...𝑪𝒉𝒂𝒑𝒕𝒆𝒓 13 (1)...

107 6 0
                                    

Vasanti - Dekh sumedh, yeh tera sapna tha ki tu ek din IAS bane aur ab teri IAS bane ki journey start ho rahi hai toh tu usse mu pher lega kya??
Sumedh - Maa, muze aapse dur nhi jana pr
Vasanti - Mai tumse dur kaha hu, tu waha jayega toh jab bhi free ho muze phone kr lena
Sumedh - Tbhi bhi maa, aap rahogi toh muzse dur hi na, mai nhi jaunga kahi aapko chod kar aur aapka khayal rakhne ke liye muze yaha rukna bohot jaruri hai
Vasanti - Mera khayal rakhne ke liye shri hai aur mai bhi mera khayal rakh sakti hu
Sumedh - Par....(cuts)
Vasanti - Dekh baccha, mai janti hu ki tu apni maa se kitna pyaar karta hai isliye iss bare mai mai kuch nhi kahungi par tuze bhi samjna hoga na ki tera sapna bhi jaruri hai aur krishna ji bhi toh apna kartvya nibhane ke liye apni maa, baba aur khas karke radha ko chod kar gaye the na aur wo toh kitne saalo baad lautkar aaye the par tu toh bss 1 saal ke liye hi toh jaa raha hai na isliye beta, tuze jana chahiye
Sumedh - N....(cuts)
Vasanti - Agar tu apni maa se pyaar karta hai toh tu jarur jayega mai janti hu
Sumedh - Haan!! Mai jaunga (with tears nd suddenly hugs her)
Sumedh - Maa, waha 1 saal muze aisi hug bhi nhi milegi, nhi khana aur khas karke pyar
Vasanti - Bss ek saal baccha, bss ek saal (with tears nd brokes the hug)
Sumedh - Maa, mai jab tak yaha hu tab tak aap sabke sath samay bitana chahta hu
Vasanti - Haan, kyu nhi
Shrisha - Haan, bilkul
Vasanti - Sumedh, aaj jo tuze pasand wo sab mai banaungi, tuze aise hi nhi Jane dungi mai
Sumedh - Hmm!! (Smiles)

At night 🌉,
(They have dinner nd left towards there respective rooms)
(In sumedh's room)
Sumedh - Kya karu?? Mann toh bilkul nhi hai jane ka par jana hoga, yeh mann ko kaise manau mai, kisi shant jagah par jata hu (left)
(He finds a place in mumbai there's no one except one girl who was sitting on chair peacefully)
Sumedh - Raat ke 1 baj rahe hai aur yeh ladki kon hai jo akeli baithi hai, kahi bhoot toh nhi ho bhi sakta hai par bhoot hoti toh muze nhi dikhti par yeh toh dikh rahi hai
Sumedh - Jau ya nhi jau, kuch nhi hoga chala jata hu (scared)
(He was taking baby steps towards that chair nd reach)
Sumedh - Huhh!! Meri car wahi hai kya ek baar dekh leta hu (turns) Hai, he bhagwan raksha karna (turns)
Sumedh - AHHHHHHHHHHHHHHHHHHHHHHHHHHHHHHHH.......,........................................ (In scared voice)
(The girl was none other than mallika nd her hairs was flying)
Sumedh nd mallika - Tum, aap
Sumedh - Woh muze thoda peace chahiye tha isliye yaha aaya, Aur tum??
Mallika - Woh muze aadat hai aisi peaceful jagah par samay bitane ki, isliye mai toh roj aati hu par aaj peheli baar aapko yaha dekha aur khud toh dare hi muze bhi dara diya
Sumedh - Mai darunga nhi toh kya karunga, aise ek toh pura black pehenke aur upr se yeh baal bhi udd rahe the kisiko bhi lagega hi bhoot hai
Mallika - Achh, toh mai bhoot hu
Sumedh - Isme koi shaq nhi, aur Aaj toh lag hi rahi ho wrna roj toh....(stops)
Mallika - Kyaa??
Sumedh - Khargosh dikhti ho, 2 teeth wali
Mallika - (glares at him)
Sumedh - Chodo, tumhe ghar nhi jana??
Mallika - Jaungi na, 2 din baad
Sumedh - Kya tum 2 din yahi rahogi??, tumne shri ko btaya kyu nhi ki tum yaha rahne wali ho??
Mallika - (confused) Mai aapke ghar thode der baad jaungi, muze laga aap mai kab jari yeh puch rahe hain
Sumedh - Nhi, woh toh muze bhi pta hai
Mallika - Waise aap yaha kyu aaye??
.
.
.
.
Radhe Radhe ✨
Please do vote and comment 🙏












𝑨𝒍𝒘𝒂𝒚𝒔 𝑳𝒐𝒗𝒆 𝑾𝒊𝒏𝒔 💖 (Editing)Where stories live. Discover now