gokuldham {1}

1.6K 60 19
                                    

summary: kartik and naira in the era of shree krishna and radha rani.

******

Kartik and Naira. 2 lovers finding their love. True love. The one who loves them from bottom of their heart, not just by looks, but also the inner beauty.

A/N- Hum inhe Shree Krishn aur Radha ji se compare nhi krr rhe hai. Unki prem-kahani bohot pyaari thi. Bohot zyaada. Yeh different style mei hai. Toh please comments mei koi bash mt krna. Aur bataiyega ki aap sabko Shree Krishn aur Radha ji ki prem-kahani kaise lgti hai.

A lady was waking up a girl.
She was humari pyaari Naira.
And the lady was Akshara.

Ak- Naira beta, jaldi uth jaao. Dekho suraj nikal aaya hai. Jaldi se uth ke haath-muh dho ke paani bhar lao. Aur apni saheliyon (friends) je saath jaana. Vo tumhara bahar intezaar krr rhi hai.

N(sleepily)- Hnn maa, abhi uthti hu.

She woke up and hugged her mother.
She washes her face and went to pick up the ghara (pot) to fill water. Her friends were also waiting for her so she quickly went out.

Naira's friends:
Neha
Avanti.

Avanti- Aur Naira, kya tujhe mila tera saccha pyaar??

Neha- Milega milega zaroor milega. Par Naira tujhe ladka kaise chahiye??

N- Mujhe?? (Smiles) mujhe aisa ladka chahiye jo na sirf mujhse pyaar kre magar mere pariwaar se bhi kre. Sirf mere chehra dekh krr nhi meri aatma se pyaar kre. Vaisa ladka ki agar mai marr bhi jaau tab bhi toh mujhse hi pyaar kre. Aur mai yahi sab uske saath karu.

Avanti- Wahh!! Chinta mat krr tujhe aisa ladka zaroor milega.

N- Ab chle maa dategi warna.
Neha and Avanti- Hnn hnn, jaldi chl.

****Other Side****
A lady came and opened the curtains.

Boy- Maiyya, sone do na.

Lady- Aree.. kitna Soega. Dekh suraj nikal aaya hai.

So the boy was our handsome Kartik and the lady was Swarna.

K- Maiyya, toh vo sota bhi mujhse pehle hai..

Sw(mummering)-Dekhi toh isse. Kaisa dusht hai.
Toh theek hai, aaj ki ko makhan mei se lassi nikle gi vo mai tumhare dosto ko de dungi..

K(jumping out of the bed)- Aree.. maiyya, Dekho mai toh kab ka utha hua hu.

Sw- Dekho, lassi ke naam se kitna uchal padta hai. Jaa, ab jaldi se haath muh dho ke paani bhar la aur gaeyon (cows) ko Charhane le jaa.

K- Gaen khud nhi jaa sakti kya.

Sw- Nhi, ab jaldi ja. Tere dost bhi intezaar krr rhe hai.

He quickly went outside and saw his friends waiting.

Kartik's friend.
Ishaan
Yash

Yash- Kaisa hai Kartik?

K- Mai toh theek hu. Tum dono btao kaise ho?

Ishaan- Hum toh theek hi hai. Yaar tu kabhi nhi btata ki tujhe kaisi ladki chahiye.

K- Mujhe?? (Smiling) Mujhe aisi ladki chahiye jo sirf mujhse hi nhi magar mere pariwaar se bhi pyaar kre. Sirf shakal se hi nhi meri aatma se pyaar kre. Vaisi ladki ki agar mai marr bhi jaau tab bhi vo sirf mujhse pyaar kre. Aur mai yeh sab uske saath karu.

Ishaan- Milegi zaroor milegi aisi ladki.

Yash- Jaldi chlo nhi toh maiyya dategi. Jaldi gaushala (cowshed) chlo.

Two lovers who want same things. Same kind of love. Will the ever meet? Can they ever stay with each other till their last breath?

Get to know in the next chapter.
****
Hello guys!
So this beautiful idea was given by
pearbhikairafan19 thank you so much pal for this idea.
And other who gave me their ideas. Will surely write them in the next one!
And I know this one was boring.
Love you all 💝.

Kaira OS series ♥️Where stories live. Discover now