06|Tu Thodi Der Aur Ther Ja

1.8K 83 39
                                    

" What the fuck is that supposed to mean ? "

Zaraan's voice roared across the hall as Shabbir glared at his son and yelled.

" Zaraan, khud par aur apni zabaan par lagaam lagao. "

However he could not just watch his taayi ammi crying holding Irham in her arms as Jamshed rubbed her back. Sehreem had tears in her eyes as she held her own head while Shaukat had a stern look on his face.

" Khuda se darein, koi zabardasti toh nahi thi. Haami bhari thi aapne aur aapki beti ne, uske baad hi hamney baat aage badhai thi. "

Hayat cried and said,

 " Hamara yaqeen karein, hame nahi pata tha ki Mehwish is tarah nikaah se pehle ghar se bhaag jayegi. "

Today Raqeesa's heart was bleeding for her son, she yelled at Hayat and Daniyal

 " Apni beti ki kaisi tarbiyat ki hai aapne. Apke ghar ki izzat toh neelaam ki hi saath hi mere bete ka bhi dil tod gayi. Ek ma ke toote dil ki baddua lagegi usse. "

" Ammi shant ho jayien. "

Azaan spoke for the first time in the last one hour. He simply sat their in his white sherwani, not only was his mother's heart completely shattered but their family's reputation was also at stake today, and all because of a coward woman who didn't have the guts to confess that she was in love with another man.

Haya and Sameena were busy comforting Raqeesa while Qasim was with Jamshed and Shabbir was with his parents.

" Ek ladki jisme itni bhi himmat nahi ki mohobbat karke duniya ke saamne izhar kar sake, woh mere liye bani hi nahi thi. "

His attempt to calm his mother went to vain, she cried her heart out.

" Abbu, ham baraat lekar wapas chalte hai. "

Azaan said but Raqeesa had something else in her mind. She turned to Sameena and joining her hands said,

" Sameena, mere bachche ki izzat ki nilami ko rok do, uska dil tootne se bacha lo. Mujhe apni Dua ka haath dedo mere Azaan ke liye. "

Ayaan and Seher gasped at their taayi ammi's words. Aamirah turned to her sister only to find her completely taken aback. Her eyes widened as her hands trembled.

 " Raqeesa kya keh rahi ho tum ? "

Jamshed walked towards his wife but she showed him her hand and that was enough to stop him in his tracks.

" Jaanti hun ki tumhe bohot ajeeb lag raha hoga lekin Sameena tum hi batao, mere bete ki aakhir kya galti hai. Usse yeh kyu sehna pad raha hai, usne kya bigada hai kisika ? "

Sameena could totally understand what Raqeesa was going through, she hugged her sister in law and said,

" Azaan khuda ka tohfa hai hamare liye, aur fir ye iski qismat hi toh hai ki hamara bachcha ek aise rishrtey se bach gaya jo uske liye sahi nahi. Woh jiske saath rishta banayega woh ladki is duniya mei sabse zyada khush naseeb hogi. Mehwish Daniyal ki kismat itni achhi kaha ki usse hamara heera mile. "

She glared at Daniyal and Hayat who could only lower their heads in shame.

" Bhabhi, Dua aapki bhi beti hai, par aapse koi bhi waada karne ke pehle mai apni beti se akele mei kuchh baat karna chahti hun. "

Before anyone could protest she held Dua's hand and lead her out of the room.

" Ammi kya kar rahi hai aap ? "

She asked as Sameena lead her to the first room she found open.

" Tumhe bohot naazon se pala hai maine, aur tumne hamesha tumhare abbu aur mujhe khush kiya hai, tumse behtar beti toh shayad hi mil sakti thi hame. Aaj mai jo bhi kehne ja rahi hun usse dhyaan se sunna. Azaan ke saath jo ho raha hai woh galat hai, bohot galat. Mehwish ko kosne se Azaan ka dard kam nahi ho jayega, aaj Raqeesa bhabhi ne mujhse meri parchhai mangi hai, beta tujh pe kisi ka dabaav nahi hai, lekin ek baat hameha yaad rakhna, Azaan jaan chhidakta hai tujhpe. Soch is baare me aur jo dil kahe woh mujhe bata. "

.|.

" Dua taiyaar ho rahi hai. Mubarak ho Shabbir sahab aaj aapki beti ka nikaah hai. "

Sameena said as she entered, Seher, Aamirah and Irham immediately went to Dua and Azaan looked at her mother with blood red eyes.

" Ammi Dua ka in sab se koi lena dena nahi hai. Mai usse nikaah nahi karunga. "

His words hurt Shabbir and Sameena a little but they knew he was opnly trying to protect their daughter.

" Bachpan se aaj tak tune apni ma ki har baat maani hai, yeh ek aur baat maan le. Bhale hi hamne pehle is baare me socha nahi par tumhare liye Dua se behtar toh aur koi ho hi nahi sakta. "

" Bachchi hai woh, choti ami ki baaton ko taal nahi payi  hogi. Mai usse khud baat karunga. "

Sameena stopped him from going out and said,

" Apne nikaah se liye taiyaar ho rahi hai woh, us laal jode me jo tumne use diya tha. Ek baar taiyaar ho jaye toh khud puch lena, meri beti thodi shararti hai lekin sahi aur galat ka farq pata hai usse. "

He fisted his hand trying to control his anger and sat back.

•••

Oops- what will happen now ?

Love
Vishakha

Laal IshqWhere stories live. Discover now