Chapter 13

727 93 23
                                    

Sidharth on his way back to his farmhouse along with Shehnaaz asked her about Chhaya.

"Vo mere saath boarding school mai padhti thi. I told you about a friend na jo baad mai durr ho gayi thi, Chhaya wahi hai." Shehnaaz replied.

"Kuch kaha usne?" he asked.

"Nahi. Bass vo thoda awkward ho gaya tha. Ek time tha jab vo mera khub khayaal rakhti thi phir ekdum se durr ho gayi. Aur ab aise mile hai." Shehnaaz replied.

"Chal uss baat ko bhul jaa. Cycling pe chaegi aaj?" Sidharth asked trying to distract her mind.

"Haan chal fatafat ghar chal, phir change karke chalte hai." Shehnaaz squealed in delight like a kid.

They spent the evening with their cycles and while returning they ate panipuri and aloo-tikki from the roadside stalls.

"Kitna maza aaya na aaj. Mujhe toh samajh hi nahi aa raha doctor sahab bahar ka khaana bhi khaa sakte hai." Shehnaaz said poking fun at Sidharth who was lying with her in her room.

"Dimaag mat khaa. Ab yeh bata tujhe kuch pasand hai...as in any hobby?" Sidharth asked.

"Umm hobby....haan mujhe painting karna pasand hai." Shehnaaz replied after thinking for a few seconds.

"Ek baar try karegi kal painting banane ka?" Sidharth asked while ruffling her hair softly.

"Pata nahi...bahut saal ho gaye hai. Ab banegi bhi ya nahi." Shehnaaz said with slight nervousness.

"Toh darr kyu rahi hai abey. Mein koi teacher thodi na hun jo bigad jaane par daant lagaunga. Vaise bhi tu kaisi bhi painting bana le mere se toh apple bhi theek se nahi banta toh mere liye toh tu jo banaye vo best hi hoga." Sidharth said honestly as he knew drawing is not his forte.

Next day, Sidharth woke up Shehnaaz early as usual and took her in the garden. She saw a canvas, fabric acrylic colours and paint brush set.

"Tu kitna jaldi arrange kar leta hai. Aur ab mujhe na darr lag raha hai. Maine sach mai bahut time se nahi banaya hai kuch." Shehnaaz said looking at the grass as she was getting nervous.

"Yeh koi exam nahi hai tera. Jo tere mann mai aaye vo bana le. Aas paas dekh apne kitna achha hai sab kuch yahan se bhi paint kar sakti hai. Try toh kar, kya pata tu pehle se bhi kuch bahut achha bana le. Par apne dil se bana dekhna bahut achha banega." Sidharth hugged her and kept caressing her hair to provide her with the needed comfort.

"Mein wahan beith raha hun, jab tu bana le tab batana mujhe. Tab tak mein wahan se hilunga nahi. Take your time and relax." Saying this Sidharth sat on a nearby swing.

Shehnaaz thought for some time and even looked around to see what she can draw. But she couldn't decide for a long time. Then her eyes fell somewhere and she started to draw.

It took her a long time and when she was done she called "Sidharth."

"Ban gaya?" He asked and on receiving a confirmation he went towards her to receive a shock.

"Yeh tu ne banayi hai?" Sidharth was astonished on seeing the painting. She has beautifully drawn his portrait.

"Sorry yaar. Mein jaanti hun zyaada achhi nahi hai. Pata nahi kyu maine teri portrait bana di." Shehnaaz said embarrassed.

Sidharth hugged her tightly and kissed her forehead and cheeks. "Tu pagal hai. Isse kharab bol rahi hai. Itna real lag raha hai. I was shocked ki itni achhi painting banayi tu ne, isliye aisa react kiya."

Dil Ko Karaar Aaya (SidNaaz❤)Where stories live. Discover now