Chapter 32

319 57 3
                                    

Sidshek came running in living room. Vibha was setting dinner on dining table.

Vibha: Kya hua ab? Itne bade ho gye. Teri to shaadi bhi ho rahi hai Abhi. Aur abhi bhi yahi sab. Kuch time mein tere khud ke bache aa jayenge aur tu hai ki. Khud ka hi bachpana nhi jaa raha abhi tak

Abhi stopped running and whinned.

Abhi: Maa

Sid laughed at him.

Vibha: Kya maa hnn? Tu bada hai usse bhi samjhana chahie tujhe aur tu hai ki

Sid was still laughing at Abhi. Abhi was glaring him to shut his mouth up. Vibha kept down the utensil she was holding and went near Sid. She pulled his ear.

Sid: Ahhh maa. Chhodo. Bohot dard hota hai

Vibha: Bohot hassi aa rahi hai tujhe. Kyu pareshaan kar raha bade bhai ko hnn? Kya baat hai

Now it was Abhi's turn to laugh.

Sid: Maa kidar pareshaan kar raha hu. Ye hi do ghante se bhabhi ke saath phone par lage hue the. Ab aapne bulane bheja to disturb ho gye to bass islie badak gaye. Aur fir mujhe force kar rahe ki mein inhe bhabhi ki engagement dress dikha doo. Abhi aese thoda hota hai. Aap hi batao. Achha kaan to chhodo

Vibha left his ear.

Abhi: Lekin maa...

Vibha: (cuts him) Kyu tujhse sabar nhi hota kya thode din aur? Kuch nhi dikhana isse Ashu. Aur tune dobara usse forcs kia to fir dekhna

Sid: Hnn bilkul

Abhi: Lekin meri baat to suno....

Vibha: (cuts him) Mujhe iss baare mein na kuch sunna hai na kehna hai. Baat khatam. Khana khaane betho. Chalo

She dismissed topic and Abhi was like paise bhi gaye aur bewajah daant bhi pad gayi. Sidshek sat for dinner. Ram also came in sometime. They all had dinner.

Ram: Ashu paise wagera chahie ho to bol dena

Sid: Filhaal to nhi chahie papa. Abhi to sirf advance payments karni thi wo saari maine kar di hai. Aur kuch pade bhi hai mere paas zaroorat ho to. Baad waale payments ke lie le loonga. Filhaal abhi sirf engagement ki dresses ke lie chahie. Wo to shopping aapke saath hi jayenge

Ram: Theek hai. Zaroorat ho to bol dena

Sid: Hnji papa

Abhi: (mumbling) Isse kyu chahie honge paise? Saare to mere kha jaata hai ye

They completed the dinner and spent sometime together and then went to sleep. The next days were really hectic. Sid completed rest of the works and distributed cards and boxes. Abhi took some cards and kept them separate for his friends.

Vibha: Abhi tu apne dosto ko cards de aaya?

Abhi: Hnn maa bass Jai ka reh gya. Wo to sath mein hi dekar aana hai. Kbhi bhi jaa aaoo

Vibha's expressions changed to an irritated one on hearing Jai's name.

Vibha: Usko kyu bulana hai? Kya zaroorat hai?

Abhi: Maa Sonia Aunty se jhagda aapka hai. Unse problem aapko hai. Mujhe na hi aunty se koi problem hai aur na hi unki family se. Aur Jai. Wo to mera best friend hai. Usko to maine bulana zaroor hai. Aur achha lagta hai? Saari society ko invite kar rahe hai sirf unki family ko chhod kar. Aur wo to engagement ke saare arrangements bhi karwa deta Ashu ke saath but wo khud aaj kal bohot busy hai

Vibha: Chal theek hai. Agar tujhe bulana hi hai to bulale. Akhir wo Sonia aur uski family bhi meri bahu ko dekhe. Chehra dekhne wala hoga itni sundar bahu hai meri. Karle invite chal

Vibha went to some work. Abhi looked at the card.

Abhi: Waise maa bahu to unki bhi kaafi achhi hai

He smiled sarcastically and went to give Nandras. He rang the bell and Avu opened it.

Abhi: Hii

Avu: Hello

Abhi: Umm Jai?

Avu: Hnn wo andar hai. Aap mil lo

Abhi: Okk

Abhi went inside and Avu closed the door. Jai was checking the menu for his engagement.

Abhi: Hii bro

Jai: Abhi. Hii

He kept his phone and stood up.

Abhi: Busy?

Jai: Hnnwo engagement ki tyaari chal rahi hai. So ya. Tu beth na

Abhi: Hmm

Abhi sat down in front of him. Avu brought some juice for him.

Avu: Aap chai loge ya coffee?

Abhi: Nhi nhi wo mujhe thodi jaldi hai

Jai: Arre kuch to lele bhai

Abhi: Humme kya formality yrr. Aur mujhe bhi kaam hai yrr ghar par. Tujhe to pata hi hai. By the way uncle aunty?

Jai: Hnn wo papa office gaye hai. Maa Reem ke ghar gayi hai. Wo dress dene

Abhi: Okk. Hnn ye engagement ka card dene aaya tha mein to

He gave a box of sweets and card to Jai.

Jai: Waise iski zaroorat thi nhi. Tu na bhi deta. Mujhe to tab bhi aana hi tha in any case. Kyu?

Abhi: To saale to tujhe invite kon kar raha hai? Baaki family ko to karna padega na

Jai: Hnn ye bhi hai. Mein khud apni engagement ke lie busy hu warna arrangements bhi saare mein khud karwata

Abhi: I know. Aur hum weekend ka plan kar rahe the but ab time nhi hai. So we can do a get together after both engagements

Jai: Arre hnn mere to dimaag mein hi nhi tha. I am so busy dude. Chal baad mein plan karte hai

Abhi bid him bye and went back.

To be continued

Stay tuned for next chapter

MY IRONIC LOVE STORY {COMPLETED} ✔️✔️Where stories live. Discover now