'Rakshak' or 'Bhakshak'

711 39 14
                                    

Anirudh's POV

"Doctor Bondita kaisi hain?Thik to hain na woh?"I asked impatiently when Dr.Subodh came out of Bondita's room.

"Haan woh abhi thik hain lekin puri tarah se nahi.Bohot khoon baha hain uska.Abhi kuch dino ke liye woh agar ghar pe rahe toh hi acha hain."

I nodded and went away.I entered her room and her face melted my heart.How can someone be so innocent?Suddenly my eyes stopped at her feet which was bandaged.My heart pierced.I sat beside her and covered her with the duvet.Then I held her hand and squeezed it slightly.I brought her hand closer to my lips and placed a feathery kiss.

"Bondita mujhe maaf kar do.Maine wada kiya tha ki main humesha tumhari raksha karunga par main asafal raha.Aaj main tumhari raksha nahi kar paya Bondita.Maine tumhe galat samjha Bondita.Mujhe maaf kar do.Janta hun ki main maafi ke layak nahi hun....lekin phirbhi maaf nahi karogi kya apne patibabu ko?"

Suddenly I noticed her moving.Was she awake?I quickly left her hand and rubbed off my tears.No Anirudh.... you can't break down in front of her.You can't let her know that she is your weakness.This will have a bad impact on her.

"Patibabu...."I heard her murmuring.

I again sat down beside her and held her hand."Bondita main yahi hun....tumhare patibabu yahi hain."She slowly opened her eyes and held my hand tightly.She just stared at me so did I.We both had nothing to say each other.

Finally I broke the silence and said,"Bondita mujhe maaf kar do.Main janta hun main galat tha.Par........"I was interrupted by her,"Par kya patibabu?Aap humesha to aise hi karte ho.Aap humesha to mujhe hi galat samajhte ho."I could see her eyes turning watery as she said this.

"Bondita main....."I was again cut off by her,"Nahi patibabu.Mujhe kuch nahi sunni.Aap jayiye yaha se."

Whenever she is angry she blows her face.But today she was not angry but was upset.And whenever she is angry,my rescue is roshogulla but whenever she is upset my rescue is the one and only telephone made of coconut shell.I need to bring that.I stood up and came out of her room.

Bondita's POV

He went away and that is what I wanted.I wanted to be alone.I needed sometime for myself.But within a few minutes patibabu came and I turned my face.He threw the coconut shell towards me and started,"Tring!Tring!"

When he saw me not picking up the telephone he again said,"Tring!Tring!Tring!Tring!"I was least interested to listen to him but I picked up the shell and kept it close to my ears unwillingly.

"Maa main jamaibabu bol raha hun.Aapki beti Bondita mujhse gussa hain.Aur gussa hona bhi chahiye. Maine galat kiya unke saath.Par woh to meri baat bhi nahi sun rahi.Ab aap hi boliye na maa ki agar woh meri baat nahi sunegi to main ussey maafi kaise mangunga."

"Par jamaibabu kya aap sunte hain meri Bondita ki baat.Meri Bondita ne bhi to bohot koshish ki thi aapse baat karne ki par kya aapne suna tha uski baat?"

"Haan maa main janta hun ki maine galat kiya.Isiliye hi to maafi mangne aaya hun main.Please maa aap ek baar Bondita se kahiya naa mujhse baat karne ko."

Though I was angry but I was enjoying this."Bondita baat nahi karegi aapse jamaibabu kyunki woh aapse gussa hain.Par aap mujhe baata sakte hain aapko jo batana hain."

He gave a wide smile and said,"Maa mujhe pata chal gaya hain ki aaj woh pariksha kyun nahi de payi.Kyunki ghar ka saara kaam karne ke baad uske haathon mein chaale pad gayi thi.Maa main aaj tak yeh sochta tha ki aurat aur aadmiyon mein koyi fark nahi hota par aaj mujhe pata chala ki bohot fark hota hain ek aurat aur ek aadmi mein.Aadmiyon ko to sirf bahar ka kaam sambhalna padhta hain par ek aurat ko to ghar aur bahar dono sambhalni padhti hain.Main to sirf khud ka kaam karta hun lekin Bondita ko to sab ke liye kaam karna padhta hain.Main to sirf apne bare mein sochta hun lekin Bondita ko to sabke baare mein sochna padhta hain.Ussey sabke pasand ka khyal rakhna padhta hain.Itni choti umar mein itna sab kuch sambhalna asan nahi hota hain maa.Aur yeh baat mujhe aaj pata chala.Ladkiyan sach mein mahan hoti hain.Bina kisi shikayat ke ghar ka saara kaam karti hain.Thak jati hain par rukti nahi.Main galat tha maa aur aapki Bondita sahi.Maa aap Bondita se kahiye naa ki woh mujhe maaf kar de."He pleaded with his puppy eyes.

Anidita-Destiny Destined UsWhere stories live. Discover now