Chapter 53

324 61 11
                                    

Sonia: Rehne do aapke paas baat karne ke lie koi hai nhi. Bass aese hi lage hue hai. Jaane do

She get up from sofa and was about to leave.

Jai: Maa baat hai. Aap betho batate hai. Please

Sonia: Pakka? Karni hai baat?

Jai: Hnn maa of course. Aap betho to sahi

Sonia sat down again.

Jai: Papa

He gestured Aman to speak up.

Aman: Hnn hnn

Sonia: Dekhiye jii. Mujhse bhi koi baat karne ke lie aapko itna zyada sochna pad raha hai. Hadd hai. Aesi kya baat hai?

Aman: Darasal Sonia baat Muskan ke baare mein hai

Sonia: Kya hai? Iska job interview tha na? Achha nhi hua kya? Koi nhi agla achha ho jayega. Usme itna kya pareshaan hona

Aman: Aesa kuch nhi hai. Khud se baatein assume karna band karo tum

Avu: Hnn maa. Mera interview bohot achha hua hai. Uski tension matt lo. Shayad job mil bhi jaye

Sonia: Achha ye to bohot khushi ki baat hai

Aman: Actually iske saath saath ek aur khushi ki baat bhi hai

Sonia: Achha? Kya hai?

Aman: Wo darasal hamari Muski ko ek ladka pasand hai

Sonia: Achha? Ye to achhi baat hai. Aap log itne pareshaan kyu ho? Ye baat bolne ke lie itna kya sochna? Ye to kaafi khushi ki baat hai na?

Aman: Hnn baat to kaafi khushi ki hai

Sonia: Kon hai ladka? College mein tha kya koi tarah? Aur kabse chal raha hai ye sab?

Everyone was quite.

Sonia: Arre chup kyu ho gaye sab? Ladka theek hai na? Matlab koi problem to nhi hai na usme. Jai Reem tum dono bhi jaante hoge agar college se hai to. Koi to batao

Aman: Nhi nhi ladka theek hai. Koi problem nhi hai. Ladka achha hai in fact

Sonia: Hnn to batao na. Tere saath padta tha kya?

Avu nodded her nervously.

Sonia: Wahi tere wala science department?

Avu shooked her head.

Jai: Nhi maa. Wo Commerce student tha. Batch same tha dono ka

Sonia: Hnn to Commerce walo ka bhi bohot scope hai. Hume to usse koi problem nhi hai. Haina jii?

Aman: Hnn hnn. Sahi kaha

Sonia: To kon hai ladka? Koi photo wagera to hogi hi? Dikhao mujhe bhi. Aapne dekh li kya? Kaisa dikhta hai? Apni Muski ke barabar ka hai bhi ya nhi

Aman: Photo ki zaroorat nhi hai

Sonia: Kyu? Photo dekh kar hi kuch decide karenge na

Aman: Photo dekhne ki zaroorat nhi hai. Ladke ko hum sabne already dekha hua hai

Sonia: Apne kudme mein se hai kya koi?

Aman: Arre nhi

Sonia: To fir?

Aman: Wo wo Siddharth hai na

He tried speaking but it came out in a very voice.

Sonia: Hnji?

Aman: Wo Siddharth

Sonia: Kon Siddharth?

Aman: Wahi Siddharth Nigam. Hamare padosi

He spoke looking down. While Jai, Reem and Avu were waiting for Sonia's reaction with nervous faces.

At Nigam's home

Vibha: Boliye ab kon hai ladki jo aapko pasand hai

Ram: Konsi ladki? Mujhe koi pasand nhi hai. Tum ho to

Vibha: Arre jo Ashu ke lie pasand ki hai aapne. Wo ladki batayie kon hai

Ram: Achha wo. Darasal wo ladki maine nhi. Ashu ne khud hi pasand ki hai

Vibha: Ye to aur bhi achha hai. Dono ek doosre ko pehle de hi jaante hai. Kaisi ladki hai Ashu?

Sid: Achhi ladki hai

Vibha: Mujhe bhi batao fir kaun hai. Aapko pasand hai jii?

Ram: Hnn hnn mujhe to theek lagi. Baki tum dekh lena

Vibha: Kon hai? Ab batiye bhi. Itna kya suspense bana rahe ho?

Ram: Wo mein soch raha tha ab Ashu yaha hai. To Abhi aur Vaishu ko bhi bula hi lete hai. Sabke saamne baat ho jayegi. Theek hai na? Ab itni important baat hai to saari family ke saath hi karni chahie

Vibha: Hmm. Abhi Vaishnavi

She shouted their names and both came out.

Vaish: Kya hua mummy jii?

Vibha: Wo Ashu ko ek ladki pasand hai. Uski baat kar rahe the. To tumhare papa bol rahe the ki tum logo ko bhi bula le to islie bula lia. Hnji ab aa gaye sab. Ab batao kon ladki hai?

Ram: Hnn wo darasal Ashu ke college se hi padi hai. Aur wo dono ek doosre ko pasand karte hai

Vibha: Achha

Ram: Same college mein the to Abhi aur Vaishu usse jaante hai. In fact uss ladki ko hum dono bhi jaante hai

Vibha: Apni society mein se hai kya koi?

Ram: Hnn

Vibha: Kon?

Ram: Wo Avneet. Avneet Kaur Nandra

To be continued

Stay tuned for next chapter

MY IRONIC LOVE STORY {COMPLETED} ✔️✔️Where stories live. Discover now