08|Tu Thodi Der Aur Ther Ja

1.8K 91 26
                                    

" Chalo ab to Dua bhai ke room mei shift ho jayegi na "

Ayaaz said, getting all excited and Azaan, who was sipping on his juice, coughed hard while Dua, who was enjoying her food widen her eyes as the newly married husband and wife turned to Ayaan to glare at him. Tha is what Shaukat said,

" Abhi nahi beta, nikaah toh ho gaya lekin Dua ki rukhsati nahi hui. Rukhsati ke pehle woh Azaan ke saath nahi reh sakti hai.

Zaraan looked at Azaan at once and then turning towards his dadaajaan, asked,

" Daadajaan, Dua ki rukhsati ka kya socha hai aapne ? "

Before anyone could say anything, Azaan stood up.

" Dua ke exams chal rahe hai. Jab woh at least apne school se graduate nahi kar leti, is ghar me koi rukhsati nahi hogi. "

" Mujhe Azaan ka faisla theek lagta hai. Dua hai toh fir bhi bachchi hi, abhi ke liye rukhsati rehne dete hai. "

Azaan walked out of the room leaving behind Dua who looked at his retreating figure like a rain soaked pup.

" Irham, Aamirah, b eta tum dono Dua ko uske kamre me le jao. Aur Seher aur Ayaan zara meri madad karo ye sab plates rakhne me. Raqeesa bhabhi, Sameena bhabhi aap jaye aur aaram kare. "

They nodded at her thankfully and she gave them a smile.

Faraaz was with Zaraan, who asked the latter.

" Aap khush hai ? "

Zaraan looked at his laptop, looking at a few mails and said,

" Mai upset nahi hun, does that count ? "

 Faraaz nodded saying,

" I just feel like it's been a little pressurising for Dua. But then mai khush bhi hun, kyunki ab Dua kahi jayegi nahi. "

" Mera ek hi dar hai, jo mai chahta hun ki kabhi sach na ho, aur woh hai meri behen ka dil tootna. Mai Azaan ko jaanta hun, even though he didin't want this marriage, I'm sure woh kabhi Dua ka dil nahi dukhayega. "

" Bhai, I think aapko ek baar Azaan bhai se baat karni chahiye. "

Faraaz told him what he was thinking and Zaraan noddd.

" Mai usse baat toh karna chahta hun bas usse thoda samay de raha hun, is shaadi ne bohot se rishtey badal diye hai. Mai bas sabko khush dekhna chahta hun. "

.|.

" Tum hi ho jo itni der tak itne bhaari gehno mei itne aaraam se baithi thi, mujhse toh nahi hota. "

Aamirah said taking out Dua's nath and she smiled a little which made her elder sister happy. Irham took out the necklace and told Dua,

" Aaj tumne mere bhai ko tootne se bachaya, I don't know ki tumne ye faisla kyu liya, but mai jaanti hun ki tum se better koi ho hi nahi sakta Azaan bhai ke liye. So thank you....... for that. "

Dua hugged her and replied,

" Api maine ye faisla bohot soch samajh kar liya hai. Azaan bhai ke saath Mehwish ne jo kiya, woh bohot galat tha, dil toh kar raha tha, usse maar dalun. "

Both Irham and Aamirah noticed that her hatred for Mehwish was blowing out of proportion,

" Mehwish ke baare me sochne ki koi zarurat nahi hai Dua, she's old news now. In fact right now, tumhe bas apni padhai pe focus karna hai, ek baar tumhare exams ho jaye fir Azaan bhai se baat karna, tasalli se. "

Dua widen her eyes at Aamirah and said,

" Mai nahi baat karungi unse, tab se taane maar rahe hai. "

Irham laughed at her and said,

" Abhi toh gusse me hai woh, tum daro nahi. Achha yeh lo change karke so jao. Kal fir paper ki taiyari karni hai. "

Aamirah and Irham moved to their respectiv rooms and just as Irham was about to enter her room she saw Azaan coming downstairs and stopped him,

" Bhai kaha ja rahe hai ? "

" Dua se baat karne. "

" Nahi, mera matlab hai abhi nahi jaye please. "

Azaan looked at Irham and raised his brow to which she looked sideways before pulling him in her room,

" Bhai meri baat hui usse, abhi woh thoda dari hui hai. Aap usse thoa samay de. "

" Irham usne apni zindagi barbad kar di hai is rishtey ke loye haami bhar ke. Hamara age difference bhi uske dimag mei nahi aaya, usne Choti ami aur ammi ki baat manke mujhe shaadi ki hai par aise compromise me nibhaye jaane wale rishtey tiktey nahi. "

Irham had had enough of his brother's tantrums and said,

" Achha toh sach batayen bhai, kya aapke dil ko bilkul khushi nahi hai is baat ki, ki Dua apki dulhan bani hai, Kya aap kabhi Aamirah appi ya Seher appi ko apna pate jaise aapne Dua ko apnaya, kya kabhi unhe us nazar se dekh pate jis nazar se Dua ko dekhte hai ? "

Azaan was socked, his little sister was asking him questions he was afraid to answer.

" Bhai allah tala par bharosa rakhe, unhe ne aapko yeh khushi mehsus krne ka haq diya hai. Don't push Dua away, please. "

.|.

" Dua humanities ke saath Business communication kon leta hai ? "

Irham asked, getting agitated,

" Appi mujhe Mba karna hai na, isliye. "

" Uffo yeh mujhe bilkul samajh nahi aa raha. Mai tumhe kaise padhau ? Ek kaam karo tum Azaan bhai se padhlo. "

Irham said, seeing his brother come down for breakfast, Azaan looked at Dua who shook her head and sid,

" Mai Zaraan bhai se padh lungi. "

" Dua Zaraan bhai bahar gaye hai. Aur mai bhi office ja raha hun, taayi ammi ne Azaan bhai ko aaj ghar roka hi hai toh tum unse hi padhlo. "

Faraaz told Dua who looked at him like a puppy. Seher decided to tease her sister,

" Oye Dua, Faraaz bhai sahi keh rahe hai, waise bhi ab biwi ban gayi ho. Daant bhi nahi padegi. "

Azaan, who had heard Seher along with the rest of the family felt his face heating up. He however sternly said,

" Aisi koi galat femi dil me mat paalna Seher, galti karne par Dua ko ab bhi dant padegi, aur Dua tum, room me aa jana khane ke baad. "

He picked a piece of buttered toast and was about to eat when Raqeesa said,

" Nahi nahi, kamre me akele nahi, abhi rukhsati bhi nahi hui hai. "

" Ammi I beg of you stop embarassing Bhai and Dua. "

" She's a child ammi, aur mai pehle bhi usse padhata hi tha na. "

" Pehle ki baat aur thi. "

Raqeesa argued and Dua rushed upstairs feeling embarassed. 

•••

My girl is shy 😂

Thank you so much for your votes and comments, pls continue supporting me.

Love
Vishakha

Laal IshqWhere stories live. Discover now