02|Tu Thodi Der Aur Ther Ja

2.2K 90 6
                                    

" Earth quakes are caused by the movement of rocks under the surface of earth. "
Dua recited and Aamirah gave her a thumbs up.

" Ab bas major sea ports of India wala chapter karlun toh geography ke paper ki taiyaari poori ho jayegi. "
She told and Seher passed her a bowl of popcorn.

" College decide kiya tune ? "
Seher asked but before Dua could answer they heard Ayaan come in and say,

" Decided kya karna hai, Shaukat Private University me hi jayegi chutki bhi. Apna khud ka college hote hue kahi aur kyu jaana ! "
Irham rolled her eyes at that and Seher flicked him saying,

" Usse choose karne ki azadi toh de, waise bhi ham sab ke saath toh zabardasti hui thi, kamse kam Dua ko toh chhod de ! "
Ayaan snickered at that and popped next to Dua on the bed, next she knew he took the bowl of popcorn and started stuffing his face.

" Good luch with that, jaise Azaan bhai apni pyari dua ko kahi aur jaane denge. "
Dua grumbled and snatched the bowl back.

" Koi pyaar vyaar nahi hai, woh toh bas mauke dhundte hai mujhe daantne ke. "
Irham and Aamirah giggled at her and hugged her.

•|•

" Shaukat sahab, kya kehte hai Azaan se baat ki jaye ? "
Sehreem begum asked her husband who looked at her sympathetically and nodded.

" Samay toh kisi ke liye nahi rukta, bulaye unhe. "
They were in the living room currently. There was no one else, they saw Zaraan passing by and told him to send Azaan to them.

" Daadi Jaan apne yaad kiya ? "
He asked sitting near them. She lovingly caressed his cheek and said,

" Beta aapse kuchh zaroori baat karni thi. "

" Ji dadajaan bejhijak kahe, aapki har baat sarankhon par. "
Shaukat Ali had a proud smile on his face.

" Aapne apne abbu jaan se teen saal mange the. Teen saal to beet gaye, ab hamare khayal se aapko apna ghar basane ke baare mei khayal karna chahiye. "
Sehreem gently told him. Shaukat too said,

" Agar aap apni pasand ki dulhan lana chahte hai toh usme mei koi masla nahi, bataiye koi hai aapke dil mein ? "
His eyes went to Dua, Irham, Aamirah and Seher as they were walking down the stairs laughing, probably at something Dua said.

He felt a turmoil going in his heart and closed his eyes for a minute.

Azaan yeh sahi nahi hai, woh behen hai tumhari aur tumse umr me kaafi chhoti hai. Shayad sabke liye yahi sahi ho agar ab mai uska khayal apne dil se nikaldu !

With a heavy heart he said,

" Dadajaan aap mujhse behtar jante hai mujhe, aap jisse kahenga mai nikah karne ko raazi hun. "
With that said he moved out of the house.

" Nikah ki raza dete hue bhi mere bachche ke chehre par ek mayusi thi, ya khuda ! Mujhe aur mere bachchon ko sahi raah dikha. "
Just as Sehreem said something about Azaan's wedding Dua heard it and screamed.

" Azaan bhaijaan ki shaadi yess !! "
Her squeal had everyone wondering and Sehreem and Shaukat looked at each other before finally gathering everyone around them.

•|•

" Azaan, tum kabse cigerette peene lage ? "
Zaraan asked and Azaan threw the ciggerate stick out of the car window.

" Kuchh nahi, bas thoda stress tha."
His vague reply barely satisfied Zaraan but he decided to acknowledge the primary issue.

" Nikaah ke liye sach much haami bhar di tumne ? "

Azaan looked at him and gave him a sad smile.

" Ha Bhai, tumhari aur Aksa ki bhi toh baat chal rahi hai, toh mai kyu peeche rahun ? "

Zaraan took a good look at his face and then said,

" Maaf karna, mujhe laga tha tum kisi ko khud chunoge. "
Azaan almost glared at him.

" Aisi taqdeer kaha. "

" kya ? "

" Kuchh nahi, ghar chalo. Tumhari hone wali bhabhi ke ghar jaana hai. "

•|•

" Aree Azaan's bhaijaan aap toh bade chhupe rustom nikle, nikah karne wale hain aur kisi ko kaan-o-kaan khabar bhi nahi hone di. "
Dua pounced on Azaan as soon as he came in and he was clearly taken a back.

" Tumhe kisne bataya ? "

" Are bhai aapke shaadi ki baat hai toh ham toh bilkul kaan laga ke sunte hai. "

He rolled her eyes and said,

" Itna taiyaar kyu hui ho ? "

" Aree apni hone wali bhabhi ko dekhne jaana hai, impression toh banana padega na. "
Azaan grunted and said,

" Tum nahi jaogi, kal paper hai tumhara. Seher tum iske saath ruk ke usse padhao. "
Dua's face which was lightened up like a bulb just a minute before, fell now.

" Par bhaijaan- "

" Dua, padhai karo. Yeh shaddi, rishtey, ye sab toh hote rahenge. Mai tumhari padhai ko compromise hota nahi dekh sakta. "
His stern and strict voice left no room for escape and Dua turned as she stomped her feet while going upstairs.

Raqeesa, who was seen all this glared at her son.

" Kyu rulata hai meri bachchi ko ?! "
Sameena tried to defend Azaan

" Bhabhi galat toh nahi bol raha hai woh, Azaan ke rishte ki baat lekar subah se ghar me titli ki tarah ghum rahi hai. Aamirah chalegi hamare saath, seher yahi ruk kar padhayegi use. "Raqeesa shook here head and left while Azaan held Sameena's hand and said,

" Thank you chhoti ammi. Mujhe hamesha samajhne ke liye. "
She lovingly caressed his cheek and patted before going away.

He glanced at the staircase from where Dua ran away just moments ago and sighed.

He went up and went to his room, he saw that a three piece suit was picked out for him and laid on his bed. He closed the doors and started getting ready.

•••

Tadaaaa !!!

Aren't Azaan and Dua absolutely adorbs 🐥🐥

Please vote and comment

Love
Vishakha









Laal IshqTahanan ng mga kuwento. Tumuklas ngayon