmm. To kaise kare?

Aman: Sunne mein to ladki achhi lag rahi hai. Baaki milkar dekhenge

Jai smiled listening to them and looked at Avu. She smiled back and blinked her eyes.

Avu: To kab hogi mere bhai aur bhabhi ki shaadi?

She asked excitedly. Jai blushed hearing her but glared her to be quite.

Sonia: Arre utaawali ladki. Abhi to milne ki baat kar rahe hai

Aman: Waiss Sonia ye dekho to shaadi ki baat sunke hi tumhare bete ka muhh laal ho gya. Jab ghodi chadega to socho kya hoga?

Jai blushed even more.

Jai: Dad aap bhi na

Aman: To chalo fir milne ka decide karke hume bata dena. Hum dekh lenge uss hisaab se

Sonia: Arre photo to dikha uski

Jai took out his wallet and took out her pic. Sonia took the photo from him.

Sonia: Arre wahh purse mein rakhi hai. Kya baat hai? Maa ki rakhi hai kbhi aese?

Aman: Arre ab baate hi karti rahegi ya photo dekhegu bhi

Sonia: Sabar rakho jii aap zara. Waise sundar to hai

Aman: Achha. Dikha mujhe

Aman looked at the pic.

Aman: Hnn sach mein. Maanna padega. Waise Jai iss shakal ke saath ye kaise mil gayi tujhe

Jai: Dad

Sonia: Aap rehne do jii. Hogi wo sundar. Mera beta bhi kisise kam nhi hai. Lakho mein ek hai

Aman: Achha theek hai. To beta jii jo bhi milne ka plan hoga bata dena

Jai: Actually dad. Hum soch rahe the kal Saturday hai aur fir Sunday aur uske dad ko bhi chhuti hai aur aapko bhi. To kal ya parso mil lete hai jis din bhi aapko suit kare. Par agar aapko koi aur din jana hai to it's okk

Aman: Nhi nhi. Mujhse intezaar nhi ho raha. Mujhe apni bahu ko jald se jald milna hai. Tu na kal ka hi bol de

Jai: Hnn theek hai. No probs

Sonia: Kya aap bhi? Kal kaise jaa sakte hai?

Aman: Kyu kal kya problem hai?

Sonia: Arre itne bade ho gye lekin dimaag abhi bhi nhi hai. Bahu se pehli baar milne jaoge apni to khali haath jaoge? Iss time to kuch milega bhi nhi. To kal jaake kuch achha sa lekar aayenge. Fir jayenge na

Aman: Hnn baat to teri theek hai. To subah tu jaake kuch le aana breakfast ke baad. Hum uske baad nikal jayenge

Avu: Hnn perfect. Mein aapke saath chalungi maa. Fir hum shaam ko bhabhi ke ghar chalenge

Sonia: Theek hai. Jaise aap logo ko theek lage

Aman: Chalo done fir. Khush beta?

Jai nodded. They all talked for sometime and went to sleep. Next morning, after breakfast, Sonia and Avu went to market to buy some for Reem. When they came outside Nigam's house, Sonia stopped.

Avu: Kya hua ma. Ruke kyu?

Sonia: Doosri side se chal. Itna shubh kaam karna hai. Ye manhoose ke muhh nhi lagna mujhe

Avu: Maa aap bhi na. Yaha saamne gate hai. Peeche se ghoom kar jaana padega

Sonia: Koi baat nhi. Aaj ke din inke muhh nhi lagna khaas karke uss Vibha ke. Peeche se chal tu

Avu sighed and agreed because she knew it's just a waste of time to explain her mother. They came back in 2 hours and got ready. At 12 they left for Reem's home. Her parents welcomed them. They sat down and started talking. Reem came with coffee and some snacks kept in tray. She was wearing a gorgeous salwar suit with a minimal make up and some accessories. Jai looked at her and was amazed by her beauty. She was looking down out of shyness. She offered coffee and snacks to everyone.

Both their parents liked them. So they agreed for their relation. Avu covered Reen's head with a dupatta and Aman gave her money as shagun. Sonia gave her a beautiful saree and a jewelry set she brought.

Reem's parents gave a new kurta pyjama and a chain to Jai along with some money as shagun. Both took elders blessings and they clicked some pictures. They had lunch together and fixed their engagement after two weeks. Nandra's decided to leave. Reem and her parents came till door to see them off. They bid them bye and left.

To be continued

Stay tuned for next chapter

MY IRONIC LOVE STORY {COMPLETED} ✔️✔️Where stories live. Discover now